Difference Between Confidence & over confidence in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    confidence is very importnt before start trading because confindence lead one to success because he is 100 % sure of what he is doing his decisions are correct and according to his plan which will lead him to gud earning and overconfidence is surely is the first gateway to give birth to greedness so over cnfidence hona achee baat nai insaan araam se soch smjh kr kaam kare wo hamesha kamyaab rahega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      • #828 Collapse

        forex par confident hona chahye over confident naheen hona chahye overconfident ho kar loog greedy ho jaty hain or bohat c mistakes karna shuru kar dyty hain jis say unheen loss ho jata hay unheen chahye k overconfident na hon or apna kaam bhtar karain or profit kamaiyn,
        • #829 Collapse

          aik trader ko chahiye ke hard work karta jae apne experience ko barhae practice kare aur jab real trade kare to confidence ke sahe istemal ke sath trade kare na ke greedness show kare ke paise arahe hai mjhe ma aur ziada trade karo to ye overconfidence dangerous sabit hosakta hai.
          • #830 Collapse

            g han bahi ap ny bohut achi baten ki hy mery knowledg mein izafa hua hy mein is forum pe posting karta hun to is mein mugy kafi kuch sekhny ko bhi milta hy is mein trading mein kabi bhi overconfidenc k sath trading nahi karni chahye.
            • #831 Collapse

              confidence aur over confidence dono mein zameen aasman ka farq hai. agar aap confidence ho kar work kartay ho tau aap ko faida hota hae hamesha lekin agar aap over confident ho kar work kartay ho tau aap ko kuch faida nahi hota.
              • #832 Collapse

                dekhain g forest trading k lie confidence bhi zarury he ap confidence se trading karain to zada faida hota he lekin overconfidence hojana theek nahi he k jesay bazz trtaders ek hi jhatkay me kafi profit kamaletay hain aur phr wo overconfident hojatay hain k hame to prfoit hi hota he lekin jis tarha ap ek lamhe me itna zada profit kamaosatay hain wohi ek lamhe me loss me bhi jasakta he
                • #833 Collapse

                  Bhai jaan meri nazar me confidence aur over confidence me yahi farq hai ke hum me jab tak confidence hota hai hum tab tak achi trading karte hain aur acha profit gain karte hain lekin jab hum over confidence ho jaate hain to hum me emotions greed sab kuch ajaata hai aur hum loss karne lag jaate hain.......
                   
                  • #834 Collapse

                    jnab,,,,,is mai insaan ko chahye wo bilkulbhiover confidence na ho jnab,,,,,,,q k is mai agr wo esa kary ga to phir loss hi ho ga jnab,,,,,,,,,,,or khuch nahi ho ga jnab.......
                    • #835 Collapse

                       
                      • #836 Collapse

                           
                        • #837 Collapse

                          I made my way to the back room, stopping briefly to say hello to Carl, who was seated in his usual spot at the end of the bar
                             
                          • #838 Collapse

                             
                            • #839 Collapse

                              Confidence achi chez hai lekin over confidene buri chez hai forex trading k liye.. over confidence ki waja se insan se ghaltyan hoti hain aur jis ki waja se trader ko loss uthana parta hai..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                Confidence hona acha bat ha but agar hu apna Confidence ka stah over Confidence ho jaian ga tu hu jitan acha kam Karna wala hio hona tu over Confidence ki waja sa sab bbhool jaian ga our loser kehyan ga forex main ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X