Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ji ha bilkul sahi kaha ha ap n forex m over confidence nahi hona chahiya kiu k ager hum is m over confidence ho gy tu humy loss h ho ga is liya humy over confidence nahi hona chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      there is a big and main difference between confidence and over confidence...i think that over confidence makes a man rude and greedy....if people are becoming very greedy they can go in to the loss
      • #48 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
        Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
        Happy Trading.
        :cool::):p
        agar ap ke pass kafi saara ilm hai jo ap ne forex mai hasil kiya hai to jub ap rad shru kerte hain to ap ko confidense hota hai ke ap ko faida hoga,kuch log over confedense hute hai ,aur baaz dafa overconfidense ke waja se nuksaan bhe othate hain
        • #49 Collapse

          mera khyal hai k forex main trading karte wqt confidance hona chae lakin admi ko over confidance bhi nai hona chae k wo apne ap ko itna qabil samjhne lag jae k wo galt trading kar de or us ko loss ho jae so forex main trading k wqt apne ap par itmad hona che lakin itna zayda bhi nai k loss kar jae
          • #50 Collapse

            kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai,i think you can control yuor loss by many good ways but depend on you
            • #51 Collapse

              confidnace wo hota ha jis main app limit main hote ho aur over confidacne wo hota hai jis main ap limit ko cross kar leete ho so ye nuksn hota hai app k lye app ko es main nuksan hoskta hai aur ap es se main nuksan ki side par ja skte ho es main
              • #52 Collapse

                bhai confidence se ap easily acha amount earn kar sakte hain or market movement ko ache se samajh sakte hain or overconfidence se ap k andar greed factor bohat barhta hai jis ki waja se ap ko hamesha loss hota hai.
                • #53 Collapse

                  forex trading main confidence hona bohot acha hai magar aap agar yaha pey over confident huy to aapko kaafi loss ka samna bhi kerna per sakta aha.work smartly here and be wise..
                  • #54 Collapse

                    main samjhta hoon ke forex trading ke business ke liye confidence tu acha hai but is business main over confidence hona nuqsaan de hai aur over confidence hum tab hote hain jab hama lesa fadi thora bht profit milne lagta hai aur hum is baat ko bhol jate hain ke forex trading ka business kitna risky hai
                    • #55 Collapse

                      diffrence to hai confidence and over confident me woh yeh ke ek trade lagai jis par poora confidence hai profit me jayegi woh chale gai then ek or trade lagai ab phr se woh is wali se double profit degi or woh is chakkar me loss me gai yeh over confidence hai
                       
                      • #56 Collapse

                        yes of course boht nay boht dorust kaha hai forex mein baz trader jab starting mein ya kam experince hoty hee ager kuch zyada profit hasi karty hein to wo overconfidant ho jaty hein or nuksan mein chaly jatien hein jb confidance ye hota hai kay hum complete learing hasil kar or uski bena par hum profit hasil karien
                        • #57 Collapse

                          confidence is in forex good but over confidence is not good when you are earning good from forex trading then you need to control your self and always think that may i have eared today may be i am not earning tomorrow but over confidence blow up your trading account and makes your with empty hands and then you will not earn
                           
                          • #58 Collapse

                            mery khayl mein hum forex mein confidance hona chaheay baz trader jb kabe kabar is mein profit earin kar lety hein to wo overconfidance ho kar mazeed tradein dal detien hein jis say unko nuksan ho sakta hi jo trader apny confidance say kam karty hein wo kafe earning kar lety hein
                            • #59 Collapse

                              dost meray khyal main app nai bilkul sahee analisis kiya ha waqhi hum logon main ye khami mohjood ha kay jab hum thora sa trading say earn kar laitay hain aur apna target hasil karnay baad bi try kartay hain ye tu koi mushkil kam nai ha aur hum iss say bahri ahsaani say mazeed kama saktay hain issi ko hi over confidence kaitay hain issi say loss hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                confidence ki level utni honi chaiye ki aap apni puri gained knowledge use kar saken per jab ek bande men over confidence aajata he to use lagta he wo blkl thek ja rha he jab ki wo apni learning use nahin kar rha hota...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X