What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Asalam-O-Alaikum to all Dear Friends main tou emotion ko aik kam ki tara ker lay ta houn takay main apnay kam ko tarteeb day loon takay mujeh aik kam k beech main khyal na ay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Dear jab mein emotional hota hon trading mein or agar signal na ho to wait nai hota trade lagany ka dil karta he, tab me apna meta trader close kar deta hon or dousray kams mein lag jata hon, mein tarha apny emotions ko control karta hon.
       
      • #63 Collapse

        well brother jab usually trend meray trade k against chala jata hai tab mein apney trade ko tp dey kar computer ko chor de tha hoon aur bahi chala jata hoon friends k saath aur khud ko enjoy karnwy lagtha hoon is tarah mein ziyada emotional nahi hota hoo kiyun k mein trend ko follow nahi kartha aur tp dey kar chor de tha hoon.
        • #64 Collapse

          main jub loss main hota hon tu main apne emotion ko rokata hon ager es time app ko emotion ko control nhn kar skte tu app ko es main boht loss hoga aur app kafi nuksan karoge so frex amin ye boht he importnt cheez hai emotional app k control main rehne chahye tu app success hasil karsakte ho
           
          • #65 Collapse

            dear friend bohat nice Q. hai ap ka friend emotion ko control kerna trade men basic education forex men he ap agar study krogai forex business k bare men tu ap ko bar bar do chezo ka zikar melega emotion greed aur over trade in teno ko control kerna boht zaroori hai aur wo k say hoga jab hum forex ki education lengay tab
            • #66 Collapse

              bhai emotions ko qaboo mein rakhnay kay liye sab say zaruri cheez hai descipline kay sath trading karna,i skay elawa greed ko apnay uper hawi na onay dein aur kabhi bhi over confident mat hon.
              • #67 Collapse

                well hamein emotions ko control mein rakhna chahiye or patience se rehna chahye because forex trading is not for emotional people..jab banda emotional ho jata hai to aksar galat faisle karta hai so hamein chahiye agr hum emotional mood mein hon to better hai k trade hi na krein
                • #68 Collapse

                  Sab se asan tarika hai logon k bad experiences ko suno or jano k unhon ne kiya kuch kiya tha apne time pe phir jab apko pata chal jaega k nuksanat kitne hain iske to ap kabhi bhi uske kareeb bhi nahi jaenge
                  • #69 Collapse

                    g yah boht zarori hai k ap emotions ko control karyn real trade k doran ap jald bazi na karyn ap yah na samghyn kise pair ke jaldi say ups and downs dakh kar k yahee time hai ap nay trade lagani hai pahaly khub janch layn phir he trade ko start karyn
                    • #70 Collapse

                      Yes in forex business we need to control our emotions during trade because when we lose in trading then we need best work and control ourself.
                      • #71 Collapse

                        me work hard karta hoon apne emotion ko control karney ke liye aisa karna parhta hai warna emotion control nahi hote iske liye achi perfect knwoledge hona bhot zaroori hai jab hi aap apne emotion control kar saktey hai my friend
                        • #72 Collapse

                          trading kay doran market ko daikh ker apnay jazbaat ko qabo main rakhan bhe bari baat hoti hay forex main hamain cahehay kay ham apnay jazbaat ko apnay qabo main rakhain aur koi aysa faisla na karain jahan per hamain koi loss ka masla paida ho
                          • #73 Collapse

                            Emotions can harm us. so it's important to control our emotions. we have to control it because we have to be success through hard work.
                            • #74 Collapse

                              Doranay trade to boht mushkil hota ha lekin humain control krna chiye q k forex me jb tak ap profit or loss 2no ko bardash krna nhi seekho gay tb tak ap kuch nhi kr skte kisi b business me to es liye apko emotion pe control rkhna chiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Main trading karty time emotional nahin hoota.start main sabhi trader kay saath essa ho jaata hai.wo emotional ho jaaty hain to is waja say loss hota hai lekin main essa nahin karta.main strategy ki base pay trading karta hun.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X