Kia Indicators hume loss se bachate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bilkul indicator hamain loss say bachata kay ,ideas provide karta hai hamay pehlay say hi bata deyta hai kay yahan galti maat karna.aik tareekay say acha hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      indiactaor hame loss sy bachata hai lekin ap ko woh itna loss ni kerwa ager ap forex main theek indiactor use ker rhe hn or indicator per ap ko trust ho to ap forex main acha profit earn ker lain gain easy
      • #198 Collapse

        haan such hai ke hume ese kafi profit mil sakta hai ku ke hume ye pata chalta hai ke markit up hai ya down likn janab agar hume indicators ke bagar karte hain tu hume tu zada behtar hia mera mana hai.....
        • #199 Collapse

          merey khayal sey indicator aap ko loss sey nahi bacha sakta kio key indicator aap ko sirf sell ya buy key lye indicat karta hey chunkey trade aap ko khud leni parhey gii jis sey aap ko profit ya loss trading sey miley gii
          • #200 Collapse

            han g indicators hamari kafi had tack help karty han magar yah kafi dafa loss bhe karwa daty han is leay sirf in par he bhrosa ni keya ja sakta is sy loss bhe bhot zayda hota ha is leay indicators ky bagheir bhe is ko dakh ky he kam karna chahy
            • #201 Collapse

              g bikul indicator hmy los sa bucah sakkta ha indicator hmy kuch new ideas data ha agr hm in ideas ko foolow krn to trding ma los sa buch sakty hyn
              • #202 Collapse

                mera bahi indicator ap ko bahot loss sa bacati ha kunka aj kal is tara indicator aya ha ka vo 100% grantee wala ha vo loss kabi nahi karwaya ga ap har waqat profit he profit ho ga liken kabi kabi kuch trade hold par lagana ho ga
                 
                • #203 Collapse

                  brother indicators humko market ke trend ki info dete hain baki loss se hum safe tabhi hote hain jab humko forex ka zeyada knowledge aur experience ho jata hai tabhi humko forex mein achi profit aur low risk par trade karna aa jata hai
                   
                  • #204 Collapse

                    daikhy indicators hum ko ye btaty hain k konsi time pe trade kam ya zyada ho skta hai ye sirf indicate kr skta hai aur g han ye kafi helpful ho skta hai agr ap soch samj kr is ka istamal krn aur phr is k mutabiq trade krn.
                    • #205 Collapse

                      my brother indecater use karne ka bohat faida hota hai . is ka sab se bara faida ye hita hai k insan loss se bach jata hai . ziada loss nai hota . is ka ye bohat bara faida hai .
                      • #206 Collapse

                        indicaters hmare boht help karty hai indicater humain past main market ki sorat hal batate hai aur batate hai ka age kia ho skta hai is trha hum loss se bach jate hai
                        • #207 Collapse

                          dear indicators ny aap ko loss ya profit sy nahiin bachana. bal k ye aap k ooper hai k aap indicators ko kesy use krtay hain. agr to aap ko indicators ki mukammal samjh aa jati hai to mumkin hai k aap loss na karein. lekin aisa hota nahiin hai. bs khud samjh boojh k sath kaam krna chahye.
                          • #208 Collapse

                            forex is great job Indicators will help us to saving our money forex good for those people have forex great job for you people can work as a part time job
                             
                            • #209 Collapse

                              The indicators are very useful, and you can easily earn a few points through indicators ... but can not make free trade risk indicators ... just because you give the right direction-indicator lamps on the market ... and then depend on the experience of how to set goals.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                bhai bohat se indicators bohat kam ke hote hai aur ap ko bohat help krte hai trading mein jese ke support and resistance ke indicator ate hai jo ap use kr sakhte hai ap ka kam is se asaan ho jata hai aur kum time use hota hai lekin kuch log bohat hi zyada indicators pe dependent hote hai jis se un ke charts over complicated hojate hai aur kuch clear nhn hota jo ke risky hota hai kafi log kum indicators use krte hai jo zarori hai mere khayal mein hame wo hi use krne chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X