Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    "

    yes app ko jab yeh forex trading karne ka muqa milta hay tu app ko loss aur nafa sath sath hi dekhne ko mile ga aur app ko is ke liye khud ko tiyar karna ho ga aur jitna bhi apne app ko safe kar le kam ho ga aur app is ko samaj kar kare app ko loss nahi ho ga .

    "
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      "

      dear forex trading aik business hay aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye humain loss hone ki sorat me himat nahin harni chahiye aur new strategies aur new plans bana kar demo account me practice karni chahiye aur apni galtio ko theek karna chahiye.

      "
         
      • #1608 Collapse

        "

        Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

        "
           
        • #1609 Collapse

          "

          Agar hammain Faida hota hai Tou yakenaan loss bhi ho Gaa... main Samajhtaa hon K Aap ko nuksaan ho Tou Aap Ko Forex Trading Ko Chornaa nahin Chahiye...loss honay ki Waja dhondhnaay ki koshish karain... Forex Trading jahan profitable buisness hai Wahan is Main loss bhi hota hai magar hamaain Sabar sy kaam letay huye Agay barhnaa chahaiyee

          "
             
          • #1610 Collapse

            Bhai forex main lose aik tara ka partner hai agar ap trade karoo gy to ap ko lose to hoga lakin agar ap is lose sy bachna chtay hoo to ap ko forex ki mukamal training lani chiye or isay demo main practice kar k sekhna chiye ap ko kamaz kam 2 se 4 mahinay trading karni chiye demo account main pir real trading karni chiye.
            • #1611 Collapse

              har buiseness ki tarah forex trading me bhi loss hota he koi bhi trader loss se nahi bach sakta lekin asha trader profit zyada karta he anur loss kam islye average me woh profir karta he forex me hum hamesha profit dekhna chhate hen islye jb loss hota he tou hum diappoont hojate hen lekin uaad rakhna loss bhi forex ka hissa he islye hamesha positive rahna chaye
               
              • #1612 Collapse

                mere bhai forex trading mein loss forex trading ka aik bahot hi ehm hisa hae aur mere hisab mein forex trading ka ye hisa maximum logon k hise mein aata hae aur mere hise mein to her bar hi loss hi aya hae.
                • #1613 Collapse

                  mera jab forex may bara loss howa tha us kay bad manay trading choor di thi phir manay kuch month kay bad forum ko join kiya aur yaha say menay forex ko seekhnay ki koshish ki our kuch earning karnay ki koshish ki aur apna loss recover karnay ki koshish ki hay.
                   
                  • #1614 Collapse

                    "

                    Loss to ek trading ka hi hissa hai to isse kia ghabrana or kia preshan hona kia humain brokers ki taraf se nahi bataya jata signup krte waqt k yeh market risky hai loss hone par humain probleme bhi nahi honi chaiyeh.

                    "
                       
                    • #1615 Collapse

                      "

                      han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss ko recover karna bht muskil kaam hai aik tu loss aisa hota hai jab ap koi trade loss main close kar dete ho 2nd loss aisa hota hai jo ap close nahi karte aur os loss ka ap wait karte ho aur main kafi time lag jata hai aur kabhi 1 week se bhi zayda time lag jata hai

                      "
                         
                      • #1616 Collapse

                        "

                        Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

                        "
                           
                        • #1617 Collapse

                          "

                          Agar hammain Faida hota hai Tou yakenaan loss bhi ho Gaa... main Samajhtaa hon K Aap ko nuksaan ho Tou Aap Ko Forex Trading Ko Chornaa nahin Chahiye...loss honay ki Waja dhondhnaay ki koshish karain... Forex Trading jahan profitable buisness hai Wahan is Main loss bhi hota hai magar hamaain Sabar sy kaam letay huye Agay barhnaa chahaiyee

                          "
                             
                          • #1618 Collapse

                            "

                            Loss to ek trading ka hi hissa hai to isse kia ghabrana or kia preshan hona kia humain brokers ki taraf se nahi bataya jata signup krte waqt k yeh market risky hai loss hone par humain probleme bhi nahi honi chaiyeh.

                            "
                               
                            • #1619 Collapse

                              "

                              han ji main samjhta hoon ke forex trading ke business main loss ko recover karna bht muskil kaam hai aik tu loss aisa hota hai jab ap koi trade loss main close kar dete ho 2nd loss aisa hota hai jo ap close nahi karte aur os loss ka ap wait karte ho aur main kafi time lag jata hai aur kabhi 1 week se bhi zayda time lag jata hai

                              "
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                "

                                Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.

                                "
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X