What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    humey achi income hasil karne ke liye apne emotions ko control hi karna ho ga or ghar kharch me asani lani ho gi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Forex main emotion ko to control karna hi parta hay kun kay is business main agar ap nay apnay emotions ko control na kia to samjho apki trade gai lose main.maray pas aik idea hay emtion ko control karnay ka or wo ye hay kay long term trade karo or trade laga kar terminal band kar do.
      • #108 Collapse

        main iss bat ko apne zehan mein rkhta hoon ke agr mujhe buht acha trader bnna hai to mujhe apne emotions pe control krna ho ga aur agr loss nahi krna to bhi apne emotions pe control rkh ke trade krna ho gi ye mujhe buht help krti hai
        • #109 Collapse

          sab ki batan bilkul theak hane mane agree hone per jis waqt ap trading ker rahay hotay hane us waqt ap ko jazbaat pa kabhi kabhi cuntrol nai rehta or bit lagatay hi ja rahay hotay hane , lakin aysa nai hona chahiay ya nuqsan day ha , please cool mind
          • #110 Collapse

            Main apne emotions k sath compromised nahe krta, mtlb k trading k waqt mery emotion se ziada mera dehan mery andr self confidence per hota hai q k main jab trade open krta hon pehle se mind bna kr bethta hon k kab kya krna hai , so planing k sath trade krta hon aur emptions ko control main rakhta ho aur inki waja se mujhe wese koi problem b nahe hoi kabhi isse yeh hai k ap loss hone se bach sakty hain
            • #111 Collapse

              bhai jo trader apni trading main emotions ko control kerna sekh jata hay.wo is business main kamiyab ho jata hay.kue kay is business main trader ko loss hi tab hota hay.jab wo is business main emotions main a ker koyi rong trade ker dayta hay.jis ki waja say us ko is business main loss ho jata hay..
              • #112 Collapse

                sahi baat hai humein apne emotions pr qabo pana boht zarori hai hum apne emotions pr qabo pakr hi forex me achi income earn kr sakte hai or kafi loss hone se bhi apne ap ko save kr sakte hai but agr hum ne esa na kiya or apne emotions pr control na kya to hum boht zyada loss hasil kr satke hai is liye emotions pr control boht zaruri hai
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: altaf shah پيغام ديکھيے
                  My question to all of you that every one says that during trade have to control your emotions so i want to know that how you all control you emotions, what you all do to control your emotions during trade please share with me.
                  brother jesa k ap ko malum hai k forex 1 business hai or business mai losses or profits hotay rehtay hain ,or agar ham loss honay ki surat mai apni emotions ko control nai karen gay to hamen or b zyada loss honay k chances ho saktay hain , ham forex pay itminan or sabro tahamal k sath work kar k apni emotions kop control kar saktay hain
                   
                  • #114 Collapse

                    hahahha ap apny emotion kasy control kar sakty ha ya to har koi apny andaz se hy kar sakta ha mere mashrva ya ha ap trading karna band kar dy 15 min ka lay bas
                    • #115 Collapse

                      jee han hum ko apne emoitons ko control kerna ho ga warna ap ko naqsan ka samna kerne pere ga iss lye greed fear and emotion ko apne control main rekhoo then hi ap achi earning ker skate ho
                       
                      • #116 Collapse

                        Agar aap forex trading mein new hain too phir pehlee too aap koo study karna hoo ga forex kee main topics kee baree mein jaisee fundamental aur technical analysis uss kee baad jaab thora confidence aye gaa too phir aap apnee emotions per control kar saktee hian
                        • #117 Collapse

                          dear forex main ap us waqat apny emtion ko cotrol kary jab ap is main kaam kar rahy hoty ha ur is main earning kay liye ismain is main apni better learning pass karty ha to ap koye karna chahy all time paymetn ah
                          • #118 Collapse

                            mara bhai muja lagta ha ka emotions ko control karna ka lia hama technical analyses sa help lani chaea ager ham technically trade kara ga forex ma to ham zada sa zada emtions sa bacha rha ga.
                               
                            • #119 Collapse

                              my dear forex mein ager hum success hasil karna chatein hein to humy forex mein emional ho kar trading nae karni chaheay or forex mein emotional ko control karny kay kay leay apny greed or overconfidance say bachana chaheay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                trade k risk ko bht say tarikon say kam kia ja sakta hai ap ek bar apnay zehan mein yeh bat bitha lain k zindagi mein hamesha profit he earn nahi hota sath he sath bht sy nuqsan bhe uthanay perty hain theek usi tarah jis tarah khushi or ghami ka taluq hai isi taarah profit or loss ka taluq hai or paisa hath ki mail hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X