Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
    Happy Trading.
    :cool::):p
    the confidence is the necessary in the forex but the overconfidence is not the necessary in the forex if you will trade with the overconfidence then the success in the forex is not the possible otherwise if you will trade with the just confidence then you will earn the lot
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Members Forex mai trader humesha yeh he koshish karty hain k un k pas confidence hona cheye lekin bhout se member nahi janty hain confidence kis level ka hona cheye .Forex mai jab trader achi preparation karta hai apni learning ko achi tarha demo account pay use kar k experience hasil karta hai tu woh acha experience trading mai hasil karta hai or jab live account pay trading karta hai tu woh apny confidence ki waja se achi trade open karta hai or close karta hai lekin jab trader apna daily ka target achieve kar leta hai tu woh over confidence ki waja se useless trade open karta hai.jis se trader ko kafi nuqsan hota hai.Overconfidence humesha greed ko invite karta hai.Es leye har member ko koshish karni cheye k woh confidence level ko kabi b over confidence k level tak nahi janay dain
      Happy Trading.
      :cool::):p
      dear confidence ka meaning to ye hai k khud aetimadi yani ap ko khud pay kitna confidence hai k ap kitni asni say koyi work kar saktay hainor jahan tak over confidence ki bat hai to yai bohot hi bad thing hai q k over confidence ap koyi b work karnay say rokta hai op is ki wjw say kehtay ho k ap ka kam ho jaye ga jo k asal mai ap ko hard work karnay say rokta hai
       
      • #78 Collapse

        confidence is good but over confidence is bad for every business so like forex you need to be very patient and active for all the trades that you are doing.
         
        • #79 Collapse

          confidence to hoona zaroori hai trading karny kay liey.aap apni strategy kay hisaab sy trading karain to earn kar sakty hain.agar aap overconfident hain to is waja say to loss bhi ho sakta hai.kabhi bhi overconfident nahin hoona chahiey.
           
          • #80 Collapse

            confidence si good but overconfidence si too bad cofidence hota ha jb apa ko profit hota ha lkin over confidence means bht zaida khudpa ahtamad ,jo bikula ache cheexz nae ha
            • #81 Collapse

              confidence market main say profit daita hay her trader jo kay samjhdar hota hay wo market kay saray pehlo daikh ker pher market main koi trading kay order lagata hay mager over confidence wala banda to order laga daita wo bhe baghair sochcy samjhay
              • #82 Collapse

                g han bhai ap ne bilkul sahi kaha hai lekin me apko ye bata du ke ke forex me trading ke liye apke pas confidance hona chaiye is se ap bht achi tarha trading kar sakte hai lekin phele apko apne demo account me puri tarha learning karna chaiye take apne live account me koi mistak na kar sake or han ziyada over confidance apke nuqsan ki waja bhi banta hai
                • #83 Collapse

                  Forex main jo koi bhi fully confidence ke sath work karta hey woh is main zaroor kamiyab hota hey aur jo koi bhi is main over confidence ke sath work karta hey to woh is main ziada dair tak kamiyab nahin rehta hey aur is main always nuqsan hi karta hey.
                   
                  • #84 Collapse

                    wo kehtay hain na har cheez limit me he achi lagti hai isi tarha forex me b agar hum confidence say kaam le to wo confidence profit me change ho jata hai aur agar yehi confidence over ho jae to hamara profit loss me change ho jata hai.
                    • #85 Collapse

                      bht sa log apna uper confidence kr k trading start krta han uhan apna experience ka behalf pa ya pta hota ha k wo jo trade lagana ja rha han ya successful hoge or asa most cases ma hota b ha k wo experienced hota han or overconfidence ya ha k wo 10 percent risk lana ki bjai 30 to 50 percent risk la k trade lagata han jo k bht cases ma loss ka bais hta ha
                      *** ThUnDer ***
                      • #86 Collapse

                        daiky without confident hum koi kam nh kar saktay but with over confident hum apny aik place jo hum ny mehnat sy banaya hoata hai as ko b karab kar daitay hai is liye over confident nh hona chaiya.
                        • #87 Collapse

                          Confidence insan main os wakat ata hay jab oskay pas forex ka acha knowledge ho. oski aksar trades profit main close hoti hon. jab kay over confidence os wakat ata hay jab hum apnay opar gharor karnay or greed main lag jatay hain. jis ka result yeh nikalta hay kay hum apna bonus loss karwa laity hain. is kay ilawa bagair knowledge kay trade bhi over confidence main hi ati hy.
                           
                          • #88 Collapse

                            Well mera manna yeh hai k confidence hona chaiyeh chahe over hi kyu na ho. Kuch log confidence or over confidence main fark hi nahi kr pate or woh jane anjane main confidence build up hone se pehle hi over confidence keh kr uska confidence level kam krdete hain.
                            • #89 Collapse

                              Over confidence is a very dangerous thing for your Forex trading career but the confidence is a key of success .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear confidence is very good thing in your business because with confidence you can earn on the base of your own experience and knowledge but when you use over confidence then you can not make money because then you trade over your experience and you become greedy so it is very bad..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X