forex knowledge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading mein knowledge ki buht ehmyeet hy agr hum ko forex trading mein kaamzab hona hy aur profit earn Karna hy to hum forex trading mein knowledge hasil karna ho ga aur hum ko luck par depend nhi karna chaye luck se agr profit ho bhi gaya tu aik do dafa ho phr loss hi ho ga is forex mein knowledge hasil karna lazmi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear na k forex balky her jaga knowledge ki zrorat hoti hai. or jahan tak forex ka concern hai is main konwledge ki zyda hoty hai q k is main mistake ki gunjaish he nahe hoty
      • #18 Collapse

        ager aap forex trading business ko proper learning hasil kerney k baad start kerein gay tou mein yeh samjhta hoon k aap ziyada acha profit kama saktey ho kiyon k iss mein loss bhi hai aur bohat sara profit bhi.
        • #19 Collapse

          g bilkul knowledge hi ki bina per insan rasty banata hai apni manzalain pata g iss k leeyeh koshish pori ho rahi hai k kisi tarah ilam ka khazana hath aajay aur bus phir mujy aagy barhny se koi nahi rok sakta mehnat to meri ghuti me hai bus koi proper field nahi mil saka kam kerny k lea
          • #20 Collapse

            Forex knowledge is key to earn from this market,this is a business,so do not earn any thing from this market,if you do not want to learn this business then do join to this market,just learn more and earn more.
            • #21 Collapse

              han gg hmein trading krny ky liye us sy phly forex kee knowledge lena buht zarori hai taky hum log jo bhi learn krein wo acha experience bn sky ur forex ko achi trah seekh jayn
              • #22 Collapse

                forex ki trading kerny key leya humey forex ka knowledge chaya hy kue kau forex ka knowledge hi na ho pass trading nai ker sukaty aur ais kay saath saath advice bi leyni chaya dosro sey taaqy aap ko experance bi ho aur forex ki practice bi zaida sey ziada kerni chaya taaky aap aur ziada trade kerny mey pocket ho jay forex ki trade mey mehnat boht ziada hy aisi leya earning bi achi hy
                • #23 Collapse

                  my brother knowledge to buht hi important ha aur kici b business ko start krny se pehly us business k bary mai knowledge hona zarori ha aur brother jitna aap ko iss ka ziada knowledge ho ga utna aap k liye benefit ho ga aap loss se secure ho sakein gay or ziada ziada profit nikal sakay gein
                  • #24 Collapse

                    dear ap ka point bht valid hai mai ap ki bat sy totally agree krta hoon,forex mein knowledge and information bht zaroori hai,hum whole life luck pay depend nahi kar skty,q k luck kbi kbi chlta hai,and ap ki information and ap ka knowledge ap ki har trade mein ap ki help krey ga,jis ka ap ko faida hoo ga,soo ziada sy ziada learning krey forex mein
                    • #25 Collapse

                      koi b cheez ho us ka knowledge us wakt tak he insan o milta rehta hai jiss wakt tak us ko samjh me ana asan ho jata hai k behter aur trade ko kesay karna hai.zindagi ka pora name he seekhnay ka jitna zyada hum seekhty rahay gay hume kam karnay ka b maza ata rahay ga.
                      • #26 Collapse

                        bhai knowledge to buht hi important ha forex k liye kiu k jab mane start kiya tha ma mujy is bary ma itna knowledge nhi tha , phir me ne knowledge get kiya aur us ki practice ki jo me ne knowledge get kiya hua tha,
                         
                        • #27 Collapse

                          G han my dear friends forex trading market main profitable trading karne ke liye sab se important knowledge ha. forex trading market main luck bhi thori bohat depend karti ha but luck se ziada important forex ka knowledge and experience ha.
                          • #28 Collapse

                            Assalam o alaikum bhai aap sab se mari ye guzarish hy k aap sab aapni taleem par dehan den bhai forex trading ki taleem par bhaio naseeb tu sath deta hi hy but bhai agar naseeb nay sath dia ur aap ko kuch ata nahi hoga tu aap kia karo gy
                            • #29 Collapse

                              ye ap ney bohat he achi bat ki hey bhai jan key hum ko forex trading me apni luck sey zyada is key knowledge ko focus karna chahye, knowledge , practice bohat he zaroori hai jis se app ka experience increase hota hai aur app aik achay trader ban saktay hain,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                meray dost kisi bhi kaam k lye us kaam ka complete knowledge hoona buhat hi zaroori hay isi tarha forex ko bhi seeekh k karna buhat zaroori hay is se app ko apni investment ko bacha k profit earn karna asaaan hoo jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X