Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    aap ko trading ma agr profitho rah ha to aap ko apnay set traget par cloes karna cahy aik jise trad zad opan nhe karne cahy our trading lalach greed nhe karna cahy emoational nhe hona cahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      Sab sy ahm bat yehi hy jis ki waja sy log forex trading main loss kr jaty hain is liy hamain chahiy k ham forex trading main trading k doran sahee knowledge aur annaylsis k sath Jo trade lagain aur jab hamko maloom ho Jay k itna profit hmko mill raha hy to aagy ziada profit ki lalch Na karain yehi kamyab trading ka rasta hy
      • #978 Collapse

        sahi post ki hoi hy apny bhot ilam wali bat hamsy shere ki hy jo bhi new new meber forex my atyhy un ko ya zarorr parhni chiya kio k who hi zeada tr ehsa krty hy k profit mil rha ho to un k pas signal na bhi ho ya un k malom na bhi ho k ya our profit dygi tarde ya ni pr phr bhi who is my kam krty hy who trade lgi rehny dyty hy our who hi kbhi kbhi losss my bhi ah jati hy
        • #979 Collapse

          aap ko is ma asa karna cahy kay aap ko is ma jitna be profit ho is ko widraw karna cahy our aap ko apne trad ma traget set karna cahy our aap ko is ma apne marze ki profit mile ge ha to trad ko cloes kar dan cahy
          • #980 Collapse

            Hum profit ke mutaleq bhi bahat mistake krte hein for example agr kesi trade main apko 10$ ka profit howa hai tu hm next bhi yehi umeed lga lety hein. Kabhi bhi ap profit level ko itna na barhaein ke wahan tak ponchte ponchte market down ho Jay hum yeh mistake aksar krte hein.
            • #981 Collapse

              asslam-o-alaikum wa rahmatullah dear friends mery khyal men kuch log aesy b hain jo apna target achieve kar leny k bad b trade ko close nahin karty aur zyada lalach ki waja se loss la shikar ho jaty hain. Aesy logon ko lalach se guraiz karna chahye
              • #982 Collapse

                forex main agr hmain acha profit chahye tu hmain es main en points ko dehan main rkhan achahye qk jub hum khud mistaklkes kar jaty hain tu hmain khud he loss ho jta hai or hmain khud he es k bary main pta nahi hoat
                • #983 Collapse

                  profir sw taluk ralkhne wal;i sab se badi gahlti ye hy kah hum logh yahun paar wite nahin karet hyn is lie hum ko achi profit bhi ho sakti hy is se hum ko loos bhi ho sakta hy si lei hum ko ayhun paar aite ki buaht hiz yad zaruart hy
                  • #984 Collapse

                    Forex trading mein profit sy ta'alluq rakhny wali ghaltian to bahot saari hain lekin ziada am ghaltion mein laalach aur overconfidence ziada aam hain jo maximum traders krty hain
                    • #985 Collapse

                      Forex mn profit ko mantain rakhny k liay ap aik tu itni ziada bari lot na la gain k ap ka balance profit tak punchny sy phly khtm ho jy aor 2nd na he profit ki itni limit ziada kren k ap ny jis trade py trade ki wo itni limit tak punch he na py
                      • #986 Collapse

                        Kch log profit ko nikalty nh apny business ko barhany k chakar jo k loss ke shakal me anjam hota hy es k liye chahye k jo bhe profit ho usko nikalna chahye aur apni investment ko ahista ahista nikal lena chahye tabhi ap kamyav businessman ban sakty hain
                        • #987 Collapse

                          Dear apki information bahot hi zabardast hai main ap se agree karta hon is tarh aur expert persons ko chaye k wo apne opinions ko sahre kren take jo new persons hai ya old jo nahin jante wo faida utha saken
                          • #988 Collapse

                            ji dosto forex trading bahoot risky business hy sath sath more earning business b hy kuch log khas ker new trader greedy ho jaty haun fir wo bahoot loss ker jaty hy es liay behter hy k profit ke greed zeyada na ke jay bus jitna trend k hisaab sy proprofit at wo hasil kero.
                             
                            • #989 Collapse

                              Bhai bahot shukria apny kafi achi maloomal deen aur naie baten seekhny ko millen,mujy sb sy ziada apki ue baat achi lgi k"hm profit sy ziada apny capital pe tawajho den aur isko mind men rakh k trading karren" maen 1 aur chez add karna chahoon ga k money management ko zaroor follow karren aur forex discipline sy hat k trading bilkul na karren,aap bs munasib profit set karren 1:2 ya 1:3 tk.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                jo traders mere nazar main yahan ghaltian karte hain un main se ek ye hai k traders lalch karjate hain aur trading ko properly saikhe bagair he wo kam start kar daite hain aur phr jab unko loss hojata hai to wo broekr ka dosh nikalte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X