Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    agar hum nay forex trading main profit earn kar lea hay to humay chahiey keh es profit ko withdraw karwa lena chahiey kyun keh esmain safe trading karnay say humari trading bohat achi ho sakti hay humay esmain money managmenet karty huway he kam karty rehna chahiey tab he esmain safe trading kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      Dear bilkul ap ny thik kaha k hmn profit k bary ghaltion sy avoid karna chahyei.agr ap ko aik acha mil raha ha to ap mazeed profit k chakr mn wo profit loss na karein.target zyada na rakhein.ap ko chahyei k thora thora target set k profit earn karein.
      • #1008 Collapse

        agar hum nay market main profit earn kar lea hay to humay chahiey keh es profit ko withdraw karwa lain kyun keh es profit k withdraw kar kay he hum achi earning achi kar sakty hay ye aik bohat acha business hay humay chahiey keh es business main theak say time dain ta khe esmain achi earning kar saky
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #1009 Collapse

          forex trading main galtia karen gay to humay es waja say loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh esmain agar koi bhi galti ho to us galti ko theak kar kay trading karna humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain theak say focus karna chahiey
          • #1010 Collapse

            profit hasil karny say humain jo issue hhota hay yani jo jo hum mistkae karty hain to is ko durust karna ho ga kun kay agr hum mistake hi karty hain to kaisy kam ho sakta hay humain account ko use karny ka koi faida e nai ho ga so market ko use karna hay to low risk main achy say trade ko use karna ho ga ta kay mistake km ho sakay
            • #1011 Collapse

              bro your tips are very precious for new traders.. We should use lot size according to account worth.. we should not be greedy when trading..we should keep patience..trading is all about patience.. we should make small targets of profit on daily basic..and also do best market analysis to achieve the targets..
              • #1012 Collapse

                agar hum galtia karen gay forex trading main to hum es waja say market main earning nahi kar sakty so humay chahiey keh forex trading main sabar say kam karen kyun keh sabar say kam kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay esmain theak say money management bhi karni chahiey ta keh market main achi earning kar saky
                • #1013 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                  Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                  Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                  1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                  2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                  3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                  Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                  Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                  Ji Bhai aapne thik Kaha aapne new trailers ko bahut acchi information Di Hai Is Se new trailers ko bahut fayda Hoga aur jo traders bhi Aap Ki Baaton pe Amal Karenge Woh successful Honge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #1014 Collapse

                    dear trading ma sb sa bre mistake yah hoti ha k new traders green ma zyada profit ki lalach ma zyada nuksan uthata han is liya limited profit ka bad close kr do
                    • #1015 Collapse

                      profit sy tauluq rakhny wali sb sy bri glti greed hai baz murtba hum greed mai aa kr aik hi simt ya trade k level sy oper trade lga daty hain to es sy humy faidy k bajye nuqsan hota hai es k elawa agr market or news ka analysis nhi kia hota or trade lagny sy bhi loss ho jata hai...
                      • #1016 Collapse

                        mistake say kam karty hain to kafi best ho sakta hay humain agr success hasil karni ahy to learning kar kay achcy say ana ho ga is main agr is main bar bar mistake karty hain to is main agr kam karna hay to kafi practicec karna hoo ga is main lesson hasil karna hota hay kun kay jab b hum market main kam karty hain to trade karna ho gi
                        • #1017 Collapse

                          market main apni mistakes ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur profit hasil karny k liye learning karna ho gi tab hi hum market main kam karein gay aur knowldge hasil kar k hi hum market main profit hasil karein gay
                          • #1018 Collapse

                            agar hum ziada profit kay lalach main trading karen gay to hum market main profit earn karnay ki bijaye market main loss kar lety hay so humay aisa nahi karna chahiey humay chahiey keh esmain kam say kam galita karty huway trading karen tab he humari trading safe ho sakti hyy
                            • #1019 Collapse

                              mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main profit hasil karny k lye learning karni ho gi tab hi hum is forex main achi trade karny k kabil hn gay uar greed ko avoid kar k hi hum market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                g han hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main profit hasil karna hai tou hamain is k rules ko follow kar k hi hum acha earn karny k kabil hon gay aur market main profit hasil kar k hi hum sucess honm gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X