Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han sir ne bhot achi tips di hain hum tamam members ke liye specially new traders ke liye ke hamen kabhi bhi ziada profit earn karne ke liye luck pe depend aur laluch nai karna chaye kiun ke ziada ke chakar main aksar logon ko loss hojata hai aur trading ke doran disipline aur patience ke sath trading karna ke ap market ko sahe tor pe samj sakte hun aur itna volume set karen jitna ap achieve karsakte hain aur sab se bari bat apne capital ko save rakh ke profit earn karna kiun ek jab tak apke account main capital nai hoga ap achi trading nai kar payenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
      Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

      Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

      1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

      2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

      3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

      Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

      Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
      yes bro aap kee teno batain sahi hain. main jis cheez ko mention karna chahon ga woh hai funds management joh kee forex main bohat zaroori hai iss main agar aap sahi kar jain tou account safe rehta hai from washed and other thngs....
      • #63 Collapse

        Sb se bari galti to jald bazi ha jab apko pta hota ha k market ne ab apki trade k mutabik move krna ha lekin phr b ap jald bazi kr k small profit me close kr dete hain phr bad me ap us k opposite trade order laga lete hain phr ap bad me boht afsos krte hain
        • #64 Collapse

          money cheez he aese hai jo jitny bhe zyada kamao ge itni he kam lagi ge us laiy hum me or profit kamany ke lalch aah jati or ye hum bhol jaty hain ke lalch ek buri bala hai ye pata nae qu bhol ke hum or profit ke qu lalch karty hain
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
            Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

            Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

            1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

            2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

            3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

            Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

            Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
            yes i think these are the essential mistakes and we cannot get the success if we will not learn from the mistakes these mistakes we can avoid if we will try to earn in the forex through the knowledge the skills and the knowledge is the important
             
            • #66 Collapse

              Jee bilkul ap nay sahi btai hay agar hum en sab gatio ka khyal rakhy to hum acha profit bna sakty hay aur agar hum trailing stop use karen to ye sab say best way hay keh hum apnay profit ko hath say nikalny nahi daity.
               
              • #67 Collapse

                my dera wesy to aysi bohat sari mistakes he jin ka taluk seedha profit se hi he magr ham chand bato ka khyal rakh kar is forex trading business me apny profit ko zyada se zyada kar sakty he un bato me aik to hamy hamesha lalach se bachna chahiy or dusra ye l experiance hasil karna chahiy
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sonia7878 پيغام ديکھيے
                  profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trdae lagane se bhi loss hota hai profit ni
                  App nay forex trading say profit say related jo galtia btai hay wo sahi hay agar hum forex trading main en sab baton ka khyal karen to hum forex trading say acha profit gain kar sakty hay.
                   
                  • #69 Collapse

                    My dear friends profit say taluk rakhny wale boht sare ghaltyan ha,jisay k ham aik he coment ko 2,3 martba post karty hn ya phir zayda ke lalch men post wrong krna , profit say taluk rakhny wale mostly yahe ghltyan hn,in k ilawa bhe boht sare ghaltyan hosgte hn.
                    • #70 Collapse

                      han yehi baat hoti hai insta forex k every member k sath yahi same masla hota hai k jo bhil banda yahan profit hasil kr leta hai us ko lalach aa jati hai k yar mai or trade lagaon apna profit hasiil krun or profit ki bjaye us ko loss ho jata hai
                      • #71 Collapse

                        Thanks for the so nice post. I am agree with your information's friend. I think your post will make an awareness between the all new and all old trader about their mistakes. Regards.
                        • #72 Collapse

                          bhai jaan appney bohut hi achey points adds kiya hain mein yahan sirf mazzeed kuch aur points add kartha chaloon k khabi b greed ko follow na karein khabi yeh mat sochein k app forex mein over night rich ho sakthey hain aur khabi b profit ko nuqsaan mein tabdali na honey dein aur last but not least app sirf aur sirf low risk money mangement ko hi follow karien...
                          • #73 Collapse

                            ji han aap ne sahi ghaltiyan point out karin hain mere aziz dost magar apse main yeh kehna chahun ga kaya apko profit main in ghlatiyun kay saath saath aik aur ghalti pe kaam krna chahiye aur woh hai lalach ghor kariye ga
                             
                            • #74 Collapse

                              bhai apka pas agr acha balance hai r ap long trading karna chata ho tu ap ko pehly pta hona chahiye k market yaha tk ja sakti hai easa na ho market waha thk jy bhi ni r apko los ho jy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: nasir333
                                Mostly log ye ghalti kartay hain kay jab unko profit hona start hota hai to un me patience khatam ho jata hai or wo greed me or ziada risks uthaty hain jis ki waja se unko end me boht ziada loss bhi uthana parta hai baz oqat.
                                Jee apki baat sahi hay forex trading main ziada tar loog blind trading karty hay aur wo market ko sahi say analysis he nahi karty aur agar achy say market ko daikha jaye to forex trading main acha profit gain kea ja sakta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X