Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    yes dear mujhy apka teesra point bht pasand aya hai mere liye zyada profit earn kerna matter nahin kerta blky mein yeh chahti hun k mera capital jaldi increase ho kyunki capital increase kerny sy he acha profit hasil kiya ja sakta hai or sab sy bari bat yeh k risk bhe kam ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trdae lagane se bhi loss hota hai profit ni
      • #228 Collapse

        hello very informative posts dear forex trading mein new hain too phr too app koo bohat zyada careful rehna chaiyee agar aap kee order mein profit aa raha hai too phir aap kaam profit lee kar bhi order band kar lein too bura nahien hai, agar strategy aap kee pass hai aur logic mojood hai phir order koo continue bhi rakha ja skta hai ...
        • #229 Collapse

          g bhai ajn bilkul thik kaha ha pny k haminj agr aik b dollar ka profit hasil ho raha ha to hamin apni wo tarde band kar dyni chahia na k zyada profit ki lalach mai chor dyni chahia is sy loss b ho sakta ha or aksar aisa hota b ha k plus wali tarde minus mai jana shoro ho jati ha
          • #230 Collapse

            Jee bilkul may ap say he agree kerta hu ager ap kay pass profit a raha. Hay aur ap greed kertay ho t o yahe ap ki mistake hay is kay bad ager aisa moka milay kay ap lay profit kay chances zyada hay aur ap apnay ap ko luck per chor daitay ho to yi be mistake hay to greed na karain aur patiance say kam lain
            • #231 Collapse

              maray khayal say zeyada ter log yeh ghalti kartay hay kay jab un ko profit hona start hota hay tou un may patience khatam ho jata hay or wo lalach may a jatay hay or zeyada risks uthaty hay jis ki waja say un ko end may bohat zeyada loss bhi uthana parta hay
              • #232 Collapse

                g ha mary khayal sa Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap hai.....................
                • #233 Collapse

                  profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trade lagane se bhi loss hota hai profit ni
                  • #234 Collapse

                    bhai aap nay bohot achi information di forex main honay wali galtion kay baray main. maray khyaal main hum forex main us wakt galti kartay hain jab hum kam experience honay ki waja say aik wakt main bohot si trade open ker laitay hain
                     
                    • #235 Collapse

                      the some thing are related to the making of the profit on the trading site and that is the best if we are making the trading with the use of the best thing on the trading site mostly we should make the focus on the hard working.
                      • #236 Collapse

                        apne bht achi post share ki hai ye bht achi information hai sb ke liye ap is trhan ki post share krte raha krian ta ke sb ko help mily thankx.
                         
                        • #237 Collapse

                          g bhai es cheez ka name hi to lalach hai jab aap ko es baat ka pata nhi hota k market kya karny wali hai lekin aap ki agr koi trade profit main ja rhi hoti hai to aap use close nhi karte or wo trade profit main jany ki bajaye loss main chali jati hai
                          • #238 Collapse

                            forex tardign aik bohat hi risky business hi jis main agar ap apni mistakes ko control nahi ekro getoo ap ko iss business main loss ho ga iss lye ap ko apni mistakes ko control ekr ke hi tardign kerni ho gi then hi ap iss main kamyub ho g e
                            • #239 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                              Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                              Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                              1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                              2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                              3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                              Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                              Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                              At first take my salam, I am agree with you. I think trading is a good job for all people. Thanks a lot of you for your best analysis. Most of the people are very happy to do trading job. Thank you very much.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Agar app trading mein new hain too kosish karein kee apne profit koo hamesha lock kar kee trading kariein aur minimum risk lein aur hamesha apni equity koo safe karein aur stop loss laga kar hamesha trading karein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X