Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    hamain market main confidence say hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur confidence ho ga tab hi hum market main achi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit haisl kar say gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      humain confidene say kam karna ho ga ta kay market ko use karna kafi helpfull ho sakay is main boht sya log kam katy hain magr over confidence sya kam karnym ain loss kar jaty hain humain dmeo ko use kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market ko use karna kafi help full ho sakay humain dmeo ko use karna kafi helpfull ho sa kta hay
      • #1743 Collapse

        hanji sir mai bhi app ki baat agree karta hun k jab bhi ham forex mai trade karty hain tab ham ko na he ziada over confidence say kam krna chheay aur na he ziada dhely ho kar rehna chheay markeet ki her movement ko samjhna chheay phir he app iss mai success ho sakty hain.
        • #1744 Collapse

          First of all I would like to describe the difference between confidence and over confidence so confidence mean when someone say i am here to do that work or this work this is called the person is confident to do some work but when someone say i am the only one to do that work or this work it's mean they show over confidence in forex i think over confidence are not a good habit because forex is not easy according to its earnings.
          • #1745 Collapse

            Jab koi traders confidence sy kam krta hai to usko faida hota hai usko.market ki thek triky sy smjh ati hai laimin jab trafers over confidence sy kam krta hai to bna daikhy trade lga daita hai or usko loss hota hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #1746 Collapse

              Great post thanks for sharing
               
              • #1747 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: azforex0118 پيغام ديکھيے
                hamain market main confidence say hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur confidence ho ga tab hi hum market main achi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit haisl kar say gay
                Great post thanks for sharing
                 
                • #1748 Collapse

                  Forex trading mai confidence achy trading knowledge aur achy trading experience say hasil hota hai aur over confidence mai traders aik do trades mai kamyabi kay baad apni trading ko bohot he acha samajh kar baghir analysis kay trading kar rahy hoty han . over confidence traders kay liye bohot nuqsan daay hota hai .
                   
                  • #1749 Collapse

                    Confidance who hita hy k jo ap ko lerning ho our ap ko pata ho k ap is kam ko kr sgty hy sahi sy our us my ap ko losss nai hota hy khod pr yaken hota hy our agr over confidance ki bat kry to who kuch ehsa hy k ham ko lerning bhi na ho to phr ham ko khod pr phr bhi yaken rakhy to who over confidance khy gy
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #1750 Collapse

                      forxe trading main jo log knowledge ki base oar trading karty hain or achi earning karty hain tu os main hmain confidence hona zarori hai es liye hmain apni siklls ki base par confoidence hona achi bat hai maghr jub hum over cobfidence show karty hain tu es ka hmain khud he nuksan ho jta hai es liye hmain confidence tu hona chahye maghr over confidence nahi hona chahye
                      • #1751 Collapse

                        bhai baat ya kay forex ma confidence lazmi hona chahiye lakin over confidence hamay doka bhi day sakti ha qk agar ham tarde lagaty ha or hamay market ka koi idea nai hota ha to us waja say hamay loss bhi ho sakta ha islay bs hamay forex ma confidence rakhna chahiye takay ap forex ma aek achi earning bhi kr saky
                        • #1752 Collapse

                          G jnb i agree . Confidence zruri hy trading k lye . Over confidence jo wo just like a virus hy online trading k lye . Is lye is sy avoid krna chahye . Confidence k sath trading krty hoy proper treqy sy market k sath attach reh kr e online trading kr skty hn over confidence greeding paida krti hy jo sra sr nuqsan ki trf ly jati hy . So try to avoid over confidence in online forex trading. As eell as in daily life .
                          • #1753 Collapse

                            agar hum overconfidence ho kar trading trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti aur hum esmain galti kar laity hay aur humay chahiey keh esmain learning karena aur confidence ko bahal rakh kay trading karnay main he faida hota hay aur humay chahiey keh sahi say time dain esmain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • #1754 Collapse

                              agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to es fakhar main galt trade lga lain gay keh hum nay market main sahi trade lgai hay so humay chahiey keh aisay trade na karen kyun keh es trha trading humary liey loss ka sabab banti hay aur humay chahiey keh mehant karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                Simple hy aik banda jo kehta hy k mai trading kar lon ga itna mujhy ata hy aur umed hy k loss nahi ho ga its confidence magar aik banda kehta hy k forex sy kamana mery liye koi mushkil nahi mery dain hath ka kam hy mai boht expert hon its called over confidence

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X