Loss in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Profit and loss is part of this business and every person get profit as well as loss but hard work is key here. Consistent hard work is very much important for all of us here we can cover the loss and gain more profit in forex so hard work is always be matter for us here.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Loss to every business ka aik part hota hey aur hmen kabhi bih loss sey afrad anhin hona chahiye aur agar hamen forex main aik taraf loss hota hey to phir hum is main bohot hi jaldi aik acha profit bhi hasil kar saktey hain.
         
      • #108 Collapse

        forex trading main loss hona bhi is kam ka aik hisa hai ache waqt main acha faisla shayad apko loss se bacha le lekin agar apko phr bhi apna experince na hone ke sabab koi heavy loss hota hai to hamen dukh to hota hai lekin hamen chaye ke hum usse ya apni mistake ko improve karne ki ksosish karen na ke disheart ho ke trading chor dain kiun ke loss aur profit donu is busniss ka main bhot zarori hain hamen is main himat nai harni chaye aur trading ko jari rakhna chaye
        • #109 Collapse

          bhai trading me koi bhi aik dam se perfect nahi ho sakta hai is me loss to lazmi hota hi hai is lye hum us loss ko kam se kam tar karne ki koshish kar sakty hain lekin hum loss ko kabhi bhi stop nahi kar sakty hain loss to trading me kabhi na kabhi hota he hai is lye hum ko chahiye jitna ho sake carefully trading karen .
           
          • #110 Collapse

            loss is part of business in forex market loss is accepted some time we must need to accept loss because it is happen due to our own mistakes so in this way to avoid from loss we must have need for good learning and also need for good experience and trading plane..
            • #111 Collapse

              yes dear forex trading me loss aur gain to hota rehta hay es liye agar forex trading me humain loss ho jae to kabi bhi dil nahin harna chahiye balke humain demo account me practice kar kay apni galtio ko theek karna chahiye aur loss ko recover karna chahiye.
                 
              • #112 Collapse

                trading ka bara ma ahmy aysa lagta ha kah agra hamy aysa kam ka bar ma ap ko batna hota ha kyo ka yah ka achi job ha jo ahmy kuch karn aka bara ha ahmy aysa karta ha.
                • #113 Collapse

                  yes app ko jab yeh forex trading karne ka muqa milta hay tu app ko loss aur nafa sath sath hi dekhne ko mile ga aur app ko is ke liye khud ko tiyar karna ho ga aur jitna bhi apne app ko safe kar le kam ho ga aur app is ko samaj kar kare app ko loss nahi ho ga .
                   
                  • #114 Collapse

                    loss tu hota hai lakin ap kay pass knowledge hona chiyay tab profit lay saqtay ho. sirf ap ko skills hinay chiyay trading kay liyay. tab loss gain kar sako gay.
                     
                    • #115 Collapse

                      Loss is a part of forex rading, but really it's hard to reconer it. when I face a heavy loss I try to find out5 the reason behind it. and make a new plan for next trade to recover my loss. Thanks for the thread. Happy trading..................................
                      • #116 Collapse

                        dear forex trading aik business hay aur har business me loss aur gain hota rehta hay es liye humain loss hone ki sorat me himat nahin harni chahiye aur new strategies aur new plans bana kar demo account me practice karni chahiye aur apni galtio ko theek karna chahiye.
                           
                        • #117 Collapse

                          Forex trading main loss to hota hi hey aur loss to every business ka aik part hota hey aur agar hum isko achi trha se learn karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum is business main kabhi bhi los nahin kartey hain.
                             
                          • #118 Collapse

                            loss toh hota rehta hy q k forex bhe ek business hy. lakin yeh hum pe depend krta hy k hum kis terha risk and loss ko overcome krky profit bnaty hy.
                            kafi achy traders market ko samj kar achi and continuously earning krty hy..
                               
                            • #119 Collapse

                              boss mera kehna hai ke esa hai likin agar hume ese bach na hai tu hume bht hi ache se bht hi samjdari se or kafi knowldege ke sath trade karna chye ku ke ye businiss kafi riski hai or hume carefull hokar kam karna chye.....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Agar hammain Faida hota hai Tou yakenaan loss bhi ho Gaa... main Samajhtaa hon K Aap ko nuksaan ho Tou Aap Ko Forex Trading Ko Chornaa nahin Chahiye...loss honay ki Waja dhondhnaay ki koshish karain... Forex Trading jahan profitable buisness hai Wahan is Main loss bhi hota hai magar hamaain Sabar sy kaam letay huye Agay barhnaa chahaiyee
                                 
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X