forex trading me loss kiun hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

    Asslam o Alikum dear friends umeed kerta hn k ap sb khairiat sy hn gy dear friends forex trading mn loss is wjah sy hota h k aik to hm jald bazi kerty hn r dosra hmein correct information ni hoti his ki wjah sy hmein trading mn loss ata h is liye trading kerty hove jald bazi sy bchein r trade ko open kerny sy pehly market ko analyse ker lein taky ap ko market ki movement k pta chal saky r dosra news k sath touch mn rhen taky ap ko market ki information milti rhy taky ap ki trade loss mn janu ki bjaye profit mn chali jaye taky ap ki earning achi ho saky
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

      Bhai jaan kya hamla khud jaan bhoot kar karte Hain tu bhai jaan aisa nahin hota Jo lash hota hai vah galti sahi hota hai ya nahin Ham Jo Ham galti karte Hain Ham jaan bujh kar to nahin karte Ho humse Ho jaati hai kabhi market upar chale jaati hai Koi market niche jaati hai to iski yah pata chalta hai camera market analysis kamzor hai agar hamare market analysis kamjor hai to iske liye hamen Lena chahie tha ki vah hamari aur hamen chahie sirfapne last ko bachane ki koshish karen fal ke dusron ko bhi dusron class ko vaigyanik koshish karen Taki dur ko bigaad Karen
      • #93 Collapse

        Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

        forex trading m loss ki mre khyal m sb s bri waja jo h wo jaldbazi qk aksr log emotions m aa k trade krty hn sochty ni hn r phr is wja s unhen loss uthana prta h r dosri waja h k bgair analysis k log trade start kr dty hn r phr apko marketing ka pta bhi ni hota r is trh s loss hota h
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #94 Collapse

          Re: forex trading me loss kiun hota hai ???

          Assalamu alaikum dear Forex hum trade mein loss isliye hoti hai kyunki Ham bahut jyada jaldbazi karte hain aur ham jyada Lalch karti hai hamen kabhi bhi lalchi insan nahin banna chahie trade karte waqt itihaas se mind ko fresh karke trade karni chahie uske bd agar Ham trade karenge to hamen profit milegi

          اب آن لائن

          Working...
          X