trade with the mind or heart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    Forex trading is usually a tough firm Only some specialist obtain forex investing Most of the specialist decrease dollars by simply interchanging forex investing. If you decrease by simply interchanging currency stock trading i think prevent obtaining difficult indeed you will get by simply interchanging currency stock trading just one nights to be able to weeks, you could end up productive specialist just one nights to be able to weeks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      G haan aap theek keh rahe ho trading sab se pehle to mind bana k mind se karni chaye kyun k mind se karein ge to achi trading ho gi aur dil ko bhi qabo mein rakhna chaye kyun k profit aur loss k dar ko dor rakh k trading karni chaye.
      • #1998 Collapse

        bhai g dil sy tu payar hota hai so wo ham nain forex sy kar lia hai ab reha gaya mind tu us say tu bahi g ab trading he ki ja sakti hai, kyun k mind main wo he hoga jo ap nain learn kia hoga so us k according he working karian tu bheter hai
        • #1999 Collapse

          frnHlofrnds s trading mind k sath ki jati hye jab hum koi decision apny mind sy leaty hain tu us mein hain sirf ...'aur sirf apna benefit chaey hota hye jub k heart sy leay hoay decision me hum apny loss ya benefit k bary me sochty hi nhi hain...... I hope you understand :)
          • #2000 Collapse

            Apka question hai k is men mind necessary hai ya heart to bhae mere khyala mein mein ye koi easy job nhi hai blky bht soch smj kr apne mind ko use kr k benefits hasil kr skte hain n mere khayal mein heart se zyada mind ko use krna zrori hai.
            • #2001 Collapse

              i think trading ,y agr succesfull hona hay tw mind se e krnii parti ahy because jb ap heart ko kisi bhi mamly my involve krty ho tw indirectly ya directly ap emotions ko involve krty han or trading my emotions mtlb loss highly loss so try to plane each and every step. or sath my analysis bhi market ka sath sath bht zruri hy.
              • #2002 Collapse

                Assalam-O-Alaikum merey khyal say to dono he ka istamal hota hay trading me q kay ap apney mind say jo be decision latey hen un par par final implement to ap kay dil nay he karna hota hay aur isi liye to meney kaha hay kay dono ka use hota hay.
                • #2003 Collapse

                  Trading emotions k sath to app kabhi bhi nahi kar sakhte hai forex trading mein agar apne apne emotions control nahi kiya toh apko kafi loss hoga emotions ko control karne ka best tariqa hai k app apni money management proper karen money management aik behtreen tariqa hai emotional trading ka focus on learning.
                  • #2004 Collapse

                    Apki baat theak hay agar hum mind aur heart kay sath trade karen gay to market main kabhi bhi loss nahi kar saky gay so humy chahiey keh forex trading ko theak say learn karnay kay baad run karen tab humay acha profit earn hota hay
                    • #2005 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen trading ko hmeshah mind k stah karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen mind k sath hi hm is business me achi earning kar skaty hain isi liye mind k sath kam karna chahe hmen is business me
                      • #2006 Collapse

                        ji bhai ap ka sawaal bohat he acha hy aur main is sawaal kay jawab main ya kahon ga kay trade kay time ap ka mind fresh hona chaye aur tamam decision apnay mind kay sath he karnay chaye q kaykoi be decision ap ko bohat souch samaj kar karna chaye.
                        • #2007 Collapse

                          Mery khial k mutabiq bhi forex mind say ki jati hai agr ap ka mind fresh hai to phir ap kafi acchi trading kr sakty ho aur success ho sakty ho
                           
                          • #2008 Collapse

                            forex trading business karna ka lia dil aur damagh dono hi use kia jata han ka damagh sa soochta han aur jo dil kahta ha wo trade open karta han. is lia mara khayal ha ka dono hi use karna zaroori han dil bhi aur damagh bhi ka in ka baghair kuch nahi ho sakta.
                            • #2009 Collapse

                              assalam o alaikum mere bhai g han bilkul thik kaha aap ne forex k lye mind ka ona zyada zarori ha bcz trade lagaty waqt right decision lena parhta ha or us k lye mind better ha heart se
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                Always trade with mind not with heart..........jab bi aap trade lagaain aap sahi tarah soch ker trade lagaain.specially jab market me movement ziaada ho us yime per apnay heart ko control kertay huay trading kerain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X