dont avoid shortcut in forex please
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bilkul shortcut hr kaaam k leyeh bht buri cheaz hmy chahiyeh shortcut sy bach kr rahy tubi kamyabi mil skti hai hmy chahiyeh hardwork karain zaida sy zaida tubi kamyabi milny k chance hoty hain shortcut mai loss hi hu ga es leyeh bacho es sy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Shortcut kabi b payday hall nhe hai agar ap na long term kaam karna hai to sirf aur sirf hard working he kaam ati hai jitni mahnet Ho ge itna faida Ho ga
      • #33 Collapse

        Nhi jnab mere khyal say to shortcuts ko trading mai avoid krna chahiye Q k shortcuts or patience less ho kr trading krnay say trader ko loss ho skta hai or bohat c difficulties ko face b krna pr skta hai.Isi liye hmesha complete patience or achi knowledge k sath hi trading krna better rhta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #34 Collapse

          ap ne bilkul sahi kaha hae k forex trading mein jo admi bhi is baat ko samajh leta hae aur is mein success hasil karne k liay hard work karta hae to us ko short cut ki zaroorat hi nahi rehti hae kiunk forex trading huge oney earn karne k liay aik khud kar short cut hae......
          • #35 Collapse

            g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi shortcuts nahi doonden kiunke is mien phir apko just loss hi hoga aur ap kabhi bhi kamiyab nahi ho payenge.
            • #36 Collapse

              bhai jan bilkul yahi bat ha q kay jub bh is kam ma ap log kisi shortcut ki taraf khud ko lla kar jatay ha us waqt ap khud ko nuqsaan ka buhat qareeb kar letay ho aur phir choti si ghalti bh ap ko nuqsaan de jatii ha
              • #37 Collapse

                Forex trading business mein agr kaamyaab hona hy tu mehnat aur hardwork tu zaroori hy mehnat aur hardwork karain gay tu hi learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur phr profit earn kar saktay han aur jo log mehnat aur hardwork nhi kartay wo forex trading business mein profit k liye shortcut se profit earn karne ki koshas kartay han forex trading business shortcut k liye nhi mehnat aur hardwork zaroori hy
                • #38 Collapse

                  G forex trading business mein koi bhi trader tab hi kaamyaab trader ban sakta hy jab wo forex trading business mein mehnat aur hardwork karta hy kiok forex trading business mein mehnat aur hardwork se hi kaamyaab trader ban saktay han kiok forex trading business mehnat aur hardwork ka business hy is mein mehnat aur hardwork kar k hi kaamyaab ho saktay han aur short cut se nhi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    bhai aap ki post ki kuch samjh nahien aye title kuch hy and and advice kuch but jitni mujhy samjh aye hy utna jawaab de deta hon ager short cut sy murad chooti trades hy to ais sy faida uthaya jasakta hy likin market trend ko samny rakhy ky and ager murad baghair seekhy profit ki umeed rakhna hy to ais ma success mushkil hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X