Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

    Forex main kaaamyaab honaaaa hai to humen loss yaaa account wash ho yaaa chahay jitnaaa hi baraaa nuqsaan q naaa ho jaaaey humen jazbaaati nai honaaa chaahiye or mehnat se kaaam karnaaa chaahiye or jaldbaaazi main koi bhi trade nai lagaani chaahiye q k jitnaaa samajh kar kaaam karen gy hum utnaaa hi humen faaidaaa hogaa or kaaamyaabi k chances bhi kaaafi had tak barh jaaaen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

      g ha dear right kaha hain apne 100% agar hum forex trading main kaaam karte hain tu humhain chahiey k hum forex k busniess ko samjhy tention k sath work na kare tention hoti hain loss ki tu pher b loss hota rehta hain hasil kuch b nhe hota hain tention free ho kar kaaam karna hain forex ki merket main tention free ho kar kaaam karne wale he kamyab ho jate hain account main haar ek member loss kar skta hain agar jaldbazi k sath kaaam kare or forex ko bina learn kiye and tention k sath kaam kare tu lazmi baat hain k loss kare ga tention main wrong analysis hote hain jis say kafi loss ho jata hain
      ​Sadaf Khan
      • #18 Collapse

        Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
        dear friends aksar members ko aapane dekha hoga ki vah training ke dauran bahut jyada tension lete Hain ya nahin jab Koi trade open kar lete hain aur vah Jara sa bhi loss mein chala jaaye to vah tension mein a jaate Hain aur wapas use dauran galat decision lete hain Agar Ham sabar se kam len aur tension ko apne se dur rehke aur trading ko apne jahan ke upar sawar na Karen to hamen kabhi ismein nuksan nahin hoga aur ham bimar bhi nahin honge.
        Dear ap ne ais market mai jab analysis karny hai to aus time ap ko ais market mai relax ho k analysis karny chaye aor ap ko agar achi trade mil jaye to ais market mai laga ley ap ais market mai agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko time lagana hota hai tab hi ap ko ais market mai achi trades milti hai ais market mai ap agar tension le k koi trade lagaty hai to aus par ap ko loss hi ho ga.
        • #19 Collapse

          Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

          Assalamu alaikum dear members...
          Ji dear thek kha hai apne aisa hi hona chahiye...
          • #20 Collapse

            Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

            yeh forex business hae yeh kabhe na khatam hone wala business hae hamen cahiye ke hum is main he kam karne ke koshish kiya karen or hamen kabhe bhe is main tension nhe lene cahiye kuch log is main loss ke waja se tension le lete hain to hamen cahiye ke hum is main bas mehnat karen ache tarh se kam karte rahen take hum is main kamayb ho saken jo bhe is main mehnat zayada karta hae wo is main zaror kamayab bhe ho he jata hae to is liye tamam logon ko cahiye ke wo is main ache tarah se acha kam karen take wo is business main kamayb ho saken yeh business aik esa business hae ap agar is main jitna ache tarah se kam karte jate hain ap is main utna he kamyb bhe ho hejate hain to acha kam karen
            • #21 Collapse

              Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

              Ji bilkal jab hum koi trade open kar lain to phir hamain patience say trade kay results ka wait karna chahiye bar bar trade ko open nai karna chahiye, running loss main trade ho to courage rakhain or trade ko close na karain, balkeh apni trade per confidence rakhain, q keh price action again profit main zaroor aye ga.
              • #22 Collapse

                Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                g haan theek bat ha tension lenay se sirf nuksan he hota hay daiy basis pr prfit earn kar sakty hain aur ak achi incme bana sakty hain daiy. is main earning ki ki bhi imit nahi hai app daiy unimited earning kar sakty hain aur apni ife is main bana sakty hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                  g haan dost sahi kaha hai apny humein trading karty waqt tension nahin leni chaiye is e humein buhat loss hota hai aur agar trade loss mein bhi chai jaye tab bhi humein is mein tension nahin leni chaiye is mein agar hum mehnat karte hain toh is e hum kamayb hoty hain is mein mehnat karna humarec liye buhat zaroori hota hai trader ko is mein knowledge gain karna cjhaiye is mein zyada knowledge gain kar ke hi humein buhat faida hota hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                    G han ap bilkol thek khe rahy hain k hamin trade k doran tension ni leni chaiy worna isy hamara mind diturb hova or hum thek kam karny ki bajy mazeet misteks karen gy ager loss ho b jata hy to hamin hosly or sabar sy kam lena chaiy k agy sy hum acha kam katen gy or profit hasil kar k rahe gy ye jazba hona chaiy tension leny sy to or kam begarta hy
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                      trading k wqt agr tention li jay to bhtr decisions ni ho sky ga ar nuqsan ka khtra ho ga q k trading main apko fully confident hon chaiy ar calm mind sy decisions leny chaiy es sy insan apni nerves pe qabu rkh skta ha ar tough sy tough condition main b bhtr trading kr leta ha jis ki wja sy business main zaida sy zaida profit ka chance bnta ha
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                        Salam sahi kha trading KY wqt tnsn Nhi leni Chahy sabr KY sath trading krni Chahy wrna nuqsan ho skhy hai r lalach Nhi krni Chahy sabr sy Kam lena chahy
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Samileghari پيغام ديکھيے
                          trading k waqt tension lenay se bohat nuqsan hota hai aap thanday dimagh se aaram se kam karain aur isko samjhain market ka utar charhao daikhen k kistaraf ja rahi hai acha sa pair choice karain
                          Dear jab ap proper learning kar kay analysis kar kay trade karian gay tu na ap ko tension hogi or na he ap ko market kay movement se pareshani hogi. ap ko achi trah se jab trend find karna a jata hai tu ap asani se samaj jaty hain kay kaisy trade karni hai or kaisy ap ko us trade se bahir nikalna hai. ap ko pareshani nahi hoti. jab ap judgment ya gambling karty hain phir ap ko loss hota hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                            g han dear trading ky wqt ap apny mind ko jitna fresh rkhen gy apko apky trade men utna he faidah hoga aur ap jitna apny mind men tenshion sy kam len gy apko apki trade men utna he nuqsan hoga es liye hmen zarori hy k hum trade men apny mind ko set rkhen kisi qism ka koi tenshion na len sbr aur thmul ky sath kam kren tb he kamyabi mumkin hy
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                              Tradingk waqt tnsn lana nuqsan dah sabit ho skta hforx pa tarading krty howy full cnfidnce hona chahiy ye soch k pta ni kiya hita h khi loss na ho jay tnsn nilani chahiy is sa dpresion brh jatta h cnfusion brh jati or propr way m work niho pata bsc trading k waqt loss and gain k bary m km sochna chahiy phlyfull struggle k sath work krna chahiy phr success ki umeed rkhni chahy tnsn lany nuuqsan ho skta h na srf paso ka businss pa b effct pray ga or mind pa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                                g han ap nay shi kha hy agar hum es main trade kurtay wat tens hn gay to hum apnay kam ko acahy say nhi kur sakay gay or jub hum es main apnay kam ko acha nhi kuray gay to humain es main acha profit honay ki bjay loss ho ga t humain es main tebs ho kur kam kurnay ki bjay es main humain apnay confidence say kam kurna chahiyay takeh hum es say acha kam kur sakay or es kay sath sath es main hum acha kaam kur kay kamyab bhi ho jay to humain es main trade kurtay waqt tens honay ki bjay confidence say kam kurna chahiyay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X