What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: altaf shah پيغام ديکھيے
    My question to all of you that every one says that during trade have to control your emotions so i want to know that how you all control you emotions, what you all do to control your emotions during trade please share with me.
    Jab main forex trading kar raha hota hun to main apnay emotions ko control main rakhta hun aur jo bhi trading karta hun wo full focuse say karta hun ta keh main koi galt trade na lga lon.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Brother emotion ko control kerna bilkul easy nai hota hai , emotion ko control kerna kuch hamare hath mein hota hai , but zaida emotion ko control sirf or sirf aik he tarah se kiya ja sakta hai , k is business k bare mein experience gain kiya jaye jaise jaise experience berhta jaye ga emotion khud kam hote jaye gay.
      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
      • #213 Collapse

        is mai app ko buisness mind say kaaam karna ho ga phirr he app ko achi tarah trade ki skills ayen ge or jab app is mai emotions shamill kar lete hain tou phirr kaaam kharaaab ho jata hai
        • #214 Collapse

          while trading we have to keep in mind that our emotion can harm our trade ,so a good trade must trade with good mood , if losing no problem keep control on your emotion for next time
          • #215 Collapse

            trading ke doran emotions ko control karna bhot ziada important hai isliye ke agar hum apne emotions ko control nai karenge to hum kabi bhi success nai hosakte woh isi tarah mumin hai ke hum aik time frame set karen aur planing kar ek tarde karen ke hamen apni itni invest lega ke itna profit hasil karna hai gar hum ziada ke chakar mai rehenge to hamen phr loss hoga kiun ke is main sar kam mind aur experince ka hai agar hum planing ke sat aur apni strategy bana ke tarding karenge to hum faide main rahenge ziada ka laluch hamen nuqsan hi dega
            • #216 Collapse

              dear emotions zyda asar andaaz to amoomi tor par tab he hota hai jab insan loss krta hai. tab mein zaati tor pr to ye karta hoon k loss honay k baad us ko sir py charhany ki bijaye sakoon sy software band kr deta hoon fb use kro ya koi or kaam krta hoon or zehn fresh kr k next trade ka sochta hoon.
                 
              • #217 Collapse

                i think agar hamen forex main achi trha se confidence hey aur hum is main acha knwoeldge aur experience rakhtey hain to phir hum is main fully confidence ke sath work kar saktey hain aur is main achi trha se without emotions ke is main work kar saktey hain.
                • #218 Collapse

                  Forex main kam karnay ke liye pehlay forex ke rules and regulations ko achhi tarah se parh lena chahiye aur is baat ka bhi zarur khayal rakhna chahiye ke ham kis forum ko use kar rahe hen aur us ke mutaliq kuya rules bane hen
                   
                  • #219 Collapse

                    i think in forex emotion is very bad for trading and i think Fx like a diversion by and by to be not kidding frequently however once in a while unreasonably loose, in any case consequently I need to make fx association united associated with playing points early
                    • #220 Collapse

                      Emotions ki to koi jaga hi nahi hai Forex trading main. aap aik order laga dete hain aur soch samajh kr hi lagain gay na. us main aap soch kr stop loss b laga dain ge to agr loss ho b jaey to aik had tak ho ga to emotions ka kia taaluk ho ga. han sabar ka daman hath se chhorne se nuqsan ho sakta hai.
                      • #221 Collapse

                        han bhai forex trading meain emotions ke bajaye zehan ka istamal zaruri hota hey aur is baat ka khaas khayal rakhna chahiye ke forex mein brokers kaun hey aur wo kya karna chahta hey
                         
                        • #222 Collapse

                          Mere bhai trading k doran emotions control karne k leye zarori hai k trading se pehle ap ne achi tarah training aur practice ki hai ap ko apni trade par confidence hai to aik bar satisfy ho kar ALLAH ka naam le kar start kar deinagar ap ne pehle na socha samja to emotions control nhi hon gy.
                          • #223 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: javed1122
                            g nahi trading ke doran hum apni emotion ko contro nahi kar sakty hain kion ke us time hum lalach me a jaty hain or galt rasta apna lyte hain
                            bhai me hamesha chotti chotti trades lagata hun un per take profit bhi kam kam he rakhta hun is lye mujhe kabhi ziada loss nahi hota hai , haan kabhi kabhi hota hai lekin me us se emotional nahi hota hun balky apni ki hui ghaltiyon ko sudhaarta hun .
                               
                            • #224 Collapse

                              ap forex trading kr nay k liye baythein tu apnay ap say commitment karein k ap nay kitna profit earn karna hay ya phir kitni dair tk online hona hay greediness ko apnay opper hawi nahi hona
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Sir jee Forex trading business mein humain trading kerte time apni emotions per control rakhna chahye ye he humare liye best hai.Forex trading business aik bhot best online business hai hum sub logo k liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X