Apna mind bana lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    hamain jab bhi trading kerni hoti hai forex market men to hamain dicipline ka ka podhyan dena perta hai jis se hamain trading men loss nahi hota hai or ham aci trading ker lety hain or profit kama lety hain yehi better hai .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      dear apna zehan bana liya hai k ab kya karna hai. pehle to learning krni hai or kisi senior ko apna teacher maan kr uss sy seekhna hai k trading kesy karty hain phr ahista ahista apny hath sy trading krni hai or zehn azmaana hai in sha ALLAH ahista ahista kamyaab bhi ho jayein gy.
       
      • #258 Collapse

        bhai ap na har new member k liyea aik achi thear post ki ha or main na bhi yahi mind banaya ha k main forex ko isi trah sa sekhonga jis trah sa ap na theard main zikar kiya ha or phir main dosron k sath bhi share karonga ta k mari learning or bhi ziyada mazboot ho jay.
        • #259 Collapse

          forex ka business start krna sa phla ap ko in sab baton ko mind ma rakhna cahea k ap ko bht si mehnat krni ha is market ma ana k bad ap ko bht sa learn krna or ya b k ap ko bas oqat bht sa loss b bardast krna par jta ha but agar ap successful hona cahta han to ap ko in sab raston sa guzarna hoga to get success in life
          • #260 Collapse

            Thanksa lot for this detailed and informative thread.i would definitely try to follow your instructions and hopefully become a successful trader.
            • #261 Collapse

              trade start karnay say pehlay aik trader ko apna mind bana laina chahiyay kay uss ney aik din mai kitana earn karna hai jab woh inn chizo par nazar saani karay ga tu aik din kamiyab ho hi jayay ga
               
              • #262 Collapse

                wah bhai wah ap na to new member hi nai balkay sab k liay information da di or sab ko yaad dila dia k ya ya kam sekhna ha or is is kam pa prectice kerni ha , so thanks , ap ki batan bilkul sahi hane ager forex mane kamyaab hona ha to irada hi nai haman is iraday pa amal bhi kerna ho ga , takay ham kamyaab trader ban sakan
                • #263 Collapse

                  Yes of course my dear brother.Forex trading business mein learning bhot important hai is liye humain zayada say zayada learning kerni chahye.Learning is batter then earning.Forex trading business aik bhot best online business hai.
                  • #264 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                    Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.

                    Seekhnay k lye forex basic say shru karo, jis may yeh pata ho k actually forex hay kia aur ko kia kaisay jaye. Us k baad yeh seekho keh meta trader ko use kaisay kia jaye, aur strategies kia hoti hain, phir yeh seekho keh meta trader may kon konsay options aisay hain jo bohat kaam k hain, phir demo account banao aur us par practice karo, seekho sab say, jo kuch bhi seekho wo demo accounts par lazmi practice karo. Aur mumkin ho sakay to dosro say bhi share karo, kyo keh share karnay say learning aur mazboot hoti hay.

                    Is k baad ap indicators ko learn karo, aur sath may yeh bhi seekho k strategy build kaisay ki jaye.

                    Yeh meri advices hain ap k lye.
                    ji han ap ny bilkul thek kaha hy k hamen forex trading mein apna mind possitive rakhna chahye tab hum forex mein successful trader ban sakty hain, or hamen apny mind ko hamehsa fresh rakhna chahye or usky bad forex trading karni chhaye o relax ho kar karni chahye.
                    • #265 Collapse

                      forex mai her wo person km ker sakta hai jis ko forex ki basics or net use kerna ata hai ku k forex maii ager per koi demand nahi hai or na he is mai education per koi reqiremnt hai b nahi hai forex mai kam kerny k liy apko sirf frex basics ka pata hona zariri hai us k bad ap jub damo mai prectice kerty hai to is mai apka knowlge b increas hoa hai or exeperince b is liy is mai her koi sani say kam ker sakta forex is 4 evey one
                      • #266 Collapse

                        yes that is the right that we should make the mind that the forex is not the easy way of getting the success for the success in the forex we should have to work hard and hard then we will able toe collect the profit otherwise we cannot make the profit
                           
                        • #267 Collapse

                          ji bilkul forex me se earning he sb kuch nahi blke knowledge or attention dono zarori hen or apne bilkul sahi kha he ke pheley apna mind banalo phir training shro kro or es me hardworking bhi bot zarori he
                          • #268 Collapse

                            yes of course right my brother if we want to earn and if we get rich ourself so we have to learn more and more, and also we need to make more time hard working and struggle, and also we have to make ourself disciplined before the trade then we can get or expect the success from forex.
                               
                            • #269 Collapse

                              dear me apki bat se balkul agree karta ho aap ne boht achi bat ke he or waqii he ager forex trading me sccessfull hona chatey ho to is kelye zorri he ke apke pas zeyda se zeyda knowledge or exprencess hona chaye ta ke aap achi se achi trading kar asko.isi liye to pak forex best hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                dear ap na to new member hi nai balkay sab k liay information da di or sab ko yaad dila dia k ya ya kam sekhna ha or is is kam pa prectice kerni ha , so thanks , ap ki batan bilkul sahi hane ager forex mane kamyaab hona ha to irada hi nai haman is iraday pa amal bhi kerna ho ga , takay ham kamyaab trader ban sakey. forex mai her wo person km ker sakta hai jis ko forex ki basics or net use kerna ata hai ku k forex maii ager per koi demand nahi hai or na he is mai education per koi reqiremnt hai b nahi hai forex mai kam kerny k liy apko sirf frex basics ka pata hona zariri hai us k bad ap jub damo mai prectice kerty hai to is mai apka knowledge increas hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X