Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    je confidence or over confidence dono he alehda alehda hen confidence me aik tarhan ke ajezi hoti he or khud per or Allah per bharosa hota he jab ke over confidence me aik tarhan ka gharoor a jata he ke me ye ker sakta hon or sirf me he ker sakta hon or koe nahi ker sakta is ko over confidence kehte hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      Confidence to buhat zarori hy aur is sey apa ko profit hasil hota hy lekan over confidence buhat dangerous hy aur is sey aap ko loss ho sakta hy. Jitna profit aap ko asani sey ho raha ho us ko accept kr lena chaheye aur ziada lalach nahi karna chaheye. Yeh aik risky business hy. Aaj aap ko profit ho gia to kal ho sakta hy aap ko loss ho jaye.
      • #1548 Collapse

        confidence ki forex mia bohta importance hia .forex ak bohta he acha busianess hay q k as ma hum ko loss b hota hay ou porfit b hote hay kicha log to palie trad par loss ho jatay hay q k as ma kam karta wqao experince ou knowledge ke zada zoria hote hay.
        • #1549 Collapse

          aik paka confident ka pako fadia ye hota hai kay apki j bi tarding hoti hai is ka apko acha hi result milta hai likin jub ap aik overconfident ki taraf jatay hai t apko is ka ult hi result milta hai
          • #1550 Collapse

            Sir forex may jab ap logon ko acha profit milay to us may ap nay confidence ko show kerna hota hai or jab loss hota ho to ap logon ko over confidence nahi dekhan chaiye issy apko loss bhi ho sakta hai thank u
            • #1551 Collapse

              We can say that thosecare confidence and they aregood work and successful. So that thosecare over confidence and they are face the loss.
              • #1552 Collapse

                daily earning hone pr ap over confident ho jate he. jb ap nai trades open krte he jo ke nuksan me jati he aur trader apna profit loss kr bethta ha. confidence bohat zarori ha jbke overconfidence sehe ni.
                • #1553 Collapse

                  if you will say that i will achieve my targets with my knowledge and hard work then it is your confidence but if you are saying that only i can do this and i will achieve my targets anyway without any problem then it is your overconfidence
                  • #1554 Collapse

                    bandy ko hamesha simple hi rahna chayay kun key pehle wo bhi unexperience hota ha or bad main experience anay key bad bhi us ko wasa hi rahna chayay kun key jis tarha wo is makam per ja sakta ha usi tarha wo usi speed se nisay bhi gir sakta ha bandy ko hamesha apna past yad rakhna chayay or apny paon ko zamen per hi rakhny chayay.
                    • #1555 Collapse

                      forex tradin mai logon ko confidence tu hota hy jis sai wo profit be gain kerta hy lakin koch log is cofidence sai bohat zaida over ho jata hy or wo bohat zaida risk le laita hy jis sai unko bohat zaida loose ho jata hy
                      • #1556 Collapse

                        Yes jab hum forex me trading karty han to bhot se trader loss hone ki waja se overconfidence ho jaty han unki ye galti hoti hai unko confidence se he kam lena chaye chaye usko profit ho ya pher usko loss ho
                        • #1557 Collapse

                          forex trading business me confidence hona bohat zaroori he lekin over confidence ho jane se ap apne profit ko bhi loss me convert ker lete hen ap jitna bhi profit earn ker lo yad rakho ap ko analyse kiye bina trade open nahi kerni he
                          • #1558 Collapse

                            assalam o alikum my dear forex friends, app nay bohat hee achhay point kay teeraf ishara kia hay kay confidance ore over confidance may farq kia hay confidance bharri achi cheze hay ager yeh app may na hu tu app dunyaa may her kaam may peechay rahian gay trade ka time app say mufat may nikal ji ga ore over confidance banday ko dhabboti hay matlab yeh kay app ko jo profit mil raha hota hay uss per saber ki bajai app oree lalach kertay hay jiss ki waja say loss ho jata hay.
                            • #1559 Collapse

                              ager ap koe kaam behter tareeke se ker sakte he to beshak ap ko confidence se kaam leina chahiye lekin ager ap ko kisi kaam ke bare me kuch khas maloomat nahi he lekin phir be ap over confident ho ker wo kaam kerte he to ap us kaam me nuqsan uthaen ge so humesha confident ko sahe jaga use kerna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to humain is main confidence kay sath kam karna ho ga ta kay huamin trading main koi mushkil nai ho or huamin is main achy say profit ho saky or huamin is main loss nai ho or huamin trading main success hasil ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X