forex knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex knowledge
    my dear forex me success k liye knowledge bohat important hai and bohat se tarder just apni luck ko use kertey hain but yeh ziad time tak sath nahi deta hai ap ko luck k sath apni knowledge per b dehaan dena hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai knowledge to buht hi important ha forex k liye kiu k jab mane start kiya tha ma mujy is bary ma itna knowledge nhi tha aur mane real invest kiya thy 500 doller us ma say 400 los ho gaya kiu k ma lots size buht big use karta tha lol
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum ye ap ney bohat he achi bat ki hey bhai jan key hum ko forex trading me apni luck sey zyada is key knowledge ko focus karna chahye aur is key knowledge aur experience ko hasil karney ki koshish karni chahye.
      • #4 Collapse

        dear ap ka point bht valid hai mai ap ki bat sy totally agree krta hoon,forex mein knowledge and information bht zaroori hai,hum whole life luck pay depend nahi kar skty,q k luck kbi kbi chlta hai,and ap ki information and ap ka knowledge ap ki har trade mein ap ki help krey ga,jis ka ap ko faida hoo ga,soo ziada sy ziada learning krey forex mein.
        • #5 Collapse

          yup forex k liye knowledge aur experience ka hona buht hi zarori hota ha aur buht say log luck use karty ha but ya bilkul wrong way ha un ko cahye k is ko proper sekho then real ma invest kro
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: wilayat پيغام ديکھيے
            my dear forex me success k liye knowledge bohat important hai and bohat se tarder just apni luck ko use kertey hain but yeh ziad time tak sath nahi deta hai ap ko luck k sath apni knowledge per b dehaan dena hota hai.
            G Bhai aap theek keh rahay hain forex mein muahrat panay k liye iss ka knowledge hona bohata zaroori hai jitna aap ko iss ka ziada knowledge ho ga utna aap k liye benefit ho ga aap loss se secure ho sakein gay or ziada ziada profit nikal sakay gein.
            • #7 Collapse

              yes you are right forex ki knowledge hasil kiye bager ham is se koi benefit nahee utha sakte is liye real account banane se pehle learning and practice bohat zaroori hai
              • #8 Collapse

                bhai is business ko karny k liye knowledge to must ha or wo knowledge hamen is forum se bhi milti ha is k elawa hamen is business ka experience hona zrori ha or us k bad achi stategy use karni chaheye apni earning ko barhany k liye
                • #9 Collapse

                  bilkul thek kaha ha knowledge k sath sath apni planning r experience ko b use karna hota ha ye buhat hi ziada zrori ha kiu k har dafa luck sath ni detti luck sy b kuch hasil karny k lie mehnat r lagan zrori hoti ha
                   
                  • #10 Collapse

                    a.salam.forex aik bht bara bussieness hai.is ko janta seekho gy uthna he is main sekyny k rasty aur b nekal yan gyn.agr ap logo ko forex sy pasa kamna hai tu ap ko forex ko achi thra seekna ho ga.
                    • #11 Collapse

                      MY dear for the forex knowledge is very important.mare yqa bat bilkol theek ha .forex kA Saat saat hamay cheeya ka ap experience bhi hona bahat zaroreha .is business ka leya knowledge ka ho na bhi zarore ha..............
                      • #12 Collapse

                        dear forex mai ap ki earning depend kartii hy ap k knowledge pe es liye ap k pass knowledge hona boht he zaroriii hy ye baat tu ap smjh jao without knowledge u r nothing...
                        • #13 Collapse

                          g han ap kesh sakty hain k forex sy knowledge b mil rha ha logon ko kiu k log dunya k bary jaan rhy hain k dunya kesy kesy kaam k naye tareeky dhond rhi ha r kam kar rhi ha
                           
                          • #14 Collapse

                            assalam o alaikum mere bhai g han bilkul thik kha aap ne forex luck per depend nahi krta forex m success hone k lye knowledge ka hona bohot zarori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes brother aik professional trader banny k lia zaruri hey k kisi achy teachers say pahly Forex k bary main proper knowledge hasil krain aur pir demo account par practise krain tu inshallah iss say aap profit hasil krsakty hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X