forex main merey tajarbat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    G ap sahi key thy hain forex ma km volume rakhna chahiye hai trading mai because forex training business baht hi riski business hai es mai loss k baht chances both hain jb ap lalach krty hain to loss ho jatA hai me forex ma kam krty waqt hmesha patience rakhta hon or me me apni mistakes ki waja we bht loss kra ha forex mai but me ne demo account we apni mistakes improve ki han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      forex trading main agar hum ziada say ziada mehant karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay demo account par practice aur tajurbay karnay chahiey es trha he hum seekh sakty hay
      • #1578 Collapse

        Ap k tajarby sy agree karta hu or mery pass koi tajarba nahi hai share karny k liye q k main jo b experiment karta hu nakam hi hota hu lose ho jata hai lekin umeed hai main achi traing b karu ga or profit b hhoga.
        • #1579 Collapse

          g ha dear ap ko money management ka pata ho to ap ko agar trade mai loss bhi ho raha ho to ais ka masla ni hota aor aisi tarha ap ko profit bhi account k hisab se ho ga ap ka account slow slow growth hota jaye ga aor ap faidy mai rahy gay janb.
          • #1580 Collapse

            trader k pas ager investemnt kum ha or experience bhi kum ha or trade say fear feel kerta ha tu oc ku beri lot nae use kerni chahye or na hi oc ku zyada volume k sath trade kerna chahye
            • #1581 Collapse

              I agree with you humy volume ka size apni investment k accordingly select karna chahye because agar hum big lot size par trade kary gye and high risk factor take kary gye to humy is business me boht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy zyada greed nahi karni chahye and aik small risk factor par trade open karni chahye.
              • #1582 Collapse

                ma nillkul new trader ho abi demo use ker raha hon knowledge and experience gain kery ke koshish ker raha ho ma nu aj tk koi tajerba ni kia
                • #1583 Collapse

                  hamain experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k market main profit hasil karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur profit hasil kar k sucess ho saky gay
                  • #1584 Collapse

                    Assalam o Alaikum wa rehmatullah! bhai sb se pejhly main babypips ki book print karwai auko main ny 3 baar study kia phr mukhtlaf websites main mukhtlaf trader k idieas ko follow kia magr sathsath me apny account wash b karta gya phr aik kamyab traader mila usko pay kia aur goup join kia ab mer perfomance behtreen hy
                    • #1585 Collapse

                      Mein yeh sachtaa hoon keh voleum kaam krne sy nahi agar aap ko market kaa expirince he to aapko voleum kaam krne ke zrurt nahi he aap ke tmam Trades Hit hti he to app koee b voleum set karlao.
                      • #1586 Collapse

                        is main trade karny k liye experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi phar hi hum sucess hon gay aur market main achi trade kar k run kraein gay
                        • #1587 Collapse

                          Tajerby ka koi naimul badal nhi hai q tajrba hamaisha waqat k sath sath hasil hota hai jo ka kafi hadd tak nakami py mushtamil hota hai jo kisi hadd tk apko samjhny main madad dta hai
                          • #1588 Collapse

                            Gee bhae main itefaq with aap aur mare saath 1st tradings mein ayhi hovaa thaa ki meni zeydaa volum per trading laaga di the jis sy mje kaafi loss hao giyaa thaa as wajha say phr meni phile ase learning kia phir works kia to mje kamai howy thee.
                            • #1589 Collapse

                              Bahi jan forex trading mein market ko bahot achy tareeky smjna bahot hi zarori market ki smj aa jaye tu humein bahot zaida profit hota hai market ka koi brohsa nhi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                Forex main ab tuk kee apney tajurba say yehee kah sakta hon ke iss karobar ko bghair learn aur tajruba ki nyi anjaem diyaa gaa sekta besides ke humko raqam management sekhee hogee r apnay jazbat r lalach ko cntrl krna bhe,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X