forex main merey tajarbat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    jaha tak forex trading mein tajrabay ki baat hain to mera tajaraba yahi hain kay agar low balance hoto aap k pass to aap orders ki miqdaar yani orders ki qataar na banaey balkay kam orders mein hi orders ko profit mein anay k liye wait keejye...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      This month i find it very positive aspects but still better than trading profit to achieve positive results and need to collect the bonus
      • #273 Collapse

        Forex k business mein main kafi Arsa se ho aur main ne kafi dafa loss bhi karwa aur kafi dafa mein ne bhut ziada profit bhi li aur muj ko bhut ziada experience bhi howa hai jo main aaj aap k sath share karta ho Forex mein mara experience k matab koi bhi us time trading na kara jab tak wo learning na kar la aur us ko strong trading planing na ho .
         
        • #274 Collapse

          Brother mere tajrobe ke mutbq agar ap apne ap se muakaml tor par satisfied ho to apko chaye ke ap zayada volume lagaye 1 trade lagaye but high volume pe lagaye to behatr he
          • #275 Collapse

            g bhai is me km voume me trade krna chahye nahi to loss ho skta ha g forex trading me me ne bohat dafa is me loss kia ha waja bus yahi banti rahi ha.
            • #276 Collapse

              g aapne bilkul sahi kahaa aur issi koto hum money management ka naam detehain jis ki badolat aap ek limit me rehtey hue bilkul mehfooz tareeqe se trading kar saktey ho ,aur issi tarahapney tujarbaat share kartey rehna chahiye hum sab ko
              • #277 Collapse

                Mere sath b khuch aisa hi hota rha hy maine jb b lose khaya hy to just big lot size ki waja se,ye point seb se bara point hy lose se bachny ka,mtlb hamko hamesha lot size kam rakh kr trad krni chahiye,lalach ni krni chahiye ziyada earning ki aur sabr se kaam lena chahiye.
                • #278 Collapse

                  mere khayal main ap ko demo account main tajerbe kerne ho gye then hi ap inn ko rel per apply ker sakoo gye agar ap real main tajarba kerte ho orr wo kamyab nahi hota to ap ko loss ho jye ga iss lye pehle demo main use ker ke ok hone per hi real main apply kero
                     
                  • #279 Collapse

                    forex mai humy chahiya k hum sirf aik pair kw pakar lyn or aik he pair mai apny ap kw master kar lyn bs yahi strategy apnani chahiya humy or humy achay position k lia wait karna chahiya bs agr hum achi position lyn gy tw hum koi loss ni karaingy sirf profit karaingy hum bs
                    • #280 Collapse

                      friend mai abhi is forum mai new hun or asa koi tajurba nahi hai mre pass lekin mai zada se zada knwldge hasil karne ki koshish kar rahi hun take apne exprence ap sab k sath share kar sakun
                       
                      • #281 Collapse

                        well ya tu depand karta hai app kay aacount per agher app ka account 100$ ka hai tu app ko bulkhul bhi risk nahi layna chaya or agher app ka account 1000 ya 5000$ ka hai tu app us per baray volume say bhi kam kar saktay han or han kuch ho na ho sl zoror lagaya karay app subko us say app ko loss ho gha magher kam loss ho gha
                        • #282 Collapse

                          me tu abi new ho Forex pe. abi tu me sirf post ki kar raha hn taa k bonus le kar trading start kr skun. aur mery khyaal me Forex me ap ko buhat sabr se kaam lena chaye. kyun k jaldbazi bandy ko nukasan ki tarf le jati hain, ic lye humein sahi time pe sahi jaga invest krna hi real trading khehlata hai.
                          • #283 Collapse

                            Mera tajurba to kuch hai nahin par main yeh zaroor kahunga kay apko apni soch kay mutabik volume lagana chahiye kyun kay kam volume lagane se hamain kam loss hone ka khatra rehta hai kyun sahi kaha na maine
                            • #284 Collapse

                              main app ki bat sy agree hun forex trad main volume kam he rahka na chahy agr hum volume kam rahky gey to loss kam ho ga jis sy hun lose main he trad close kr shak ty han ya boht he ak acha tarka hai forex ki trading kr ne kamain app ki bat sy agree kr ta hun par agr app ka volume zayda ho ga to app ko profite b zayda aye ge . par volume kam he hona chahy lalacha buri bala hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes , I am agree with you. Forex is a risky business so we need to put our risk low here. For this we can take a small leverage and can trade with a small volume. Thanks for the opinion.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X