What cause the currency price to move ups and down.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    jab hum trade karty hain to humain is main price ko achy dykhty hoye humain kam karna ho ga humain agr success hasil karni hay to practicec say kam karna ho ga ta kay loss km ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      dost muje sahi exact pta to ni hae mgr mery kheal mn iski wja ye hoti hae k jb koe bahoooottt barra invester jb kissi courancourancy ko buy ya sell krta hae to uss courancy ki value barh jati hae jis ki wja sy market up and down hoti h.
       
      • #1428 Collapse

        Waise tou har country yehi chahati hai k uss currency best ho ziada se ziada ho but market me ups and downs aate rehte hain js ki reason kuch bhe ho skti hai jaisa k economic prblm etc
        • #1429 Collapse

          hamain market main trade karny k liye is k up aur down ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trade karny k liye plane karna ho ga ta k earn ho saky aur is main earn kar k hum sucess hon
           
          • #1430 Collapse

            hamain trade karny k liye pahly analyse karna ho ga market k up aur down ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k market main earning ho skay aur profit ho
            • #1431 Collapse

              hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho saky aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k hum kamyab ho skay aur is main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k earn ho
              • #1432 Collapse

                market up and down move karti rehti hay so humay esi move ko samjh kar he achi trha run karna chahiey tabhi hum forex trading main kamyab earning gain kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
                • #1433 Collapse

                  currencies ki up and downs ju han wu oci coutnry say taluq rekhay wali currnecy pay econmy effect show kerti ha or news pay buhut taizi say up and down hoti han market man
                  • #1434 Collapse

                    hmesha market ka trend us wqt change hota hai jb us mulk mein koi barii news hoti hai jis ka effect us country ki currency pe parta ha meini jis k result us mulk ki currency up down ho jati hai jis ka market pe asar parta hai......................
                     
                    • #1435 Collapse

                      kisi bhi currency ki up down hony ki wja us currency ki koi na koi aisi news hoti hai jis ka direct effect us country k bisiness pe parta hai.. unemployment ho gaei mehngaeii ho gaeii kahen koi accident ho gaya high level pe jis mein nuqsan hua ho ye wja bn sakty hai jb koi cutrrency down jati hai//
                       
                      • #1436 Collapse

                        Currency main fluctuations country k andar or foriegn relationship per hotay hain curency basicaly zada move to nahi karti laikin bot kam he move karay to Han fluctuations bot hoti hain Jin say ap earning kartay ho other wise in fluctuations main agar aap big trade lagain to account wash honay ka b Dar raiat hay
                        • #1437 Collapse

                          g han hamain currency ko dekh k hi trade karni ho gi ta k hum achi trade kar k market main run kar saky aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur plane kar k profit ho ga
                          • #1438 Collapse

                            ap ki curancy price ap ki market pe depend karti hai market jitni up ho ge curancy utni ziada ho ge or market jitni down ho ge curancy bibutni he down ho ge..
                            • #1439 Collapse

                              jahan tak mai smjhta hoon curency ki values up and down is wja sy hoti han jab uski market min positive responce hota h tab wo up jati h jab k jab wo negtve ki traf country ki ecnomic jati ho to wo sown ki traf chali jati h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k profit hasil karny main asani ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X