Loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2356 Collapse

    loss hmesha apni he kisi galti ki wja se hota hai loss hone par trading chor dyna galat hai balky loss hone par mazeed trading k about knowledge gain krny ki koshish kren aur practice ko mazeed time dy kr apni trading ko acha bnaen yhe forex trading men important cheez hai aur is men emotions ko jitna control men rkhan ge utny ache trader bn sken ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2357 Collapse

      Ager dekha jay to real main loss boht common hay forex trader aksar loss kertay hain. forex main 90 percent log loss kertay hain aur only 10 percent log earn kertay hain wo 10 percent log kon hotay hain? ye wo log ho tay hain jo planing kertay hain aur ris management kertay hain.
      • #2358 Collapse

        loss trading ka part ha iss se bachnay ki koshish karni chaiye ham apny loss ko kam say kam kr skahty hen kuch technique ko follwo karty hoy jesy k agar ham trading men stop loss use karen aor es k lawa ham risk be kam say kam len aor sahi entry point pr e trading kren aur trend ko follow kren tu ham loss ko kam kr sakhty hen
        • #2359 Collapse

          Re: Loss in trading

          forex mai jab hum bager learning ky kam karty hain to hamy loss hota hain or agar hum apne galtiyo ko ignore karty howe lalach or emotions py qabo na rahkty howe kam karty hain to be hamy loss ho jata hain or is hamare sare ahnet zaya ho jate hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karna bohat zarore hain
          • #2360 Collapse

            Re: Loss in trading

            forex mai loss ky bd hamy zada pershin nahi hona chahey bakly hamy apny galtiyo py gur karty howe trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or acha munafa hasial kar saky gy forex aik online business hain is mai hamara koi boss nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
            • #2361 Collapse

              Re: Loss in trading

              Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother is me koi pta ni chlta k kb loss ho jaye aur kb profit ho jaye is liye agr hmen loss ho jaye to hmen chorna ni chaiye balke hmen sbr krna chaiye
              • #2362 Collapse

                Re: Loss in trading

                loss ko cover karne ke bare me sochna mere kahl me acha nahi hye forex me ye dekha jaye ke loss Q hova hye and loss ko kse kam keya jaye agr hamri mind me loss he ho to phr kse profit keya ja sakta hye phr se loss se sekh kr trading krne chaye and profit ko big krna chaye agr profit big ho jaye ga to phr wo loss loss nahi rahe ga profit he ho ga
                • #2363 Collapse

                  Re: Loss in trading

                  hamain loss say bachny k liye learnin gkarni ho gi ta k achi trade kar skaty hain aur har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k bary main pahhly learning karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main tred ko use karna ho g ta k earn ho
                  • #2364 Collapse

                    Re: Loss in trading

                    ji jnab forex tradinge bohat riski businece hai is leye is mein kabhi kabhi loss bhi ho jata kekin ye koi bari baat nahi hai kunke aghar hum kisi kaam mein kamjab hote hain to humen us mein nuksan bhi utana parta hai
                    • #2365 Collapse

                      Re: Loss in trading

                      hello dear brother loss ko cover krna forex men moshkil hai kuch had tak lekin asal trader tu wohi hai jo loss se bache hum agar loss se bachen tu ye tu tay hai k hum boht profit ker skte hen ye he tu asal chalange hai forex market men loss se bachena
                      • #2366 Collapse

                        Re: Loss in trading

                        Loss kse b business Ka hesa hy,, loss k Dr ke waja sa ap treading ko chor do ya Galat hy, ,loss ke reason ko find out mistake ko apni khubi bana ,,work hard,, strongly learning Kro,, loss ko recover Kro, ,loss hota rhta hy,, but disheart nae hona keep trying once we must successed inshAllah
                        • #2367 Collapse

                          Re: Loss in trading

                          dear aaap apni life main jo b kaaam karte hain aaapko loss and profit hota hain lazmi ye baat nhe hain k aapko just profit he hoga profit and loss dono sath sath hain loss agar forex main ho jata hain vo tu b recover ho skta hain agar ap thek tara work kare gy and agar aaap relas ho kar kaaam kare gy tu forex main kamyabi b hain sirf nakami nhe hain forex mian
                             
                          • #2368 Collapse

                            Re: Loss in trading

                            Ye business hai jis mein loss hona koi bari bat nahi aur ye aik aesa business hai jis mein zeyada loag loss hi karte Hain kyon ke is mein knowledge aur experience chahiye hota hai aur new logon ko nahi pata hota is liye loss Kar dete hain
                            • #2369 Collapse

                              Re: Loss in trading

                              G bilkul loss bi to trading
                              Ka hisa ha isi loss ki waja sy next time jb bi trade lgatye ha to or bi careful ho KR Kam krty ha or APna experience ko or gain krty ha so we learn in loss..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2370 Collapse

                                Re: Loss in trading

                                loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur mind ko fresh kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main planing karein gay ta k achys ay trade karny k kabil ho sakty hain ta k earn ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X