forex trading me loss kiun hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    kiyun ke hum trading ko jaldi jaldi main seekhte hai or is ko time dene ke bajaye is ko kam sekehtey hai or yeh ek aisa business hai ke is main chortcut nahi hai dosr businesses main shortcuts hote hai lekin is main nahi hai nthanks.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear friend forex main loss tab he hota hai jab app lalch main party hain aur apny emotions ko conrtol nahi kar paty hain tab he app ko loss hoga iss leay iss say bacvhy k leay app ko ziada say ziada pratice ki zrort hoti hai aur grees say avoid rehna pary ga.
      • #33 Collapse

        Forex mai loss hamari apni ghaltio kI waja se hot Kam knowledge or jam experiance kI waja se loss hota hai jise practice se sahi Kia ja sakta hai
        • #34 Collapse

          bhai forex trading me loss ki waja bohat hoti hai is me hum bohat sari galtiyaan kartey hai jiss say humein loss ho jata hai forex me learning kay begair trading karna bohat bari galti hai or bohat say log greed kartey hai jiss say loss kay chance bohat high ho jatey hain
          • #35 Collapse

            assalam o laekum bhai forex ofrm main loss us surat main hota hai jab apko is k bary main kuch pata nhe hota is k liye apko achi learning knoledge and exepreance ki zarurat hoti hai taky ap acha tread kar k profit earn kar sako or loss na ho
            • #36 Collapse

              forex trading mai risk zeyda hai so es mai loss hota haia ur es mai kafi loog fial hai abi tak asi ki waja wo zeadya ki lalach mai kam be khatam kar letay hai
              • #37 Collapse

                Forex trading main loss ka hona iss ka part hy ya to profit hota hy ya pher humean loss hota hy ager ache trading education ho ge to oher easy say hum acha profit earn kr sagtay hain
                • #38 Collapse

                  Dear meri knowledge k mutabik mai apko btana chahoo ga k mostly traders ko trading k business mai loss honay ki wja,Greed,Emotions,Patiencless,or trading say related knowledge ka na hona ho skti hai Q k agr bina knowledge k trading ki jaye to trade na to signals ko diagnose kl skta hai or na hi trading k baray mai janta hoga.Isi liye phlay trading ko properly read krna chahiye and then forex market mai trading krni chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #39 Collapse

                    janab loss kyun hota hai loss is liye hota hai jab ap baghar knowledge or experience k trading karo ga to phir loss he ho ga agr trading sey loss earn nhe karna chahte ho to bhai jan ap ko forex k basic knowledge or experience gain karna ho ga second bhai jan ap jis currency pe trading karo us k complete information ap k pass ho to thek ahi
                    • #40 Collapse

                      Is business me hmen loss isi wajah se hota ha k hm is business me lalach k sath kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach k sath kam nhi kiaa kareen agr hmen is business me loss se bach kar is business me kam karna ha tu hm tb bhi is business me achi trading kar skaty hain
                      • #41 Collapse

                        yar meray khayl main to loss honay ki 2 bari waja hain forex main ,
                        1. jab tak proper knowledge experince aur information na ho to ham earning nai kar saktay aur loss kar bethtay hain,
                        2. lalahc main aa kar apna volume increase kar datay hain, aur loss ho jata hay,
                        • #42 Collapse

                          forex trading mein loss greed ki waja say hoota hai yah sub say main issue hai aur dusra jab hamarey pass forex trading say related koi knowledge aur experience na ho yah sub say main problems hein hum traders ki
                          • #43 Collapse

                            forex trading ma humara boss koi bi nai hota hai hum kude hi forex trading ma apne boss hote hai our trading humra business haota hai
                            • #44 Collapse

                              bhai mera khyal main to loss ki sab se bri waja humari lack og knowledge hai ager hum log trading knowledge k sath start nai kerte to hume boht zyada loss ka samna kerna per sekta hai iss leya hume phle learning kerni chahiya uss k bad he trading ki traf aye if you want to a successful trader :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: dadarya پيغام ديکھيے
                                my dear mera senior members se question hai k forex trading me loss kiun hota hai akhir iss ki waja kiya hai ???
                                mery khail me forex ak busniss hy aur zahri baat hy busniss my loss to ata rhta hy hamy forex ko bura bhla ni khna chahy kiu k ye ak busniss hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X