forex trading me loss kiun hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    asalm o alikum jnab forex trading may loss us waqat hota hai jab ap new user hon us waqt ap ko experience nahi hota aur ap sahi tariky say kam nahi kar sakty aur ap ko loss ho jata hai agar ap ka experience ho to ap forex m loss nahi kar sakty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex trading mai loss usi wakat hota hai jab insan sochy samjhy baghair he koi trade kar laita hai. ik or waja jo forex trading mai loss ki waja banti hai wo ye k jab insan lalach mai aa jata hai or kam profit jo usko mil raha hota hai usko hasil karny ki bajaey wo time waste kar k heavy loss utha laita hai.
      • #48 Collapse

        meray bhai forex mai ek to lose greed ki waja say hota hai jo hum trading k duran kr jatay hain and dosra lose without learning k work krnay say hota hai.
         
        • #49 Collapse

          Bhai jan pehli bat to ye hay k Forex trading aik business hay aur loss be her business ka hisa hota hay aur 2nd ye k hum Forex ka complete knowledge na hanay aur is experience na honay ki wajah se be Forex trading k business main loss ker jatay hain is k ilawa greed aur fear ki wjah se be Forex trading main loss hota hay.
          • #50 Collapse

            forex me loss to hr surat hota ha is ko ap nae rok sakte or agar loss na ho to waise hi ye business haram ho jata ha ..apni learniing or practice ko aisa bnaain k aap ko zayada loss ka samna na krna pare or aap aik ache trader bn jaain ..forex me loss ko kam or profit ko zayada to kya ja sakta ha lekin loss ko khatam nae kr sakte ..
             
            • #51 Collapse

              Forex aik business he or her business me loss hota he agr loss he na ho to wo business he nhi he loss ho mgr kam ho to business hota he agr ap sub kuch loss kr jaen to eska mtlb apko business ki smj nhi he apko chiye k pehel apne business ko learn kren phe earn ki sochen
              • #52 Collapse

                meray bhai forex mai lose ek to greed ki waja say hota hai jo hum asksar trading k duran kr jatay hain and dosra without knowledge work krnay say hota hai.
                   
                • #53 Collapse

                  meray khayal say to forex mai lose ki eek waja gredd hai jo hum aksar trading k duran kr jatay hain is k elawa without learning work krna hai.
                     
                  • #54 Collapse

                    Sir forex trading main loss bhee aik aham part hay, but es main jab bhee hum emotional ho kar and greedy ho kar trading kartay hain to loss hota hay.
                    • #55 Collapse

                      forex mein lose kaeney ki sab se bardi waja toh yeh hai kay hum nerves hokar trade kar tey hain or koi strategy bhi istamal nahi kar tey jis ki waja se humain nuksaan hojata hai or hum lose per lose kar tey rahtey hain
                      • #56 Collapse

                        Hi and how are you kasy hy ap muja pakistan forex froum kay barty my jana ta ky ap is par kisi traha work kar
                        • #57 Collapse

                          Forex pay galt trading or galt analysis say loss hota hai kuch log ke souchay samjhay bagir he trad laga daitay hain jis say ziada loss hota hai
                          • #58 Collapse

                            meray khayal say to forex mai lose ek to greed ki waja say hota hai jo huim aksar trading k duran kr jatay hain is k elawa is mai lose without learning k work krnay say hota hai.
                               
                            • #59 Collapse

                              Brother ye to naturally baat ha ke lose to har business me hota ha esa koi bhi business nahi ha jis me lose na ho so forex trading ke business me bhi lose ho sakta ha lakin agr hum forex trading ki education karen or experience hasil karen to hum apne lose ke chances ko kam kar sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                loss hone ki basic waja yehi ha k aap ki learning or forex ki demo account ki practice in complete ha..or forex ki learning aap ne interest le kr nae ki ..aap ko again learning or practice k lye jana chahye or jb tk aap consecutive profit earn nae kr lete 3 month tk tb k aap forex k real acount me enter na hon warna aap ko nuksaan ho ga..
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X