Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

    Mehnaat chij hai jisse ham kisi bhi field mein Kamyab ho sakte hain chahe vah online ho ya offline ho Ham apni mehnat se har namumkin kaam ko mumkin banaa sakte hain ek bahut achcha online business hai jiss men lackon looog kaaam kaar rehy Hain or bhttt acchi earning kar rahe hain humne khud ko Forex mein Kamyab banane ke liye but ziydaa mehnaat karnii hotiii haaay taaab haaam but achii earning kaar sakhty Hain forex mn wahii loog Kamyab hoty Hain Joo sbr or hemat see kaam Letty Hain or khud Koo Kamyab bnaa NAA kaay liya her mumken kohsish karty Hain .

    Never Lose Heart.😎
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

      Salam
      G bhai mehnat aur koshish booht zrori ha insan ko kamyabi hasil krny k lye aur is k lye insan ko thori c mushkalat to uthana paren gi lekn akhir men Allah usko mehnat ka sila zror dega aur agr wo smjhy k mn kamyab ni hua to phr bhi usy koshish jari rakhni chahye to aik na aik din wo zrror kamyab hoga aur apny goals achieve kr lega
      Inshallah
      Best ov luck
      • #33 Collapse

        Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

        Aapane aapane bilkul sahi Kaha Hai Humko Forex mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie Forex Mein hardworking karna bahut lazmi hai Kyunki Agar Ham Forex Mein hardworking Nahin Karenge to Humko Forex Mein success Nahin Milegi agar aap fail ho Jaate Hain To aapko chahie ki aap apni hardworking ko stop nahin karna chahie balke ke aapko dubara koshish Karen Kyunki Agar Dobara koshish Karenge to aapko Jarur kamyabi mil sakti hai isiliye hardworking Karni chahie aur dobara try karte Rahana chahie jab tak Humko success Na Mile Humko hardworking Nahin stop Karni chahie aur Hamen Forex mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie
        ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
        • #34 Collapse

          Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

          kisi bhi field mein agar aap achcha fayda asar karna chahte hain to Hamen use field ke bare mein Na loge hona bahut jaruri Hai tabhi on fayda Le sakte hain aur x wedding ek risky business hai without knowledge or experience ke Agar Ham is Forex trading mein investment Karenge to Hamen Las ho sakta hai Hamen koshish karni chahie kyon Forex trading ke bare mein Apne knowledge to increase karne ke liye pahle Ham senior mein barse guideline len aur practice ke liye jyada Se jyada demo kaun part time spent Karen tabhi hamara experience baytiar ho sakta
          • #35 Collapse

            Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

            jee haan mehnat ar koshish sy he faydah hjota hy jab tak hum learn nahi kare gaye hum earn kese kare gaye ..soo forex me good trader bane ke liye humhe chiye ke hum learning ziyada se ziyad kare apki learning achi ho gi to ap earning bhi achi kr sko gy is liye pehly ap learning achi kro or forex main to knowladge ki buht zarort hai agr ap main knowladge ho ga.
            • #36 Collapse

              Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

              yes dear 100% rright agar koi mehant karta hain or hard work krta hain tu tab he usy benefit milta hain k forex main bina learn kiye and time dita nhe haint u loss he kare ga is liye ek trader ko sab say phly mehant k sath merket main candel ko learn karna hain k konsi candel kis liye hain ek trader loss py loss kara hain tu unki learning ko improve karna hain jo learning improve nhe karta vo feature main kafi acccount wash kar skta han is liye ek trader ko sab say phly leearning ko improve kar k he kaam karna hian
              ​Sadaf Khan
              • #37 Collapse

                Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                Mehnat aur koshish se hi fayda hota hai Hamen is main mehnat aur koshish karne chahie Agar Ham is Mehar Tor koshish karte rahenge Achcha knowledge or experience ke sath kam karte rahenge To Ham ismein Achcha fayda hasal kar Sakenge Pak Forex forum Mein Achcha fayda Hustle karne ke liye Mehar karna bahut hi zaruri hota hai tab hi jakar Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Pak forum mein mehnat sahi kamyabi Mumkin Hoti Hai bagair mehnat Kuchh Bhi Hans Nahin Hota
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                  jee haan apne theek kaha learning ki base pe he ki jati he. aur earning k sath sath bhi learning ko continue rakhna chahe kyun k ais k begair insan kch ni kr sakta aur yeh jitna mile utna kam he. jab ap forex k barey mein learning karen gey keu k without learning earning posible nahi hai yahan so learn karte rahe
                  • #39 Collapse

                    Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                    Han gee dear member bat apki bilkul theek ha jab tak ap mehnat aur koshish nahii kary ga tab tak ap kamyab insan nahii ban sakty aik kamyab insan ki yahii nishani ha kah wo kabhi bhi mehnat aur koshish karny sa peechy nahii hatta wo apny kam ma mehnat karta ha aur porii lagan ka sath us kam ko karta ha kamyabi milty hi us shaks ko ha jo shaks mehnat karta ha kabhi mehny shaks ko nakami nahii hoty is ly mehnat kar ka hum bhi kamyab insan ban sakty han..
                    • #40 Collapse

                      Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                      agar aap regular pak froum ko time dete hain tu aapko kafi acha bouns mile ga agar regular aap kaam nhe karte han daily 50 post nhe karte hain tu kabi b umeed na rakhain k aapko acha bouns mile ga forex main experience or knowledge ko gain karna hoga experience or knowledge pratice say he gain hota hain or demo account main pratice kar k he apne experience or knowledge ko gain karan chahiey
                      • #41 Collapse

                        Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                        Mehnat aur achi koshish sey he hamesha humay faida hota hay achi planing ki zarorat hai success ka liye forex ma bohat mazye hai forex is a bulid a carrier not limit.humaray liye nad agar humen earning kerni hay tou phelay demo pay practice keren then real pay...
                        • #42 Collapse

                          Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                          ji bilkul Forex trading mein Ham jitni jyada mehnat Karenge Forex trading co proper time denge tabhi Forex trading se Ham achcha fayda asar kar sakte hain junior member ko chahie ke vah apne acche experience ke liye Jitna jyada demo account per practice Karenge tabhi vah achcha experience aasan kar sakte hain.
                          • #43 Collapse

                            Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                            Forums mein jaise guide kia jata he weekly bonus milta he jo k hamine trading k lie utilize karna hota he jo k mehnat aur lagan ki badolat ham hasil karte hein jo is ko soch smjh k karta he aur knowledge gain karta he wo kamyab hota he aur us ko loss ka kam se kam chance hota he aur with out mehnat aur experience is mein se ap acha profit nahi kama paye ge
                            • #44 Collapse

                              Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                              Ji han bilkul dear forex members mehnat aur koshish se hi fayda hota hai aur forex business mein aur Fox business ek bahut achcha aur kamyab business world mein famous hone chahte Hain to aapko chahie ki forex business rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen isase aapko lost bhi nahin hoga aur isase aapke kamyab trade abhi Ban sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Mehnut aor koshish say he fayda hota hay

                                Mehnat say humey faida mel jata hain jetna zayida ho saky mehnat karna chahiye kio k mehnat karny mein azmat hai mehnat karna bahoot zarori hai kio k mehnat karna bahoot lazmi hai kio ka kamyabi mehnat karny mein hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X