What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1471 Collapse

    aik point of view se dekha jay tu ays abhi ho skta hai or market main ups or down kisi wjah se tu hoti hain or jub trade kgai jati hai or trador jub buy or sell karty hain tu market ki moovemet up and down hoti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1472 Collapse

      jis bi currency main trade karni ho gi us main learn kar k hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum market main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur trend ko use kar k earning ho saky gi
      • #1473 Collapse

        jis pair main bi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur currency main learn kar k hi earning ho saky gi aur experience ho ga tab hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain it is best
        • #1474 Collapse

          is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hn gay aur jis pair main bi trade karni hoti hai is ko learn karna boht hi zarori hai aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi it is best
          • #1475 Collapse

            Currency jb b move krti hae to usky peechy usky mulk k muli haalaat hoty hain jo achy hon to currency up jaey gi ya stable rhy gi aur agr burry hon to currency neechy aey gi,ye uss currency k mulk k haalaat pe depend krta hae.
             
            • #1476 Collapse

              forex ki market ma har wakat movmint hote rahte ha is ma currences up our donw hote rahte ha our jab ki mulk ki new ate ha to ya sohw hote ha our is ma aap ko knowlged sa analysis karna hota ha
              • #1477 Collapse

                is kay bary ma majay zad to nhe pat ha lakine majay ya lagta ha kay jab kismulike news ate ha to os wakt asa hota ha our is liay is market ma asa hota ha our is ma knowlged ki zaroorat hote ha
                • #1478 Collapse

                  Currency pair market us waqt up ya diwn hoti hn jb kisi mulk muashi halat up ya down hote hn tu market directly up ya doqn ho jati ha is k illawa mulk jitna zayada stable ho ga us ki currency utni zayada mazboit ho gi
                  • #1479 Collapse

                    Kesi maluk ke halat ki wjh se uski currency down aur up hoti hai. Agr us country main business zayda ho rha hota hai tu zahir si bat hai uski currency up jay gi agr kesi wjh se business nai ho rha tu market down aur currency bhi down ho jati hai
                    • #1480 Collapse

                      forex main kmyab hony k liye hmain market k trend ko follow karna chahye ta k hmain forex k bary main knowledge hona chahye market ki currncy prize pair ki moving ki wjah se hoti hai jub aik pair ka trend hota hai tu oski market up hop jati hai
                      • #1481 Collapse

                        hamain learn kar k hi trade karni ho gi aur market main up aur down ko dekh k hi trade kar sakty hain so hamain experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga
                        • #1482 Collapse

                          Merey hisaab sy jb bhi kisi mulk ki political situation disturb hoti hy to wo uski economy py effect krti hy aur automatically uski currency py effect parrta hy is liey trader ko news py nazar rakhni chahiey
                          • #1483 Collapse

                            Kisi bhe currency is up ya down honey mn us mulak k halat aor us maluk ki trading 2sry Mulkon sy bhe currency py asar andaz hotly hain aor mulk k halat bhe bahut ziada asar andaz hotly hain
                             
                            • #1484 Collapse

                              Kisi bhi mulk ki teading ka inhesar uski mulki halat aur economy pe hota hai agar mulk k halat up ya down hote hain to us ka direct asar us ki trading pe hota hai aur is main bahir ki investment bhi asar andaz hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1485 Collapse

                                Kissi b currency ki price ka up ya down hona usky mulki halaat aur usky mulki maeeshat ki wajha sy hota hae ,mery khial men seller ya buyers ki wajha sy ni hota balky mulki sooratehaal pe depends krta hae k uss mulk ki currency up jaey gi ya down to iss qism k analysis ko fundamental analysis kaha jata hae.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X