What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    is main price ki movment ko dykar kay hi humain kam karna hota hay jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr huamin demo ko use kar kay kam karna ho ga is main price ki ups and down ko udykkhty hoye kam karna ho ga jis say market main achi earning hasil ho sakti hay magr humain low risk main kam karna ho gata kay loss km saykm ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      Bhai jan mere khayal se ye aik bohat e axha treader hai mein bhi bohat zaada like kiya h jesse sunna tha ussy bhar k axha hae bohat se log ye 2 mukhtirsr py mushtimal hai 2 currency hai 2 market k drmiyan hota hai.
       
      • #1488 Collapse

        G han wesse axha lgta h aap sbb apni apni bt pochtey hein r log apnni apnni mind ki bat se aagah keety hein
         
        • #1489 Collapse

          hamain market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur markt main currency k pair ko learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hii hum achi trade karein gay is forex main experience ho ga tab hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur earn ho gi
          • #1490 Collapse

            bhaii currency k ups and down ke waja bry bry investors hoty hain ye investors professional hoty hain in ko kaafi experience hota ha meray khayal sy un ke waja sy he market ke currency k ups and down py fark parta ha
            • #1491 Collapse

              g bahi ap ny sahi point smjha hai hmari tarding main jub during market ki moving hoti hai wo buy or sellrs ki wajah se hoti hai es liye tu hmari market main aik dum se moiving change hony ki sorat main hmari pips bhi akm zeyda ho jaty hain forxe main luck bhi bohat ahmiyat rakhti hai jub qismat achi hotui hai tu hmain market bhi hmary hisab se chalti hai
              • #1492 Collapse

                G bhai ap thek keh rahay hain market main jo economic ups and downs hoty hain uski wja sy market main kafi otar chrhao ata hai or kisis country ki currency ki valure sy b market pai asar prta hai or jab dollar ki value kum ya ziada hoti hai to market pai bohat ziada asar hota hai
                 
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #1493 Collapse

                  bahi jan simple se bat ha forex ma currency ka lendan hogat pirice jb high low hoti ha bahijna hum ko is par dil lga kr kam krna cheahy hum pher he is par kam yab ho skty ha
                  • #1494 Collapse

                    Trading rate kesi mulk ki economy ki wjh se ups and down hoti hai agr kesi country main halat thek hai jis ki wjh se dosray country us ke sath tejarat kar rahy hein tu us country ki currency up jaye gi jis se wjh se wo country world main agy move jaldi kre ga aur logon ko uski currency par zayda se zayda ehtamad hoga.
                    • #1495 Collapse

                      Aslam o alikoum dear brother daikhain meray khyal main jis country ki currency hoti ha uss ki jab koi news ahti ha jo uss mulk ki ecnomic sitution ko show karti ho tu agar positive ho tu wo currency buy karti ha aur nagative ho tu sell karti ha kyun iss ki value kam aur zaida hoti ha iss liya buy ya sell karti ha jis tarhan pak currency ka dollar say comparison kai jata hai
                      • #1496 Collapse

                        asslam,o,alikum dear ,mary khyal my hum ny jis mulik ki b curancy ki tread laygi hy humny us mulik ki currency ki tread news ko b bar bar sunty rahna chaye kabhi us mulik ki currency up hoti hy to agly he lamhy my down ho jati hy .or jb kisi b country ki currency down hoti hy to humy is ko buy krna chaye or jb up hoti hy to us ko sell krna shaye ..
                        • #1497 Collapse

                          Market men jo news aati hai wo buyers aur sellers ki waja se ni hoti hai news market men uss waqt aati hain jab kissi country men koi ahm elanaat hote hain agar koi country ki moashi taraqi hoti hai to uski crunncy up jati hai agar kissi country men selaab ya koi aur aafat aati hai to phir uski crunncy down ho jati hai.
                          Hamen news k doran bilkul bhi trafing ninkrni chahiye q k market news k doran bahot tezi se up down move krti hai jisse loss k chance ziada hote hain.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #1498 Collapse

                            market ki movement ko understand kar kay he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmian khoob mehnat karen ta keh market kay bary main humara experince bhi acha ho aur hum esmain tab he kamyab ho sakty hay ye business mehnat he mangta hay
                            • #1499 Collapse

                              currency ki movment agr hum sikh lain or maloom kar lain kay kis tara market main kam hota hay to kafi help mil sakti hay magr market main pairs ki monvemnt kabhi up hoti hay or kabhi down hoti hay so isi tara kam karna hota hay jis say market ko smjhny main asani ho sakti hay magr is ko demo main practice karty hain to ziada asan hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                agar hum market ko theak say analysis kar kay trade karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karna chahiey keh esmain humari trading bohat achi ho sakti hay ye aik bohat acha business hay time dainay say he hum esmain understand kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X