Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    Sir ap log aik pair par trading karo ya aik say zdyda ye ap ki apni marzi hai jis tarah merzi karo jo kaam asani say ho jaye wohi karo to us may behtari ho gi aik pair may loss kay chance kam hotay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      je aik time me aik he pair me trading kerni chahiy ziyada pairs me aik time me kabhi trade nahi kerni chahiye kiyun ke ager ap ko aik ye do pair me profit hone ke jaye or doosray pair me loss
      • #1383 Collapse

        ye un logon ko kerni chahiye jo her aik pair ke trade ko analyze kerna jante hen is liye un logon ke liye zaroori he ke wo ziyada se ziyada pair per trade kerein ager kisi ko ziyada pair per trade nahi aati ya use sirf eur/usd ka pata he to wo usi per kerein ziyada per na kerein
        • #1384 Collapse

          As I see it, for example, when it is necessary to buy the franc and the yen on the contrary, we should sell the dollar ... is something I do not catch up! The trading terminal selling and buying is as if these currency pairs look the other way around: JPY / USD and CHF / USD. I hope the question is clear?
           
          • #1385 Collapse

            Yes of course that you are open the trade more than one pairs. Of you have the handsome money. Other wise you are open the teade one pair.
            • #1386 Collapse

              Aik sey ziada pairs par trading krney main koi haraj nahi hy. Lekan yeh risky hota hy aur aap ko balance ko ziada rakhna parta hy. Ho sakta hy keh aik pair aap key favour main ho aur dosra pair aap key against ho jaye. Jab tak aap ko trading par control nahi ho jata aap aik hi pair main trading krain to acha hy.
              • #1387 Collapse

                Aslam o alikum janab mere khayal me ak hi time me ak hi pair per trading karni chahiye ager zayada per karein ga tu ye risk hi hai iss liye ak hi best hai
                • #1388 Collapse

                  ha jis pe marzi trading karo balkay jitnay zeyda pair ap karo gay utna he ap ka risk kam ho ga aur profit zeyda ho ga yani jo be curency hath lagay us pe he trading karo
                  • #1389 Collapse

                    jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main agr success hasil karni ahy to huamin is main achy say pair main trading karni ho gi ta kay humin trading main loss nai ho or huamin is main profit hasil ho
                    • #1390 Collapse

                      aik say zayadah apko 2 ya 3 pairs pe trading kar lay kyu kay ho sakat hai kay agar aka aik pair lost pe chal gya hai tu dosra apko aik boaht i bara profit de sakta hai is liay hi ap asiay kar sakaty hai
                      • #1391 Collapse

                        Traders yaha per many pairs me trading kar sakty hai.Traders ko chahye kay wo phlay one or two pairs me trading karen.Jab wo some experience gain kar lay tu phir other pairs ko use karna chahye.Start me ap ko one pair hi use karna chahye.
                         
                        • #1392 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to humain is main pairs mainn trading karni hoti hay humain is main pair jis main humain pratice ho to humain trading karny main kafi achi earning hasil ho sakti hay
                          • #1393 Collapse

                            ek sy zyada paris ki trade karny mein koi pabandi to nahi hai lekin es sy apka reserve fund effect hota hai or es sy apky account k wash hony chances zyada hojaty hein. or agar dono pair hi loss mien jayein to apki equity boht loww hojati hai.
                            • #1394 Collapse

                              nahi my dear friend agar aik waqt mein aik se ziada pairs per aik sath trading ki jay to is se admi kisi bhi aik trade ko acha time nahi de pata hae jis ki waja se admi ko forex trading mein loss ho jata hae......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                Dear hmen aik waqt me aik hi pair par kam krna chahe hmen aik waqt me aik se zyada pairs par trade nahi krni chahe kyun k agr hm asa karty hain tu hmen loss b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm aik waqt meh hmeshah aik hi pair par kam krna chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X