forex main merey tajarbat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    My dears men bhe abe tak pakistan forex forum men new member hn,likn mira tajurba ya ha k froex ka kam men jo mehnat krta ha wo bishak kamyab hojata ha,forex aik acaha online job ha hamen is men jitne zayda hosky mehnat krne cahie,and is ke knowledge and experince lina cahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      G ma ap ki is bat par agree ho forex trading ma agar ap ki lalach kam ho gi to ap ka volume be kam ho ga forex ma vo he insan successful ha this ma lalach nai ha or vo relax ho kar forex trading karta ha trading karta waq kbi be lalach ma a kar koi asy kam na kar dana this sy ap ko bht loss ho relax ho kar market ko follow karo us k bd he ja kar trading kara.
      • #318 Collapse

        jahan tak mera tajarba hey forex main to woh yeh he keh hamen always is business sab se phley achi trha se learn karna chahiye tab hi hamen is main work start karna chahiye to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain.
           
        • #319 Collapse

          I am agree with your post brother. From my practical experience I will say small volume is the best. because I put a 1.0 volume in my last trade and I loss 67$ in that trade. so never use big volume.
          • #320 Collapse

            Meray khyal mein forex trading k duran aap ko apni lot ka size bohat soch samjh ker rakhna chaheye aur iss k baad jab aap ke trade profit ya loss mein ja rahi ho tou gair zroori tor per intzar nehi kerna chaheye aur apni trade ko close ker denna chaheye.
            • #321 Collapse

              Dear jab main nay Forex Trading ko start kiya mjy lot size ki importance ka nhi pata tha jis ki waja say mera kuch loss hwa. main nay apni strategy bnai hwi hay . Demo account aik best source hay aap ko strategy bna`ny main bohat help deta hay . main ab low lot size aur apni strategy kay sath trade karta ho main bohat hi successful hoo.
              • #322 Collapse

                forex trading mai insaan ke tajarbaat bhi kamate hian kion ke jab tak apka kisi field mai experience nahi hoga app kamyab nahi ho sakte forex trading ko seekhna aur phir us ko karna bohat zarori hai
                 
                • #323 Collapse

                  g nahi main forex main tajurbat bilkul nahi krta hon ga or agr krta hon bhi tu only sirf trial account pr baaz dafa koi new indicator ya or koi startedgy ya kisi bhi robot ko test kr k tajurba krna ho tu main ous ko sirf apny demo account main run kr k result check krta hon
                  :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                  • #324 Collapse

                    dear i think ke forex mein ager ap aik ache trader bana chate hain tou ap ko chaye ke ap forex mein zhada se zhada experience gain kar sakte hain r is ke liye ap forex mein demo mein work kar ke boaht he acha experience gain kar sakte hain
                     
                    • #325 Collapse

                      forex mi akar app buhut c chezo c waqif ho jao ge.or app k buhut c experience b hojae ge. mere experience k mutabeq forex mi har chez ko samjh kar kana chahye . or forex ko easy nahe lena chahye .
                      • #326 Collapse

                        Main app ki baat se agree karta hoon aur main tu is ko sab se safe strategy kaho ga aur app is main jitna marzi market ko loss main dekh le app ko aik na aik din nafe main hi close dkare ge aur app ko zada lot se risk ho sakta hay .
                         
                        • #327 Collapse

                          Forex main mery tajarbat ye hain k main ne demo main jab bhe gold per trade lgai mje acha profit mila but real account main lose ho gay es liye jo ceez demo main theek hai woh real account main lose bhe karwa skata hai.
                          • #328 Collapse

                            that's very right that we should trade with low volume and we need to take leverage low as well but i think we do not care for both thing and we trade in high volume and with high risk leverage and this can blow up our trading account and we can lose our money but we can not earn anything i have no such trading planning the reason that i am new trader
                             
                            • #329 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: iphone پيغام ديکھيے
                              apke pas abhi tak k jitne trading k tajarbat hain wo yahan share karain. mery tajarbe k mutabiq forex par valume kam lagana chahiye..agreee?
                              bhai me apko formula bata deta hun forex pe Volume choose karne ka. agar ap k pas 100$ ka capital he to ap 0.1 se 0.5 tak volume easily use kar sakte hen. maximum 0.5 use kerna is se ziada nhi, or han ye volume me instaforex k liye bataa raha hun...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Mera to tjaurba abi demo par hai aur us k mutabak pair eur/usd behtar hai aur volium ki jahan tak baat hai to muje to jo profit hoa hai scalping se hoa hai.jab bhe volium ziada use kea loss hoa .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X