Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Confidence aur over confidence main farq ye hai. Ke jab banda trading main confident hota hai to wo profit zada earnnkarta hai aur use nuqsan kam jota hai aur jab wo over confident hota hai to usko profit kam aur nuqsan zada hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jysy keh her trader janta hai keh forex trading eyk risky business hai or is sy earning koi asan kam nahi lykin ager koi trader apni luck ki wajah sy musalsal chand dinon ya hafton tak her trade main profit hasil kar ly or phir pany aap ko bohata hi acha trader samjhny lagy to yeh over confidence ho ga.
      • #93 Collapse

        confidence aik had tak to theek hai par over confidence hona trading mein apko bohat bhari parh sakta hai over confidence apko greed ki taraf le jata hai jo apko loss k elawa aur kuch nahi de sakta so avoide over confidence and get lots of profit
        • #94 Collapse

          ap ne achi batt ki hi confidance ki waje se ap ki earning barh jati hi liken over confidance ki waje se ap ko naqsan ka samana kerna perta hi iss lye ap log confidacne ko hi use kero or over confidacne se bachoo trading main warna naqsan ho ga
           
          • #95 Collapse

            confidence main ap trade kartey ho to apko profit bhi hota hain aur agar loss hota h to recover kar saktey ho aur agar apko overconfidence trade kartey ho to apko bohut loss hoga....
            • #96 Collapse

              In my view being confident and gaining some confidence is good for a forex trader but being over confident is not good for a forex trader when a forex trader becomes over confident in a way he becomes proudy as well of himself which would make him think that forex trading is very easy and in turn he would have to suffer from loss.
              • #97 Collapse

                confidence aor over confidence forex main koi nhi kr skta ha. lakin itna ha k hm ko khyal krna chahe sari baton ka aor itminan sy kam krna chahe. yh nhi sochna chahe k hm ny bht experince hasil kr lia ha aor ab hm bht kuch hasil kr skty hain yh possible nhi hota ha.
                • #98 Collapse

                  Dono main kafi fark hai, confidence aur over confidence dono ek dosray k opposite samjh sakty hain ap, kyon jab ap kam kr rhay hain apni marzi ka aur apko pata hai k aisa hi hoga, aur aisa hi hota hai tu phr isko confidence kehty hain jab k over confidence main apko apny zehn main yeh khayal ata hai k main hi sab kuch hoon aur main sab kuch kr sakta hoon.
                  • #99 Collapse

                    forex may kabi bee over confidence nahe hona chahyia q kay ager app over confidence hogay to ak bigg loss ki taraf jaogay.is leyi full confidence say ager bussniss karogay to kuch earn karogay varna kuch nahe hoga siway ak bigg loss kay
                    • #100 Collapse

                      Over confidence will harm you in forex treading. if you succeed in this market so not over condence see the news flash frum different sources.
                      • #101 Collapse

                        humein pata bhi nahi chalta ke kab hum confident se over confident ho gaye hain. iss main bohat thora se farq hota hai aur wo ye hai ke agar main kahon ke main aik kaam kar sakta hon, ye mera confidence hai aur gar main kahon ke ye kaam sirf main hi kar sakta hon to yeh over-confidence hai.
                        • #102 Collapse

                          yeh aisa business jaha confidence to bht chahiye hota hai lekin agar hum is business mei over confidence ho jaen to humen nuqsan bhi bht hota hai is liye humen chahiye keh over confidence na hon or apne kam ko achi taraha injam den or bht se paise kamaen.
                          • #103 Collapse

                            Well there is an big difference between confidence and over confidence,
                            Confidence called is when you enter in real trading and you are confident that your strategies is strong and you are on right track.
                            And over confidence is when traders think that they never facing loss at any cost due to having experience and knowledge.
                             
                            • #104 Collapse

                              Awesome post brother. I am a new trader in forex and still practicing to learn the business. I think over confident born from greed and it can bring out loss. So I am agree with you. Regards.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                over confidance kabhi kabhar appko lay debota hai app skill rakhanay kay bawajood sub loss deytay ho,cofidance apko harnay nahi deyta appko trade kartay waqat pachtawa nahi hota kun kay apnay trade sincerity aur confidance kay saat ki hoti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X