Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    bhai ap ny ye jo three points share kiyay hain ye points bhot zaida important hain sirf aik newbie ko nahe har forex trader ko ye points apny zehan main rakhny chahiyay ta k wo kisi big loss sy bach jain hmain chahiyay k ham in mistakes sy dur rahain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur profit hasl karein gay tab hi hum market main demo main practice kar k hi hum sucess hon gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay ta k earning ho
      • #1023 Collapse

        agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to eskay liey humay demo account par practice kar kay forex trading ko seekhna chahiey kyun keh agar hum seekh kar kam karen gay tab he hum market main acha earn kar sakty hay ye business sab kay liey achy chances muhaya karta hay
        • #1024 Collapse

          agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh es business main sabar kay sath kam karen aur esmain humay jald bazi na karen kyun keh jald bazi main achi earning tab he ho sakti hay jab money managemgn karen gay
          • #1025 Collapse

            hamain apni har mistakes ko avoid karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main trend ko use karnay main koi mushkil na ho saky gi aur market main demo main practice kar k hi hum real main bi trade karny k kabil hon gay
            • #1026 Collapse

              agar hum nay market main profit earn kar lea hay to humay chahiey keh es profit ko withdraw karwa lain kyun keh esmian humay lalach nahi karna chahiey kyun keh laalch main huamri trading achi nahi hoti aur humay es business main khoob focus karna chaheiy tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
              • #1027 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                G5 aapne bilkul theek Kaha mai aap ki baat se agri karta hoon aur aapne jitne bhi Baatein Kahin Hai Yeh Sab bilkul theek hai
                • #1028 Collapse

                  agar hum forex trading main profit earn karna chahty hay to humay chahiey keh es business main khoob time dai kar learning karen kyun keh time dai kar learning karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karni chahiey tab he safe reh sakty hay
                  • #1029 Collapse

                    hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur apni har mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur kamyab hon gay
                    • #1030 Collapse

                      bilkul sahe kaha ap ne bohat acha knowledge share kea ha asa he ha ap kabi bhi apni trade ko umeed pe nahi rakhan chaiye k chalnay do hamesha ap sahe trend sahe apny method ka ky mutaabik trading kro
                      :p Yes You Can Do :p
                      Honesty + Sincerity = Prosperity
                      • #1031 Collapse

                        han g kuch log sochtay hen mehnat karny ki zaroorat he kya ha bagair knowledge ky hum aik dam bohat kuch kamaiy gay ye thinking total wrong hoti ha
                        • #1032 Collapse

                          ap ney jo batain share ki hain bohat good hain agar hum log ess pey amal karain bohat kuch haasil ho sakta hay ap ney theek kaha high profit target nahe rakhna chaiye ap ki trade entry mei accuracy barri important hoti hay
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #1033 Collapse

                            market main is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi aur apni sari mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main loss kam ho saky aur hamain is main trend ko use karna ho ga tta k earn ho
                            • #1034 Collapse

                              profit hasil karna hai tou is main mistakes ko avoid karna ho ga tab hi hum run karein gay aur hamain is k rules ko aur tips ko dekh k hi trade karnii ho gi aur is main mistakes ko boht hi acoid karna ho ga tab hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                hamain is forex main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur apni sari mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main analyse kar k hi hum run karein gay aur market main trend ko use karna ho ga ta k earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X