dont avoid shortcut in forex please

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dont avoid shortcut in forex please
    aslam o alaikum kafi loog is bussiens sai shortcut dhundte hen but ya bussines mai just hard workign require hoi hai or kuch nahi so leave shortcut and keep on hard working thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul u r righ my dear friend ap ki baay bay ja k forex main shortcut koee way nahin ager koee trader is main shortcut kernain ki koshash keray ga to losse ker jayeh ga.
    • #3 Collapse

      yes dear ap ki baat sahi buht se traders forex mein short cut trading krna chahte hain or short cut mein ziada earning krna chahte but short cut mein ziada tar traders ko ooss ho jata hai is liye short cut se bache oe trading skills or knowledge k sath trading krein
      • #4 Collapse

        dear mery khayal me forex me koi b short cut nahi chalta hamy siraf apny knowledge or experience par hi depend kar k trading karni ho gi
        • #5 Collapse

          forex may ju be short cut use kartey hay kabi be success nahey patey aur loss hey loss kartey hay so ap logo ko chheyai ke short cut ka use na karay to bahtar ho ga so be happy ...
          • #6 Collapse

            forex trading mein apko kabhi bhi shortcuts ke peeche nahi parna chahiye aur is mein ap sukoon se aur aram se hi is mein kamiyab hote hian is liye apko chhaiye ke ap is mein kabhi bhi shortcut ke chakkar mien mat paren.
            • #7 Collapse

              assalam o alikum my dear forex friends, bikul app ki baat tek hay kay hamaray log aik hee raat may ameer bananay ki koshish kertay hain lakin aisa nahi hay q k lalach buri bhala hay ore hum issi kay liyey hee shortcut lagganay ki koshish kertay hain jo akser nakaam ho jata hay ore pir hum forex ko burra samjtay hain.
              • #8 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me short cut ka use nahi krna chahe hmen is business me hmeshah soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me short cut ka use karty hain tu hm is business me loss b kar skaty hain isi lie hmen mehnat se kam krna chahe
                • #9 Collapse

                  Forex trading main kamyabi key leye koi shortcut nahi hy aur jo log mehnat ko chhor kr just shortcut use krtey hain, unhain profit ki bajaye loss ka samna karna parta hy. Hamain apna time waste nahi karna balkeh mehnat kr key is business ko seekhna hy aur phir planning kr key trading krna hy takeh acha profit banaya ja sakay.
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex main kamyabi hasil krni hy to koi shortcut use na karain. Yeh aik business hy aur is key apney rules aur strategies hain. Is main wohi kamyab hota hy jo forex ki different strategies ko use krta hy aur profit kamata hy. Agar aap baghair mehnat key shortcut use krain gey, to profit honey ki bajaye loss ho sakta hy.
                     
                    • #11 Collapse

                      g han forex me shortcut way use karny waly hi flair hoty hey jo k es business me esy traders k ley koi jaga nahi or na hi esy log forex me kamyab ho sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Yes avoid the shortcut in the forex trading kyoun k forex trading me jab koi trader shortcut karta hai to wo destroy ho jata hai or kesi kaam ka nahe rehta is lye humen forex me koi shortcut use nahe karna chaye proper method se he trading karo or be honest is me trading karty raho pher hum is me kamyab han
                        • #13 Collapse

                          dear yeh business shortcut per depend nahi hai is main ap ne learning kerni hai kiyun ke is main koi chance hi nahi hai shortcut mar ne ka ap sirf is ki trading skills ko seekh le kafi hai ap ke liye trading kerna thanks
                          • #14 Collapse

                            forex main koi short cut nahee hai is main sakht mehnat hai market ko samajhne ki zaroorat hai risk manage karna aana chaye phir hi ham profitable trade kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes hamesha har kam sahi krna ho tu aram aur skon se krna pary ga is liye forex main hamehsa tahaml aur soch samjh k kam kren aur shortcut ways se bachen ye loss hi daty hoty hain be careful

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X