What you do to control your emotions during trade?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    g han forex ke doran agar hum hum apny emotion par control nahio karain ge to hum galat post karna shuru kar de gain jis se hum ko loss hoga or hum achi income hasil nahi kar sakty
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      main ne bhut dafa dekh hain k Forex k business mein easa bhi log trading kar rha hain jis ko emotion ki waja se loss howa hai. jab bhi un ko profit hoti hai tu wo samjta hain k ab tu hum iss k hum ko bhut zida experience ho ga hai aur hum bhut ziada earning kar skta hian aur blind trading karta hain jis ki waja se un ko loss ho jata hai emotional ko control karna k aik he way hai wo hai profit target raka jis se hum emotional se bech skta hain.
       
      • #123 Collapse

        dear forex business me emotions ko control karne ki bohat zayada zarorat hay kyukay emotion par hi forex ki market depend karti hay agar hum sabar aur bardasht se trading karte hian to humain loss nahin ho ga aur demo account me emotions ko control karne ki practice bohat best option hay.
           
        • #124 Collapse

          bhai ye bat tu sach trade lgaty hi exitment perh jati ha or dil cahta ha k foran trade profit dy dy halan k aisa nahi hota trade lgaty thoray pips tu market hmary against jati ha laikin wapis ajati ha ager epxerience or news ko dekh ker trade ki jaye jab ma motions ko control nahi ker pata tu ma trading platforum close ker k movies vgair lga lyta hon fb per games vgaira khel ker apna time spent kerta hon
          • #125 Collapse

            forex trading main emotions humari trade ko nakaam bana dete hain isi liye humain profit se ziada loss ki fikar karni chahiye aur koshish karni chahiye kay aisi trade open karain jis se loss kam ho ager loss control ho gaya to faidaa hai.
            • #126 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: altaf shah پيغام ديکھيے
              My question to all of you that every one says that during trade have to control your emotions so i want to know that how you all control you emotions, what you all do to control your emotions during trade please share with me.
              dear profit or loss to business ka part hotay hain hamen , trding kartay wakat agar khuda na khasta loss ho jata hai to hamen dil chota karnay ki bajaye or bajaye is k ham hyper honay lagen , ham sabar or itminan or tahammal ko samnay rakh kar hi trade kartay wakt apni emotions ko kabu mai rakh saktay hain
                 
              • #127 Collapse

                koi bi kam ho ap agar jazbaat se karen ge tu ap ko nuqsan bhe ho sakta he but agar ap samajdari se karen tu ap jeet sakte hen our forex eak esa bussness he jis me hoosh ki zarorat hoti he agar ap jazabti ho k karen ge tu ap ko bohat loss ho sakta he is liye na tu greedy ban k na hi emoshnal ho k forex me treding karen balk apne expiriance se karen tak apko acha profit mile
                • #128 Collapse

                  if you necessary to controller your emotions and avaritia in switch then you bang to create a emotion that faculty narrate that do not place solon otherwise you will recede your money we say that revere is not satisfactory but esteem can forbid from bid to us so dread si virtuous in trading when rapacity is big on your thoughts and fear entireness for you and you i also interact
                  • #129 Collapse

                    actually it is really very complicated and difficult thing to me...so guys...i want to know that how can you guys and traders control your emotions during trading...?
                    mujhy bi apny ideas aur khaliat share khajiye...i wana know about it...
                    • #130 Collapse

                      mah ap ko yah karna chta ho kah agar ahmy yah ka achi kam ka bar m ap ko batna hota ha yah ak achi hota ha kyo ka yah ak chi kam ka bar ma p ko bat sakta ha as ma.
                      • #131 Collapse

                        good brother agar apnay mind ko control hi nahi kar saktay ho tu kiya trading kar sako gay trading may agar ik bar loss howa tu insan moqa dodta hai next step k liyeh k agar may kiya karonga our kesay apnay loss recover kar longa brother forex trading may sub say best point ko uta liyeh hai ap nay broth
                         
                        • #132 Collapse

                          mai apnay jazbat par kaaboo rakhtay howay trade ko sahi tarekay say samjhoo gi .apna proper mind lagayoo gi phir trade karoo gi emotions ki koi zarorat nahi hai trade mai
                           
                          • #133 Collapse

                            dear emotional aik asa problem ha jo har new trader ke liye aik bohat bara problem ha r 90% new trader is ki waja se apna account wash kar jate hate hain is liye une chye ke wo demo mein zhada se zhada work kare r is mein apne emotion ko control kar sake
                             
                            • #134 Collapse

                              Forex trading main jab hum achi trha se knowldge aur experience hasil karne main kamiyab ho jatey hain to phir hum forex main apne emotions ko fully control kar saktey hain aur emotions ko avoid karke hum achi trha se trading kar saktey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                pehli bat to yeh hay k mujhay samajh nahi ai ap kis kisam k emotions ki baat kar rahay hain bhai lekin jahan tak mera ilm kehta hay k forex mein 2 hi tarha k emotions hotay hain "patience" aur "greed". to patience ko zara increase kar k greed per qabu paya ja sakta hay araam say.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X