Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    mere khayal mein tou mein yeh samjhata hoon k humein ager achi se achi tarde ko kerna hai tou humein aik se ziyada pairs per tarde ko ker leina chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k humein ager safe tarde kerni hai tou humein aik se ziyada pairs per tarde ko nahi kerna chahiye.
       
      • #633 Collapse

        g han is k boht reasons hain han bhi or nahin bh jo k ap per depend karta hy k apa pas kitna knowledge hy isi tarah ap k experienced ke boht value hy
        • #634 Collapse

          jitny marzi pair pr trading ki jay es main koi pabndi nahi hai pr agr 3 ya 4 pairs pr trading ki jay gi to khud ko hi mushkil ho gi sb k bary main malot rkhna pry gi or bar bar sb trade ko chek krna pry ga.
          • #635 Collapse

            jiii haaaaaan bhaiiiiiiiiiii aaap ko ek se ziada pairz me bilkul trading krni chahye is se diversity peda ho gi jisb se ap ko loss hony k chancees
            km ho jaen gy or earning ki probability ziada ho jae gi.............
            • #636 Collapse

              forex ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain.lekin hame yaha pay greedy nahi hona chahye.
              • #637 Collapse

                nahi aapko hamesha yad rahe ke aapko ek time opar hamesha ek hi trad ko open karana hai taki aapko margin call na aaye aur aapko agar dono me loss hone lagega to aapko account jaldi hi khali hone lagata hai aur agar aapne ye kiya to aapko sirf loss hi hota hai si liye ye kabhi nahi karana chahiey
                • #638 Collapse

                  ham to samjhtay hen kay aiks ay zaida currency per trade ki ja skto hay or is cheez ko to ham kafi acha samjhtay hen kun kay is say aik waqat main acha profit bhi earn ho sakta hay or loss bhi kam ho sakta hay.
                  • #639 Collapse

                    g han agar ap aik hi time do do trade ko easily manage kar sakte hain to mere khayal se ye galat nahi ho ga kun k agar aik mien loss k chances hain to may b dosre mien ap ko profit ho jaye but aesa bhi mumkiun hai k ap ko dono mien loss ho jaye kun k har trade ko ap ki proper attention chaye hoti hai..
                    • #640 Collapse

                      yes dear i think agar ap k pass kafi acha balance backup ho to ek sy zyada pair par trading karna better ha jis sy ap kafi acha profit earn kar sakty ho
                      • #641 Collapse

                        agar hum aik se ziada pair per trading karna chata hain tu hum ko per apni equity ko dekhna hota hain aur us k baad experience ko agar humara pas acha balance nahi hai aur experience bhi nahi hai tu hum ko just aik he pair per trading karna chaya aur agar balance acha hai tu hum ko ziada per bhi kar skta hain.
                         
                        • #642 Collapse

                          Are mere bhai nhi bhai main tu ap ko bilkul bhi nhi dunga ye mashwara agar tu ap k passs knowldge hai or acha khasa experience hai or investment bhi ap lose bardasht kr skty ho tu ap phir ap kro otherwise nai
                          • #643 Collapse

                            bohat saray aisay log hain jo 1 say zayda pairs main trade kertay hain per main sirf 1 main hi trade kerta hun or wo hai Gold main sumjta hun kay ager aap aik pair ko hi achay say jaan lo to aap ko zayada main kernay ki zaroorat nai hai
                            • #644 Collapse

                              i think mary khayals aja thak ma janta hu ka trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar ha......................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                bilkul karne chiye maire khayl mai tu aur aik saay zaiada pairs ka knowlege b zaroor hona chaiye warna market mai oppurtunity dohndna kafi mushkil ho jata hai aik trader kaay liye aur kaam b mushkil ho jata hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X