What you do to control your emotions during trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex trading kerte waqt hamme apne emotions ko control kerna chahiye kyun ke jab hum emotions ko control ker ke trade karenge to hamme zyada se zyada profit hoga agar ham emotions ko control karenge to kam se kam loss hoga or achi earning hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      main to jab bhi trading karta hon bas apnay demag mein aik target rakh leta hon aur wo target hota hai to control emotion and do trading with sens ap sab traders ko bhi isi rastay ko follow kartay huye he trading karni chaheye
      • #168 Collapse

        ye bht hi muskil kaam hai jab ap trading karte ho tu ap ke emotions bahir a jate hain aur ap os time kuch na kuch gulti kar dete ho jis ki waja se humien loss hona start ho jata hai humien chiya ke saber se kaam len aur apne emotions ko control karen ta ke koi gulti na ho
        • #169 Collapse

          gee han dear bhia hamy forex mian trade karty waqt apny emotions ko control mian rakhna chachye isy say to ham kamiyab ho gay ise tarhan hamy forex main loss nahi hoga agar ham apny emotions ko control main rakhy gay to
          • #170 Collapse

            forex trading main emotions ko control karna buhat hi mushkil hota hay lakin aap ko tade lagane se pehlay market ko achi taran analyse karna chahye aur phir trade karni chahye aur phir jo bhi hona ho wos par pareshan hone ki zarorat nahi hay
             
            • #171 Collapse

              well i do control my emotions so that i can not get lost. that is very necessary for the traders to control their emotions otherwise they would not earn the money and only reran the loss. so i do control the emotions by just concentrating the bright side of the view.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: altaf shah پيغام ديکھيے
                My question to all of you that every one says that during trade have to control your emotions so i want to know that how you all control you emotions, what you all do to control your emotions during trade please share with me.
                dear hamen trading kartay wakat sabar o tahammal say trade karni chahye , to ham apni emotions ko qabu me rakh saktay hain , isi tarha hamen trade kartay wakat greed bilkul nai karni chahye q k is say hmen loss honay k chances hotay hain
                   
                • #173 Collapse

                  dekhen me to hameshe yahi bat khti hon ke greed emotion hamari skill ko kam karte hain then phr hamara losss hota hai to plese wo kam na karen jis se khud ka nnuksan ho plzz emotion control karen..
                  • #174 Collapse

                    dear sir main apny emotions ko is trah controll kar sakta hu k main sirf apny work ki traf twaja du aur apny kam ko aik kam samjh k hii kru to emotions ko controll kia ja sakta hai
                    • #175 Collapse

                      mara kheal sa emtions ko control karna ka lia hama trade technically karni chaea jab ham trade technically kara ga to ham zada acha sa realize kar la ga ka ab price kidar jai ga.
                         
                      • #176 Collapse

                        ji ha hmay forex trading ma apnay emotions ko control rakna cheay iss ma pastaway ke koee jga nahee ha aur sabar say kam lena cheay tkay app such samaj kae theak time per trade open kar sakay.
                        • #177 Collapse

                          emotion par kaboo rakhana bohat zarori hai kun kay iss say app ka demage divert ho ga aur app trade ko samjhtay howay nahi kar saktay
                             
                          • #178 Collapse

                            agar hum forex main achi trha se knoweldge aur experience ke sath work kartey hain aur forex ko fully learn karke is main trdae lagatey hain to phir hum is main zaroor apne emotions ko easily control kar saktye hain.
                               
                            • #179 Collapse

                              dear this is very important problem any traders q ke i think ke 95% trader sirf sirf apne emotion ki waja se ha loss karte hain r during trade hm is ko control nai kar sakte hain sirf aik he tareqa ha ke hm apna lot size bohat he kam rhke bs is ke alwa r kuch nai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dear forex m tu loss hota hi rheta h but rpofit bhi hota h lakin humey apney emottion ko control m rakhna chaiaye tky hum hor zayda los sna kar kjae is se hamri trading m farq ay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X