Forex main greed sey bachain aur over trading na karain. Jo profit aap ko asani sey ho gia hy us ko withdraw karwa lain, warna woh bhi zaya ho jata hy. Is key sath sath jab aik reasonable profit aap ko hasil ho jaye to trading close kr dain aur ziada lalach na karain. Ho sakta hy keh aik bar aap ko profit ho gia hy to next time loss ho jaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим