Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    agar hum confidence ho kar trading karen gay to humari trading achi ho gi aur agar hum over confidence ho gye to humari trading par eska ulat asar ho ga aur hum esmain kamyab nahi ho sakty
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      Thanks bhai is achy thread k liye achi information hai hum is sy avoid karny ki koshishh kary gy ta k hum lose sy bach saky or ye new members k liye b kafi helpful hai thread aisy or b thread hony chahiye.
      • #1698 Collapse

        hamain confidence say hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum sucess ho saky gay
        • #1699 Collapse

          Assalam o Alaikum wa rehmatullah! bhai jan basically confidence kia hy ye ap k faisla karny ki taqt hy jo k apko learning knowledge aur practice se ati hy aur over confidence kia hy k let suppose ap ki iak do trades winning ho jati hain tb ap huge lot lga dety hain k ji ap galat nai magr loss uthana parta hy
          • #1700 Collapse

            dear jaha tak bat hai trading ki to ais mai agar ap ko confidence hai to ap normal lot k sath hi trade lagye gy kun k ap ko pata ho ga k market ka kuch pata ni chalta magar ap over confidence ho gay to ap ais market mai lot zayda laga de gay aor ho sakta hai ap aus mai loss kar lo.
            • #1701 Collapse

              is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur confidence say hi trade karni ho gi phar hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta achi trade kar k run karein gay it is ebst
              • #1702 Collapse

                Bro G haaen apnaey thik kha maraey kaheal may go laog achaey info aor tajurba key saath trading karty hein aur management se kam lataey hen aitemad sey trading karty aur low profits ko terjih detaey haen, but go laog shuru sy hi ziyada kama ne ko terjieh detaey hen aor management sy kam nahi lataey r hamashaa lalch sey kam lataey hen aor smjhtaey hen ko unhaey har daffa profits hi go to woh ziada khud eitemadi hao jataey hen.
                • #1703 Collapse

                  Bilkul ji kisi bhi kamm main confidence k lyy zrori hai uss business main app skilled hun aur overcinfidence main aksar banda ghalat decision ly lta hai jiss syyy loss ho jata hai
                  • #1704 Collapse

                    Bahi Jan aghr ap NY forex trading mein rehna hai tu khud ka experience lazmi use krein aur us experience ke lye over confidence beshak rahein lekan zaida confidence acha nhi hota
                    • #1705 Collapse

                      Yei bahot hi achaa thiard aap ny chunaa hei kee hamishaa trading eitemaad sy kiyaa jai na kee ziada pur eitmadi say jeb ham ziada pur eitmadi hotay haeh to wos wakat hm baree lot lagaty hein aor haem bohat ziyada lose hotaa hai.
                      • #1706 Collapse

                        eitemaad Forex tradings amen hmary ley theik ha, mgir ziada khud eitemadi hamin loss ke traf lei jaata ha, hm jaladi mein wrong orders lga letey han or lsaoe hao jaata hae
                        • #1707 Collapse

                          meree aqael kee hisab se kee Forex tradings ki karobar ki ley eitemaad to good ha, lykin iss karobar mein ziada khud eitemadi honaa loss de ha, aor ziada khud eitemadi hm tb hoty hein jb hamaa lesaa fadee thoraa buhut munafa milni lgta ha, aor hm iss bat ko bhaol jati hein ki Forex tradings kaa karobar kitnaa risk ha
                          • #1708 Collapse

                            Jee bhai mein itefaq aap ke saath aur traders over confendance hao jati han zeydaa tr jiss kee reasons say an ko thik say soch nhi ati aur woh lose kr jati han jub kee very good traders kbhi over confendance nhi hotay aor her job attention say aor skaon say krty hein.
                            • #1709 Collapse

                              bhai Forex me confedance aur over confedance mein ye farq hotaa ha, jb ap ki trading s lose he lose mein jaati rehtee hen to app over confedance hao jatey hao aur ap ko apnay opaer ehtaeamad hotaa ha, to app 1 achee trading krty hao jiss mein ap ko good profits hotaa ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                Bhai confedance honaa behtar baat hai, iss say aap ko tradings karneey may aasani hooti hai, mager over confedance honaa bhaot khaetarnak hot hai, iss say aapko bhaot loss othana parjataa hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X