forex trading me loss kiun hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex trading aik business hy or profit and loss is ka hissa hain. . .q k koi b business aisa nai hy jis main just profit he ho. . .her business main losses b shamil hain is liye forex trading main loss hota hy. . .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex trading main loss iss wajah se hota hai k hum apni mistake jo hum repeat kar raha e hote hain usse nazar andaaz kar dete hain or hum se wo uss jaga pe ho jaati hai jahan nahi honi chahiye thi iss liye loss ka saamna karna par jaata hai kabhi kabhi
      • #78 Collapse

        Asal mn Ye jo lalach hy na ye Forex ka side effect samjhi jati hy aur esi lalach mn a kr hr insan sirf Forex Trading mn hi nh balk hr field mn maar kha jata hy. To Trading mn Lalach pr hr soorat mn control hona chaheye otherwise hum phr loss ka samna hi krty rahen gy phr aur kuch nh.
        • #79 Collapse

          Forex trading mien loss ki kafi sari reasons hoti hain jin mien top of the list mere kahayal mien greedy hai or greedy key baad yeh hota hai key mostly traders with out any knowledge trading start kar detey hain or baqi is key ilawa lack of management hota hai.
          • #80 Collapse

            meray bhai forex mai lose ek to greed ki waja say hota hai jo hum aksar trading k duran kr jatay hain and dosra without knowledge k work krnay say hota hai.
             
            • #81 Collapse

              my dear forex trading ma loss ki chand wajoohaat ho sakti hain.. maslan apny asy wakat trade lagai jab apka mind tention ma tha.. ya jab apny zada lalach ki ho tab bhi loss face karna parta ha... ya apny markeet ko analys kye bagher trade laga di tabh bhi ap ko loss hoga... ya ap apni luck azmanaa chaho tabh bhi loss hoga q k forex ma luck sath nahi dati....en bato ki care karni chahye phir hamy loss bohat hi kam hoga...
              • #82 Collapse

                forex may loss humy us wakat hota ha jub hum lalch karty han.ya us wakt hota ha jub hum beghir experience kay kam karty ha without practic kam karna shoro kar deyty ha .
                • #83 Collapse

                  Forex trading wo business he jo humin loss bhi deita he aur hum loss apni ghaltion ki wajah se hi karte hin hum ye ghaltiyan bar bar repeat karte hin ye he sab se bari wajah he humare loss ki agar hum apni ghaltion se sabq seikhin aur ghaltion pe qaboo paein to hum bari earring kar sakte hin.
                  • #84 Collapse

                    dear ye loos hai is ko control krna ho ga phir aap success ho sakein gay ye aik acha business hai leki bahut loss bhi kr jata hai is liye hard working must ho gi phir aap success ho jai gay ye aik acha business hai
                    • #85 Collapse

                      bhai jan forex trading aik business hy or business loss to hota hy forex trading business men loss ki ain waja knowledge or experience ka na hona hylog emotional ho kr trading krty hne or luck ko base bna kr krty hen jis sy unhen loss boht hota hy phir wo forex ko bura kehty hen
                      • #86 Collapse

                        Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

                        Assalam o Alaikum dear forex friends
                        Dear friends forex trading main aksar log is baat ki complain karte Hain ki unko loss hua hai lekin iski zimidar vah kud kyon ke unko forex trading aur market ka khuli experience nahin hota vah mind-set trading karne ki vajah Dil se trading karte hain vah logon ki baat mankar trading karte hain jiske badle mein unko loss hota hai isliye please mind se trading Karen.
                        jindagi Rahi to fir milte Hain ab Tak ke liye...
                        Allah Haffiz !
                        • #87 Collapse

                          Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

                          Forex mein tab loss aata hai jab aap apne kaam ko acche tarike se nahin karte acchi post Nahin karte post main aap spelling mistake ko theek Nahin karte apni post Alla quality wali Nahin karte tab aapko Forex menos milta hai hamesha hui kamyab hote Hain Jo Apne per ko mehnat ke sath complete karte Hain Dil lagakar work karte hain Forex mein vah kamyab rehte hain aur apni post ko achcha quality wala likhate Hain jisse unki post accept Hoti hai to unko achcha bonus milta hai kamyab log hamesha hard work king karte hain aur apne kaam ko achcha se achcha karte Hain aur mehnat se karte Hain
                          • #88 Collapse

                            Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

                            Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy dear friends forex trading mn loss hmari mistakes ki wjah sy hota hai ya phr jald bazi ki wjah sy q k agr ap market ko si tareqy sy analyse ni kerty r trade ko open Ker dety ho jb k ap ko market ki movement k si tareqy sy pta ni to zaheri bat h k ap ki trade ny loss mn hi Jana h q k agr ap aram sy market ki movement ko dekhein gy to ap is sy achy tareqy sy trading krein gy
                             
                            • #89 Collapse

                              Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

                              Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein loss ki wajah yeh hoti hai ki ham ismein zyada lot size ke sath trade ko open kar dete Hain jiski wajah se Hamen loss ho jata hai agar hamara account achha hai aur ham ismein ful money management ke sath trading karenge to Hamen kabhi bhi loss nahi hoga isliye koshish karen Forex trading mein acche se kam Karen mehnat Karen aur is business mein kamyabi Hasil Karen yeh ek behtarin online business hai aur Hamen ismein daily basic per behtarin profit Hasil hota hai Ham ismein jitna acha kam karenge Hamen isase kamyabi Hasil hogi Forex ko join Karen ismein mehnat Karen aur hardworking se uske experians ko increase Karen Forex mein wahi log kamyab Hain Jo is mein acche experience ki wajah se kamyabi Hasil karte Hain hamesha mahnat se jo log kam kar rahe hain wahi log Forex mein accha profit Hasil karte Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

                                dear dosto forex trading mai loss honay ki chand ik wajoohat hoti hain jo ye hain
                                1. forex trading kay kaam knowledge ki waja se
                                2. demo account pr achi practice ka na hona
                                3. lalaach mai ah kar trading krna
                                4. without trading plan kay forex mai trades open krna
                                5. risk management kay rules ko follow na krna
                                6. ziyada se ziyada profit kam time mai hasil krnay kay liye overtrading krna

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X