Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
    Happy Trading.
    :cool::):p
    Jee apki baat sahi hay agar hum forex trading main apna profit ka target jald he pura kar lety hay to hum sochty hay keh mainy jald target gain kar lea hay so mujy aur trading kar leni chahiey aur eskay baad wali trading overconfidence main aa jati hay es main loss ka risk ziada hota hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Ji han bilkul bhai yeh he baat hai , confidence hona bohat he zaida zarori hai , kiw k confidence he hai jo hamre andar dar ko nikal sakta hai or hum bina dar k easily achi trading ker sakte hai , but maximum trader jab profit gain ker lete hai tou wo khud ko tees mar khan samjh lete hai means k bohat zaida overconfidence ho jate hai betuki trade open kerna start ker dete hai.
      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
      • #183 Collapse

        in do chezon ma bht difference ha phla ma confidance ki bat krta hn dakhan forex jasa business ma to confidence ki bht need hoti ha jab tak trader ko apni strategy pa confidence ni hoga wo kamyab ni ho sakta or over confidence ya ha k ak trader apni skills pa had sa zyada atmad kra or market ka ups and downs pa nazar na ho us ki to wo loss kra ga and this is due to over confidence
        • #184 Collapse

          Jis ko confidence hota ha wo kabi b kisi cheez me harta nhi q k wo janta ha k koshish krne se kuch b mil skta ha wo esliye koshish krta ha or jo over confidence hota ha wo bagair mehnat k profit lena chahta ha lekin aisa mumkin nhi
          • #185 Collapse

            forex business main confidence hona to trading kay liye acha sign hai lekin over confidence ho jana app kay liye nuksaan ka sabab banta hai kyun kay over confidence ho kay he insaan yahan galtiyaan karta hai.
            • #186 Collapse

              forex mai trade lgany say pahly jo chez zada importance rakhy hai wo hai market ki position us ko dakhty hoy hum stratgy plan kerty hai us k bad money mangmnt kerty hai us k bad humy trade lgani chahiy tak prifit k chances zada ho zarorat paerny per sl or tp use kerna chahiy forex mao profit k liy analys bohay ahmyat rakhty hai
              • #187 Collapse

                agar ap ko apni trading per itmad hi to ye aik achi cheez hi jis main kam ker ke ap asani se achi earning ker sakte ho agar ap ko loss ka dar hi to ap issmain kamyba nahi ho sakte kynke confidance ki waje se hi trader iss market main earn kerte hain
                • #188 Collapse

                  ki base par ap ko pata lag jata hai ka ap ka confidence hai yah overconfidence jb ap apna experince ki base par soch samj kar tarde lagata hai to us ko ap apna confidence kah skta hai aur jab ap kahta hai ka sub kuch
                  • #189 Collapse

                    Most of trader will get the success with his good confidence and they are use the demo trading account for getting the great knowledge and practice of demo is really useful for getting more knowledge about live trading account, but after some time when trader achieve his goal he just think he is very successful they he make the trading useless and it was over confident which is the main reason of fail. so we should maintain our confident level must.
                    • #190 Collapse

                      forex k ander app k pas knowledge hona bohat zaruri hai or us k sath sath confidence bhi zaruri hai lekin ye jo over confidence hai ye thek nhi hai, achanak is ki waja se aapko bohat loss ho sakta hai, or confident bhi zarur rahin ap lekin aap main common sence bhi hona lazmi hai tu inshallah ap knowledge or confidence k behaaf forex main boht kuch kama saktey hain.
                      • #191 Collapse

                        dear confidence aik boht he achi cheez hai or ye har trader main honi chahye lekin agar ye hadd sy zyda barh jaaye or over ho jaye to ussy over confident hona kehtay hain tab aap aksar bina sochay smjhy kaam krtay hain to aap study ko agar ehmiyat na do to loss hona shuro ho jata hai.
                         
                        • #192 Collapse

                          Yes friend you are right.. Main app se agree krta hun. Trading krne k lye confidence hona achi bat hai mgr over confidence boht buri bat hai. Boht se log over confidence ki waja se Forex per losses face kr rahe hain..
                          • #193 Collapse

                            dear bai g Confidence ki forex mai bohat importance hai. Aik successful trader hamesha apni trading confidence sai karta hai. And woh apna daily set target bhi confidence kai sath haasil karta hai. Lekin woh over-confident tab hota hai jab woh apna target achieve kar lai and zyada profit ki lalach mai ghalat orders laga dai jo usko kaafi loss dai sakta hai. is tra app ko chahea k trading ko samaj kar karo nai to app ko loss ho ga.
                            • #194 Collapse

                              dear mere khayal se jab app forex main koi be trade lagaty hai us waqat ap main pura confidance hona chahiye or jab app forex main koi be trade profit main close karty hai wo apka over confidance hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                dear forex trading business me confidence ki bohat hi importance hay aur mere khayal se forex me over confidence ki koi jaga nahin hay es liye apne emotions ko control me rakh kar over trading se bach kar trading karna bohat hi best hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X