Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    yes bro forex mein kaam karne ke liye aapna mind hi ban ker chlna parta ha to aap phir hi iss mey good earning earn ker sakte han kun ke forex aek boht hi great bsuienss ha aur aapki advice boht hi nice ha kun ke hum jiss pe kam kr rhe han uss ko disucuss keren ge to age ja payen ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
      Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

      Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

      Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

      Yeh meri advices hain ap k lye.
      Jee haan bhai jaan bilkul agar hume forex par kaam karna hai to hume apna mind banana ho ga ke hume forex ko kafi ache se learn karna hai is kaam me hume klhoob mehnat karni hai.......
         
      • #1008 Collapse

        ji haan achi baat kahi ap ne ke hamain apna ming bana lena chiay kiu ke hum agr essa karain gay to hum kamyaab hogay is kam mai. mind bana lena chiay kiu ke hum is se ready raha karain gay k hamain ia kran hy
        • #1009 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas123 پيغام ديکھيے
          dear me apki bat se balkul agree karta ho aap ne boht achi bat ke he or waqii he ager forex trading me usccessfull hona chate ho tu as kelye zorri he ke apke pas zeyda se zeyda knowledge or exprencess hona chaye ta ke aap achi se achi trading kar sko
          Jee haan bhai jaan sahi baat hai agar hume forex me success hasil karni hai to hume is kaam me ziyada se ziyada knowledge hasil karna ho ga aur is kaam me kafi mehnat karni ho gi.,,,,,
           
          • #1010 Collapse

            o janab g ma tu ap ki bat sy agree karti ho or sab ko ye bolo gai k apna mind bana lo k tum successful trader ban sakhtye ho or tab tak forex ma hard working karni hai juab tak success na mila.
            • #1011 Collapse

              G mene forex trading ka irada kia hey or mey har jaga sey trading k bare mey information akata kerty hu.wese be apna koi khandani business nahi hey to forex ko apna business bana lengey.
              • #1012 Collapse

                g han ap ny thek kha hai forex pak k andar humey mind bna k h anna chaye q k is sy humara mind har chez k liye ready ho jata hai soo ye sab to lazmi h hai forex pak me.
                   
                • #1013 Collapse

                  thanks for this post bro.... i have learn fron it
                  • #1014 Collapse

                    yes absoulutely if we have to trade successfuly so bwe would have to get all of knowledge about forex befor we satrt trade and wfter that we should practice on demo untill we learn well
                    • #1015 Collapse

                      mje apki bat bht hchi lagi main apka thanks krti hun ap itni hchi advice share krty hain ju k bht hi best hai sb k lie so plz ap sab apne seniors ki rai pr zarur amal krain kamyab rahain gy life bhar k lie
                      • #1016 Collapse

                        teak kha hy ap ny agr ap ka trading krny ka irada hy to phr ap apna mind bna lo or trading ko start kr do qun ky forex trading my ap ko agr achi trading krna hy to phr ap ko apna mind to teak krna pry ga agr ap ky mind my profit ho ga to phr ap ko lazmi mily ga
                        • #1017 Collapse

                          gee haan bhai . ager aap nay forex trading jesay bray international online buessiness main ana hai to sub say pehlay aap kay pas is online buessiness ka knowleege or experience hona chahye
                          • #1018 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                            Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                            Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                            Yeh meri advices hain ap k lye.
                            jahan tak baat he mind banany ki to isme main problem ye he k hum sab loog as a trader jab is ko join kerty hen o us wakt hamara mind bana hota he k hum isme kaam ker k pesy earn kren ge lekin jab hum is me loss uthaty hen to phir hum foran hi is ko chor dety hen is liye hum isme kamyab nai ho paty hen
                            • #1019 Collapse

                              aj apna mind bna lo mery bhai k hum ne is forum me agy agy or agy barhna hai to mahnt sy kam lo apna axperians use kro or apna frofit bnao jub hum mahnt kren gy to aik din zror kamyab hun gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: qazirizwan
                                bahi main apki is bat ko agree kerta ho .is business main jin trader ko be loss hota hay.wo is liya he hota hay.kay wo trader is business ko achi tarha say learn nahi karty hai .or na he is business main un ka experience itna acha hota hay.is liy wo is business main rah jaty hai.is business main earning kay liya ap kay pas is business ka acha knowledge and good experience ka hona buhat zarori hota hay
                                aap ki ye baaten parh k to maza aa gaya itni achi aur tafseell se har baat batai hai aur ye bilkul thek hai ye koi chota kaam ni hai yahan dimagh ko hazir rakh kar kaam karna parta hai aur main ghalti karne per kisi bare nuqsaan ka bhe saamna karna parr sakta hai is liye pehle in cheezon ka seekhna bohot zaruri hai aur us k baad he kaam kiya jae to better hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X