Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Base on me i will ay that it is very good for you to trade with confidence so that you will be able to place good trade from one level to the other so that you can be able to grow at any given period of time
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      janab mera mana hai ke ye difrence bata hai ke ap ketne ache hain or ese ap ki parsnelit ko zahir karti hai or jo confidence ke sath forex mean trade karte hain markit mean behtar earn karte hain or jo apne ap ko over confidence ke sath markit mran trade karta hai wo loss kar bethta hai......
      • #138 Collapse

        dear confidence to aik positve factor hai. or ye hona kisi b field main ho boht zaroori or laazmi hai. lekin agr ye confidence aap ka over confidence k level main daakhil ho jaye to wahan sy nuqsan start ho jata hai. so mera khyaal hai k iss level tak pohanchny sy pehle he issy control krna chahye.
         
        • #139 Collapse

          confident our overconfident main farq ye hai ka jo apni skill par puri comand rakhta hai our us ko ap kam par bharosa hota hai our soch samaj kar trading karta hai us ko confident khetey hain our overconfident woh hota hai jis ko kam bhi ata hai mager us ka mind main ye soch hoti hai k woh sab se acha hai us ko mazeed learning our help ko zarorot nai to us loss bhi ho jata hai
          • #140 Collapse

            Agr insan main confidence ho to woh kya kuch nhi kr skta lekin agr woh gharoor kry to iska matlab woh overconfidence ho raha hy jis ki waja se boht bara sara loss bhi utha skta hy is main koi shaq nhi.
            • #141 Collapse

              Dear kisi bhee kaam may agr aadmi hoslay aur cool mind say kaam kary aur us may profit aur loss ko bardash karny ka hosla ho to vo confident trader ho ga lakn agr aadmi yeh soch lay k vo buhat jald ameer ban jaiy ga aur usay business may kabhi loss nahe ho ga to usay overconfident kahian gay lakn forex trade may hamian confidence say kaam karna chaya
               
              • #142 Collapse

                jee haa confident or over confident mey kaafi farq hey agar aap confident hey thab aap trade kar saktey hey or is sey ye bi zahir hota hey key aap confident ki waja sey hee trade kar saktey hey per sochna chahiye key meri knowledge in confident key lye kaafi hey
                • #143 Collapse

                  Allied peace, a man, even once, you do not use a demo account to practice. We are making and how they are using foreign exchange trading is a big loose, know how, and we must use a demo account and be patient ..
                  • #144 Collapse

                    of course close friend software jo keh rahay ho haqeeqat hai kuch firewood for you to apni pehli buy and sell major they around self-assured ho jatay hain aur aisi buy and sell kartay hain kay n't ko decline ho jata hai humain exchanging okay doraan around self-assured nahin hona chahiye.
                    • #145 Collapse

                      my dear ap jo bhi kam karty hai es ma apko mehat to karni hoti hai es sy apko kamkarny ma koi muskil nhi hoti hai or ap mehant ka phal hasil kar sakty ho ap ma kam karny ak shook ho
                         
                      • #146 Collapse

                        ap ko achi trading karnay kay liye knowledge kay saath conffident hona chaiye ap fearless hon bas forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                        • #147 Collapse

                          confidence means ke apko idea hai ke apko possible profit hoga aur over confidence wo hai ke jab possible profit ho jata hai tou sochte hai ke thora aur wait kerlete hai kya pata aur faida hojaye.:P
                          • #148 Collapse

                            Its a pretty nic topic. Confident trader wo hota jisko market ki exact position ka pata hota hai or wo sirf 20pips tak hi apnay account kay target ko le kar account ko grow kar leta hai. Jab kay over confident traders wo hoty hain jinko market ki exact position ka pata bhi hota hai magar wo ye smjhty hain market hamesh unki favour me hi aay gi wo apny choty say target ko bhool kar lamby targets expect karty hain or is tarha trading me seuccessful nahi ho paaty.
                            • #149 Collapse

                              orex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                App ko jab tak is kam ko karna na aye aur app ke pass jab tak avhi investment nahi hay app ko is main slow kam sikh kar karna ho aur app ko itna apne app per itmad kar ke trade ko zada lot size use nahi karna chahaye ke app ko ab tu yeh kam ata hay is ki waja se app ko loss ho jye ga aur app ko yeh aik real business hay aur is main buhat se log kam karte hay aur yeh app ke kehne per nahi kam karte hay si main sell ayr buy ki market hay jo app ko kisi bhi time nafa aur kasi bhi time loss de sakti hay .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X