Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    I think we have started our trading career that will collect all the necessary information about the couple and should learn about all the things you think we should focus on a single pair, but you should be so confident in the trading experience and the pair trading increases the trading skill levels.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      brother mere khayal se apko sart me 1 pair he choose krna chahye sur us ki help se apko market ki movement ko samajna chahye jb ap theak se samj jae to us k bd jitny mrzi pairs par trading karen koe farq nae parta is bt se but pehly unko samajna zaruri ha bhai
      • #678 Collapse

        yes dear kyoooo nhe apko ak sy zaida pair par trading akrne cahye jinte zaida mahant ho saky akrne caye forex ma jitne app forex ma mahant akro gy otne he as sy earn be akmao gy.
        • #679 Collapse

          Of course Dear bro hamy sary pair's pr trade krni chahey or waisy bi is man aisi koi limit nai han k app ko just isi pair pr trade krni han bal k app jitny zayada pair pr work kary ga app ko utna hi faida hoga or app ko dosry pair ki movement k bary man bi pta chalay ga or app us ko learn bi kary gay.
          • #680 Collapse

            yes hamy 2 se 3 pair per trading kerni chahiye kiu k market kabhi kisi pair pe slow hoti hy to kabhi kisi pair pe is liye hamary pass choice honi chahiye k agar kisi aik pe loss ho rha hy to aik pe profit ho issy hum apna zada loss nhi kerty
            • #681 Collapse

              ji ha dosto aek se ziada pairs per trading kar sakte hey per new trader ko shru me aek pair per trade karni chahye is tarah experience hone ke baad jese jese app ko profit hota jae ga app 1 se ziada pairs per trade laga sakte ho
               
              • #682 Collapse

                Brother waise tu yeh risk wali baat hai ke aik time par zaada trades band karain liken app agar loss bardasht kar sakte ho kar lo.... liekn app ko is dekh bhaal kar chalna ho ga kiun ke zarrori nai aik waqt main sari trades open or close karain.. App apni strategy ko sahih tarekay se istemal karain tu faida zaroor hoga.
                • #683 Collapse

                  I think aik pair main hi trading karna better hai.... coz aik se zyada pairs main trading karne se ap concentration nahi de patey... sahi se focused nahi hote jis ki waja se loss k chances zyada ho jate hain.... so i prefer do trade in only one pair at a time.....
                  • #684 Collapse

                    g bhai kar sakty hen aur karni b chey ager ap ek achy trader hen to may k ek loss profit aur doosri profit mai jaeyto apko yaha say b kuch hasil ho sakta hy
                    • #685 Collapse

                      yes dear hum forex trading business me aik se zayada pairs par bhi trading kar kay profit earn kar sakte hain kyu kay forex trading aik asan online aur profitable business hay aur es business me hum learning aur practice ki madad se asani se unlimited profit earn kar sakte hain.
                      • #686 Collapse

                        yeh ap ki maneg ment or equity per depend karta ha or ap ke forex experince per b lakin mera ap ko maswra yahi ke thre pairs per trading kare or achi kar yani lkhunb anylsisi ke sath .....
                        • #687 Collapse

                          yeh aap kay experience pay depend karta hai kay aap ko kitni ziada lalch hai agar aap ziada lalchi hain to aap ko is kaamm ain faida bhi ho sakta hia or nuksaan bhi aap ko chaiy kay aap achay say kaam akrain ta kay aap ko is main faida bhi ho.
                          • #688 Collapse

                            nai ek se ziyada pairs par trading apko nuksan dy sakty he agar apko koe signals mil rae hen phir to thek he otherwise no.
                            • #689 Collapse

                              Aik waqt mein aik pair ya ziada paira ka masla nahi. Asal baat yeh hai ke jis pair mein aap ko yaqeen hai ke ab market ka flow kis taraf hai, sirf us pair hi mein trade open karen. Agar aap ki trade open hai aur kisi doosre pair mein bhi market price ki condition trade open karne ke liye munasib ho jati hai to aap us pair mein bhi apni position open kar den.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                ji ha bilkul kr skte hain aur krni chaye ek se zada pair bna ke trading s tarah ap aur jaldi achi taha kr skte hain trade aur ap achi tarah trading kr na bhi s se jaldi sikhe gen aur business mein loss aur profit tu hota hi hai bhai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X