forex knowledge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Forex knowledge is very important I. The the Forex market. So that thoae are joi this business. They are get the knowledge first.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      G haan sae kaha ap na ager ap forex main zada or acha kam karna chata haan tu phir ap ko forex ka bara main zada sa zada knowlage gain kara hu ga ap jitna zada knowlage gain kara gain ap forex main utna he zada acha hu jaye ga or acha kam kara gain.
      • #63 Collapse

        yes forex knowledge is very important for us because when we will learn properly we will be able to earn something from the forex trading and it is very good to learn before working in a post so if we dont learn something before doing it so we cannot do it properly anyway we can get a huge loss of money in life of buisness.
        • #64 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah achi knowledge se hi hmen is business me kam krna chahe kyun k agr hm is business me achi knowledge se kam karty hain tu hm is business me success ho sakty hain asani se pr success b tb hi hm is business me ho sakty hain
          • #65 Collapse

            Knowledge is the key of success aur is key baghair acha profit banana mushkil hy. Jab tak aap forex market analysis ko study nahi karain gey aap market key trend ko nahi samjh saktey aur na hi achi planning kar saktey hain. Knowledge ko barhayen gey to kamyab planning kar sakain gey aur is sey acha profit bana sakain gey.
             
            • #66 Collapse

              aap aksar takreeban posts me sunte hunge forex knowledge, bassic training or or learnings to is ka matlab hota hai k aap bakaeda forex course karein jo k ab pakistan k har shehir me tutors available hain aap net par search kar k contact kar sakte hain, warna yahan forum par b options available hain forex ki taleem k naam se.
              • #67 Collapse

                Nahe bhae forex main luck humesha un k sath hoti hai jin k pass knowledge hota hai our us k bagher kisi ko success nahe milti hai to knowledge hasil kerna her trader k leay zarori hai
                • #68 Collapse

                  my brother forex aik cha job hai aur forex me success k liye knowledge bohat important hai aurr forex jitna aap ko iss ka ziada knowledge ho ga otna ap ko earning hog.....
                  • #69 Collapse

                    han bhai knowledge ki hr business me zrorat hoti or khas kr forex jese business me zyada zroorat hoti he srf money hi nahi chaiye trading kelye aapke pas knowledge bhi honi chaiye trad krne ki wrna aap ke pas jitna bhi paisa ho aapko zyada loss hi hoga or profit bohat kum hoga agr zyada ho bhi gaya to lalach me ake use bhi gawa bethege.
                    • #70 Collapse

                      forex trading aik esa business hay jo kay totally knowledge aur experience pay depend karta hay agr ap is kaam ko seekhen gay nahi aur wesay hi luck ki base pay ye kaam start kar dain gay to ap ka luck ap kay ziayda dair tak sath nahi day sakta kiun kay is kaam main strategies ko seekhna hota hay
                      • #71 Collapse

                        Je han luck ka sath sath ap ka pass forex ka knowledge hona zarori hy agher ap ka apss knowledge ni ho ga to market ka trand kas tarh chak karn gy aur trade kas tarh lagy gy as lay fist to ap ka pass knowledge hona zarori hy us ka bad luck hy hy
                        • #72 Collapse

                          forex trading kay bary main agar humara knowledge strong hay to hum forex trading main bohat acha profit earn kar sakty hay so humay chahiey keh dil lga kar esmain mehnat karen aur knowledge ko enhance karen
                          • #73 Collapse

                            App ke baat say mai agree karta hon ke forex trading aik aisa business hai jis mai kamyabi kay liye knowledge bohat important hai. forex trading ka knowledge traders kay pas jitna ziada hota hai un ke trading b us hisab say achi hoti hai aur traders ko luck per depned karny ke bajaiy knowlege per depend karna chaiye.
                            • #74 Collapse

                              Absolutely right before starting work on forex if we get knowledge about what & how to do the task then our earning will be greater & it would be very helpful in future for us
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex trading business mein knewledge ki buht ziada ehmyeet hy knewledge hasil kar k forex trading business mein achi trading kar saktay han aur luck bhi chal jata hy lakin luck se ap har bar profit earn nhi kar saktay knewledge hasil karna zaroori hy knewledge k baghair ap achi trading nhi kar saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X