Difference Between Confidence & over confidence in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    Aik trader confidence hona chiye.. Yeh must ha trading main.. Is k bina koi bhi risky faislay nhi le skta trading main.. Lekin aik baat k dihan rkhanay ki zaroorat ha trading main over confidence buhat hi khatanak cheez ha.. Jaha confidence faida deti ha waha pe over confidence admi ko destroy kr deti ha..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      confidence hona ak achi cheez hay par zayda taar log overconfidence ho jaytay hay forex trading may jab wo apna daily traget achive kar laytay hay or yr he un kay nuksan ka sabab banta hay or wo loss kar ja tay hay
      • #813 Collapse

        yes brother app jo keh rahay ho haqeeqat hai kuch log to apni pehli trade main he over confident ho jatay hain aur aisi trade kartay hain kay un ko loss ho jata hai humain trading k doraan over confident nahin hona chahiye.
        • #814 Collapse

          Assalam o alikum Dear friends forex me confidence ke bhot zarurat he magar forex me over confidence ki bilkul zarurat ni he ku ke over confidence se hamay bohat nuksaan ho sakta he hamari trading me hamay loss bhe ho sakta he...................
          • #815 Collapse

            the confidence is the essential for the trading but the overconfidence is not the good for the trading if you will trade with the overconfidence then you cannot get the success in the forex that is why trade with the confidence
               
            • #816 Collapse

              ji han bilkul confidence achi chez hai lekn over confidence bht buri chez hai jb traders achay experiance k sath achi tarh trading krtay hain aur acha profit gain kr rahay hotay hain roz aik target pora kr rahay hotay hain to us k pechay unka confidence hota hai jo wo soch samajh kar achi tarah kr rahay hotay hain lekn jaisay hi un k mind me ye bat ajai k ab to hum perfect hogai hain aur phr is tarah wo zayada focus kiye bina hi jald bazi me trade lagatay hain k ab to hum perfect hai yehi over confidence hota hai jo k bht buri chez hai is se loss hiota hai bht..........
              • #817 Collapse

                yes exactly.. this thread is very knowledge gaining for the newbies of Forex forum.. yes confidence is very very good for us and it can lead us towards success, but over confidence is the road to decline.. so be confident but not be over confident..
                 
                • #818 Collapse

                  well hamare pass jitna knowledge ho hamko wese hi trade karni chahiye agar ham market ko samjte hen toh hamare pass confidence bhe acha ho ga or jab ham apne knowledge se bar ke sochte hen toh over confidence me insaan aa jata he or phir aese he ham boht mistakes karte hen or loss bhe uthate hen jabke forex me wahi log kaam kr paate hen jo apne emotions ko control me rakhte hen or sabar se trade karte hen
                  • #819 Collapse

                    bhai mai ye samjta hun kai confidence or over confidence mai faraq ye hai kai confidence sai hamm kamyab hotain hain or over confidence mai hamm nuqsan utha saktay hain .......
                    • #820 Collapse

                      confidence ki forex main bohat ehmiat hai or is ki waja se hamra work bhi accurate hota hai lekin hame kabhi bhi ovreconfidence nahi hona chahie kun ke is ki waja se aek trader apne hosh kho beth ta hai or loss karwa leta hai
                      • #821 Collapse

                        Jee bhai jaan sahi baat hai ap ne kafi achi malomaat share ki hai hume trading ke doraan overconfidence se bachna chayye hume sirf cofidence ke sath hi trading karni chayye.......
                         
                        • #822 Collapse

                          Yupp dear you are right and i am fully agree with your posts... because Confidence is good but over confidence is very bad for forex trading and due to this mostly people do mistakes and at the end they have to face the losses.. It is the big difference between both emotions.......
                          • #823 Collapse

                            dear forex aik serious business hai es mai confident ki buaht zarorat hai aur ager confident na ho to trading karna impossible hai ..lekin ager aik trader overconfident feel karta hai to ye un ke buaht worst hai es se wo loss kar jata hai
                            • #824 Collapse

                              confedence aik bhoot achi cheez hay jis se hums b succesfgul bn skty ahyn ,o over confedence se hums b si ami barbaad ho skty ahyn .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                in forex ager aaap confident hain jbhi aap profit earn ker sakty hain .. forex trading me aap ka confident levl normal hona chahye na tou aap ko less confident hona chahye or na hi over ye dono hi aap key loss ki waja bnty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X