Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    aap nay achi sharing ki hai to main bhi thoora share karna chahta hun.bahio main he kehna chahta hun kay kabhi bhi aap stop loss kay begair kaam na karain.agar aap sl use nahin karain gay to is tarah ki mistakes ki waja say aap ka account bhi waste ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      haan sahi agar forex trade markit mean koi new trader hai tu ose bohat hi zada ahtiyat se kaam karna chye ku kke forex trade maen kafi risk hai or es bohat hi zada profit bhi ye hum pe depend karta hamre tajurbe pe depend karta hai ke hum yahan ks tarha meanten rakhte hai apne ap ko profit mean.....
      • #48 Collapse

        je han ap ko es main boht ehityant karte hain so forex trading main app ko boht faida hota hai so forex maiin ap ko boht earning hote hai so forex trading main app ko uper jana cahhye ahi aur app ko es main success hasil karne hoge
        • #49 Collapse

          thanx mere dost aap ne bilkul thek kaha hy k hamin agr market k anelysiss ka koi bhee pta nai hy or hamary pas 10$bhee profit araha hoga to lelena cahye is ka koi pta nai hota k shayd bad main loss main haojaye yani hamin is kaam ko samjhna hota hy
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
            Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

            Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

            1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

            2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

            3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

            Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

            Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
            Main aapkee thread se ittefaq karta hun kai hamen kabhee bhee profit ko mazeed aagay barhanai kai liye is umeed par na chalne den kai aage bhee mazeed profit hoga jabke koi signal na ho.
            kabhee bhee profit level ko itna high naa rakhen market us tak nahin puhanch paye.
            hamain apne capital ko sab se pahle save karna chahiye us kai baad profit kai liye kaam karna cha hiye.
            :)
            • #51 Collapse

              bhai main apki post dekh kar bohat khush huwa hoon kiyun kay ap ki is post say mujhe or kafi meray jasay newbies ko help bhi mili hai or advice bhi mili hai or main ap ki baat say agree karta hoon this are mistakes
              • #52 Collapse

                bhai apka thread buhat acha hay.or apnay apnay thread main acha knowledge share kiya hay.ager trader ya sab mistakes apni trading main na karay.to wo yaqenan apni trading say acha profit hasil ker sakta hay.or us ko is tarha apni trading main loss bi nahi ho ga..
                • #53 Collapse

                  gee mre bhai forex bohat acha busineess hy forex me bohat he ziada gltya hoty hy sb se bry glti ye hy ke jb hmary pasas knowledge nae hota hmy chahye ke profit hasil krny ke lye sb se pehly knowledge hasil kry aur pha trading start kry
                  • #54 Collapse

                    borther ap ney bhe wesey ache chezien share ke hain lekin mistakes to forex mian kai kism ke hain lalch der aur emotion etc bhe mistakes main he shamil hain aur jub bhe hm in main sey koi bhe chez duhratey hain to hmarey loss keh chnaces 50 percnet sey above hotye hain kyun keh in halat mian hm akser okat analyse ker keh trade open ni kertey
                    • #55 Collapse

                      Ager apka oreder profit may ja raha hay usko band karday yane close karday our dosray order k liyetiyar ho jai zeyada lalach karne ke zarorat nai hay utna profit b kafe hay q k forex trading may market time to time up our down ho jata hay
                      • #56 Collapse

                        profit level ko hight rakhna nahi chahiyay ,umeed na rakhay ,capital investment ko zayada tarjeeh dain tu zayada acha ho ga .loss say bach jayay gay
                        • #57 Collapse

                          good ap ne bht acha btay he
                          1 is me greed ne kre warna ap loss ker de ge
                          2 bra risk na le
                          3 trade wisely
                          • #58 Collapse

                            first time trading main hum se aisi gahltiyan ho jati hain lakin hum hamesha apni ghaltiyon se kuch na kuch learn kartay hain. iss liye humein chaiye ke jab hum se koi ghalti ho jaye to hum uss ko dobara na honay dein. hum uss ghalti ki wajah talaash karein aur future main uss se bachein.
                            • #59 Collapse

                              forex me hame is baat pay bilkul he ghor nahi karna hota hai k hame itnay din ho gay hain hum profit ku nahi earn kar rahay hai aur kb earn kare gay to hame yaha pay khud pay yakeen hona chahye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                sir meray khayal say baat logical ha jab trader ko profit milta ha wo aur profit ki taraf bhagta ha lkin usy ya nhi pata hota kiya agay mujhay profit milayga usy sirf us waqt profit ki fikar hoti as compare to loss lkin jab wo lost mai jata ha tu thori baat samaaj ana shuru hoti ha usy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X