Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jaha tak aysa karna ka bara ma ap ko batna hota ha kyo kahy yah aysa karna ka bara ma aysa kuch karna ka bar am bohota chi lagta ha muj as ka kam ma.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Confident is good for us and over confident is our enemy in forex. we need to control our over confident in forex trading. Because it can bring a loss for us. Thank you.
      • #153 Collapse

        i am agree with you waqaye zyada over confidence aadmi har business men ese hi nuqsan uthata hai aur phir forex trading ek smart work business hai jo ke insan se kamil tawajjo mangta hai over confident hone ki bajaye aadmi agar tawajjo se kaam kare to mere khayal men isse bacha ja sakta hai
        • #154 Collapse

          Jab ap tradin karty hein apny analysis se or result positive ata he es tarha se ap karty rehtay hein trading wo confidence hota he, magar jab ap koi trade begair analysis se lagaty hein or profit ho jata he or ap khud ko smart ,genious samgaty hein wo over confidence hota he.
          • #155 Collapse

            dear ap ne ye bhot acha sawal kiya hai is mai agar ap confidance hai to ap ko is mai profit gain karny sy koe b nhn rok sakta hai agar overconfidance hai to ap is mai loss honay se koe b nhn bachaa sakta hai
            • #156 Collapse

              agreed! over confidence insaan ko dubo deta hai aur boht sa loss hone ka khatra hota hai. full confidence k sath soch samajh kr faislay karne chahian aur timely faisly hone chahian kyon k Forex trading main time ki b bohat ehmiat hai.
              • #157 Collapse

                Jee apki baat theak hay ap nay sahi say define kea hay bohat say dost aisy he karty hay humay chahiey keh huma apny target ko achive karny kay baad trade na karen.
                 
                • #158 Collapse

                  I think yes it is necessary to be confident about your trade because without confident your emotion will over come your decision but over confidence is also bad at the same time because jab ap profit bnane klgte ho to ap over confident hojate ho or us se grred bhi ajati hai ap me jo ap ko loss ki taraf le jati hai.
                  • #159 Collapse

                    gee mre bhai confident aur over confident me frak ye hy ke jb ap trading krty ho to jb ap experienc aur mind ke sath trading krty ho to usy confidenc kehty hy aur jb ap ye kehty ho ke jo bee ho me he ho aur apny aap pe tkabur krty ho aur trading krty wqt phr kafi ziada lose ho jata hy to usy overconfident kehty hy
                    • #160 Collapse

                      yes i like you post i think when we have basic knowledge and we have best experience about trade then we are gwet profit more and we have confidence and in confidence we take order bad and we get big loss.i also face this loss problem because i think the prices are gone to down but go to up side.
                      • #161 Collapse

                        ager to ap main forex main success honay ka confidence hay.to ap is main zaror kamiyab ho jain gay.kue kay ager insan main kuch karnay ka confidence ho.to wo apnay maksad main zaror pora hota hay.ho sakta hay..kay us ko success milnay main time lag jay.mager akhar main ap ko us business main kamiyabi mil hi jay gy... lakin overconfidence insan k dil mein greed paida ker deta hai is say jitna ho saky bachna chahye
                        • #162 Collapse

                          dear confident aik achi cheez hia. aap trade krty hain or aap apni learning ki bunyad py behtreen trade krty hain or profit b bana lety hain. aik k baad aik profit ki wjha sy jab wohi confident over ho jata hai to aap smjhty hain k jo b trade kro gy profit he dy gi. tab aap ghalti karty hain or bara loss b kr bethty hain. iss lye over honay sy bachein.
                             
                          • #163 Collapse

                            confidance achi chiz hai kay app nay confidant ho kar trading ki mind ko active rakha .but over confidance mai app sahi kartay howay bhi sub galat kar jatay hoo jis ka loss app ko hota hai
                            • #164 Collapse

                              Har trader ko apny oper confidence hona chahiye k han mai trading se profit hasil kar sakta ho lekin good trader ko over confidence nhi hona chahiye jo us k liye bohat ziada nuqsan deh hai agar trader sochy k mai trading se daily $100 gain kar sakta ho to ye us ka confidence hai or agar trader sochy k mai daily trading se $800 gain kar sakta ho to ye us ka over confidence hai or trader k liye nuqsan deh hai is liye trading me confidence to hona chahiye over confidence nhi hona chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                confidence and over confidence main kafi farq hy, apne uppar confidence rakhne sy himmat ati hy, lakin pver confidence karne sy insan apni aqal kho dyta hy, or over confidence k chakkar apne paoun py kulhari marta hy or jis ki waja sy use sirf nuqsan hota hy,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X